Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    :slap::slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap:U deserve this :p




    Hum to mashhhoom shay bholay bhaalay hain :blush::lpop:
    I deserve many things - including - chalo ab rehney do :p aur yeh apna sood-o-ziyaan ley lo :slap::slap::slap::slap::slap:

    aur aap mshoooom nahin bas EshaPhant hain :p aur zara apney siggy ko dekho lagta hai EshaDUCKO ghoom rahi hai - ESHADUCKO :kr: :kr: :kr: kya naam hai - Masood bhi kya genios hai hamesha koi na koi achha word ejaad kar deta hai ESHADUCKO :khi:
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #32
      Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

      Originally posted by Masood View Post
      aur zara apney siggy ko dekho lagta hai EshaDUCKO ghoom rahi hai - ESHADUCKO :kr: :kr: :kr: kya naam hai - Masood bhi kya genios hai hamesha koi na koi achha word ejaad kar deta hai ESHADUCKO :khi:
      khabardaar jo humaray cute se Jaanu se siggy ko kuch kaha aap nay to


      aapko :a stick: :a stick: :a stick:
      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        khabardaar jo humaray cute se Jaanu se siggy ko kuch kaha aap nay to


        aapko :a stick: :a stick: :a stick:
        Oho chanda main kab aap key siggey ko kuchh kaha hai main ney to aap ko aik neya nick diya hai EshaDUCKO :p kitney meethey nick baney thain na tumharey liyey :p
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #34
          Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

          Originally posted by Masood View Post
          Oho chanda main kab aap key siggey ko kuchh kaha hai main ney to aap ko aik neya nick diya hai EshaDUCKO :p kitney meethey nick baney thain na tumharey liyey :p
          :budhu:
          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

            Originally posted by Masood View Post
            Bacha kya ham is baat ko yun nahin ley saktey keh Allah Tala ki mansha poori ho rahi hai? Aur jis din ka usney wadah kiya hai keh aaey ga aur badi aab-o-taab key saath aaey ga, yeh nishaniyan us din ki qurbat ka ehsaas dila rahi hain???
            chaleiN iss ko aeyey ley leytey hein............aur iss ko aagey continue kerney key liye

            kya sirf ye nishaniyaN Ehssass dilaney keyl yie hien ya kissi aur liye bhi hieN???
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #36
              Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

              Originally posted by Masood View Post
              :tauba - Aqal ki chirrya ko kahan aazad chhorr diya hai larki :p kya kabhi koi musalman khud ko aisi behoodgi ka hissah samajh sakta hai aur yeh kah sakta hai keh yeh to mansha-e-Khuda hai? :tauba - Nahi dost aisa koi musalaman nahin samajh sakta - kehney ka maqsad yeh hai keh kuchh batein muqaddar hain, unhein badla nahin jaa sakta - chahey insaan kuchh bhi karey - aap jo kar saktey hain woh apney eeman ko majrooh honey sey bacha saktey ho - yaad rakhein keh duniya ko aap us waqt tak nahin badal saktey jab tak khud ko na badal lein - Ehtisaab sab sey pehley APNEY AAP sey shuru hota hai - agar duniya ka har insaan khud ko behtar karna shuru kar dey to kisi ko duniya ko badalney ki fiker na rahey :)
              :tauba..tu mainey bhi yehi bat kehney ki koshish ki haii
              :) haa yehi tu baat hai k bus hum itnaa sooch lain k kisi doosrey pr ungli uthaney sey behter apney gera'iban main jhank lya karain tu shayed kuch behtrii hojayee

              Comment

              Working...
              X