Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

    Originally posted by Masood View Post
    Bilkul yehi baat main kehna chahta hoon keh yeh nishaniyaan biyaan ho chuki hain, yeh atal haqeeqat hain aur jab tak yeh halaat ru'numaa nahin hongey, qayamat nahin aaey gi, aur qayamat bhi ATAL hai :)
    Adab shukeria masood g
    ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
    372-haha372-haha372-haha

    Comment


    • #17
      Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

      Originally posted by KurriPunjaban View Post
      Adab shukeria masood g
      Jeeti raho khush raho sada aabad raho :p
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #18
        Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

        Originally posted by Masood View Post
        Bilkul yehi baat main kehna chahta hoon keh yeh nishaniyaan biyaan ho chuki hain, yeh atal haqeeqat hain aur jab tak yeh halaat ru'numaa nahin hongey, qayamat nahin aaey gi, aur qayamat bhi ATAL hai :)
        Originally posted by Masood View Post
        Bacha kya ham is baat ko yun nahin ley saktey keh Allah Tala ki mansha poori ho rahi hai? Aur jis din ka usney wadah kiya hai keh aaey ga aur badi aab-o-taab key saath aaey ga, yeh nishaniyan us din ki qurbat ka ehsaas dila rahi hain???
        :mm:

        you know bro.


        mey inshAllah iss pey zaroor reply karun gi ..... ho sakta hai wo do teen din late ho leykin zaroor

        :thmbup:
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #19
          Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

          Originally posted by Xenya View Post
          :mm:

          you know bro.


          mey inshAllah iss pey zaroor reply karun gi ..... ho sakta hai wo do teen din late ho leykin zaroor

          :thmbup:
          you know sis - i'll TAKNA forward to it :zuban:
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #20
            Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

            Originally posted by KurriPunjaban View Post
            Nice..............Lakin kia hum kabooter kee taraha Ankhain band ker daini chayee..
            kiun nahi hum himmat ker k yeh manzar dekh sakty?
            in manazir ko dekhney k lya himmat ki zaroorat nahi ..bulk aaina ki trha dekhna chahyea k hum kya kr rahey hiann! apni islah krni chahyea kabootar ki trha ankhain band krleney sey khatraa waqai nahi tal sakta mager hum koshsih krk apney app ko in sub gunahoo sey bacha tu saktey hiann...!
            Aas pass k halat dekhney main himmat or bahaduri nahi bulk humari buzdli haii hum behis hochukey hian jo joo kuch kr rha hai hum krney dey rahey hian kunk hum kon sye khud parssaa haiin ,kisi ko kuch keh nahi sakteyy aaj kal hr koi naseehat sey bhagtaa hai ,app kisi ko kuch kahoo tu foran jawab hota hai k merey gher waloo ko aiteraz nahi tu app kon hotey hoo bolney wwaleyy ya phr jawab milta haii k ha ha tumhian tu adat hai lecture deney kii in short hum loog apna ahtesaab hi nahi krnaa chahteyy ..kisi doosrey ki taraf ungli uthney sey pehley apney geraban nahi jahnketyyy is waqt hum yeh tu keh rahey hian k duniya ghalat rah pr chal rahi haii mager yeh nahi dekh rahey hain k hum inhi sub ka hissa haii...baat tu tab haii k hum sub sey pehleyy tu apni islah karain phr apni hasiyat k mutabiq kisi doosrey ko naseehat karain waisey bhi naseehat ka usool hia k kisi doosrey ko woh nasehat doo jis pr khud aml kr chukey hooo.

            Comment


            • #21
              Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

              Originally posted by Masood View Post
              Bilkul yehi baat main kehna chahta hoon keh yeh nishaniyaan biyaan ho chuki hain, yeh atal haqeeqat hain aur jab tak yeh halaat ru'numaa nahin hongey, qayamat nahin aaey gi, aur qayamat bhi ATAL hai :)
              beshak qaayamt atl haii mager kya is ka mutlab yeh haii k hum apney app ko in sub sey bacahney k bajayee in sub ka hissa ban jayain or yehi soochain k yeh sub tu honaa hi haii ,yeh tu Allah ki manshaa hai etc etc..is trha tu hum apney ap ko khud dosaakh k dahaney pr ley jayain geyy

              Comment


              • #22
                Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

                Originally posted by aquari View Post
                beshak qaayamt atl haii mager kya is ka mutlab yeh haii k hum apney app ko in sub sey bacahney k bajayee in sub ka hissa ban jayain or yehi soochain k yeh sub tu honaa hi haii ,yeh tu Allah ki manshaa hai etc etc..is trha tu hum apney ap ko khud dosaakh k dahaney pr ley jayain geyy

                :tauba - Aqal ki chirrya ko kahan aazad chhorr diya hai larki :p kya kabhi koi musalman khud ko aisi behoodgi ka hissah samajh sakta hai aur yeh kah sakta hai keh yeh to mansha-e-Khuda hai? :tauba - Nahi dost aisa koi musalaman nahin samajh sakta - kehney ka maqsad yeh hai keh kuchh batein muqaddar hain, unhein badla nahin jaa sakta - chahey insaan kuchh bhi karey - aap jo kar saktey hain woh apney eeman ko majrooh honey sey bacha saktey ho - yaad rakhein keh duniya ko aap us waqt tak nahin badal saktey jab tak khud ko na badal lein - Ehtisaab sab sey pehley APNEY AAP sey shuru hota hai - agar duniya ka har insaan khud ko behtar karna shuru kar dey to kisi ko duniya ko badalney ki fiker na rahey :)
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #23
                  Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

                  :mm:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

                    Originally posted by *Fari* View Post
                    :mm:










                    :kr::kr::kr::kr::kr::kr:
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

                      Originally posted by *Fari* View Post
                      :mm:
                      :donno:

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post










                      :kr::kr::kr::kr::kr::kr:
                      :slap:
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #26
                        Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

                        Originally posted by Masood View Post
                        :donno:



                        :slap:
                        :slap::slap::slap::slap::slap::slap:
                        Ye aapka profit
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

                          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                          :slap::slap::slap::slap::slap::slap:
                          Ye aapka profit

                          Merey profit mein aap braber ki partner ho lehaza yeh hissah aap ka:
                          :slap::slap::slap::slap:
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #28
                            Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

                            Originally posted by Masood View Post
                            Merey profit mein aap braber ki partner ho lehaza yeh hissah aap ka:
                            :slap::slap::slap::slap:
                            :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap:
                            hum fazool logon ka fazool hissa nahin letay ..aap hee rakhieey
                            ye profit ..mazeed profit k saath ...apany chaper jessay munh per :a stick:
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

                              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                              :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap:
                              hum fazool logon ka fazool hissa nahin letay ..aap hee rakhieey
                              ye profit ..mazeed profit k saath ...apany chaper jessay munh per :a stick:
                              arey larki tum to har hissey mein sood bhi leti ho - lehaza yeh sood samet tumharey liyey :slap::slap::slap::slap:
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #30
                                Re: Lamha-e-Fikriyah: Duniya Kahan Kharri Hai?

                                Originally posted by Masood View Post
                                arey larki tum to har hissey mein sood bhi leti ho - lehaza yeh sood samet tumharey liyey :slap::slap::slap::slap:
                                :slap::slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap: :slap:U deserve this :p




                                Hum to mashhhoom shay bholay bhaalay hain :blush::lpop:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...