Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Eid ki teyaariyaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Eid ki teyaariyaan

    Originally posted by 'SamRazi' View Post
    noto 2 worry ........ landa kuch dino ek liyeh band hai na magar chand raat per zaror reopen ho ga tumharey liyeh ....... tab kahreed lena :kr::kr:

    abhi mei jati hoon cartoon rozey ke sath tum se itni bongian marr li .... enjoy the weekend .. take care ....c u later
    Landa in dinon open kyoon nahi ho ga, tum busy ho kia

    aur yeh to tum janay wali baatein ker rahi ho, itnay dinon baad aai ho me to tumhein chaye ka cup tak nahi pooch saka
    :thmbup:

    Comment


    • #62
      Re: Eid ki teyaariyaan

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      bohat bareek been he tu :khi:
      bareek been nahi hakeqat pasand hoon:donno:
      sigpic

      Comment


      • #63
        Re: Eid ki teyaariyaan

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Landa in dinon open kyoon nahi ho ga, tum busy ho kia

        aur yeh to tum janay wali baatein ker rahi ho, itnay dinon baad aai ho me to tumhein chaye ka cup tak nahi pooch saka
        magar mach ka ansoo
        sigpic

        Comment


        • #64
          Re: Eid ki teyaariyaan

          Originally posted by nomi sialkoti View Post
          bareek been nahi hakeqat pasand hoon:donno:
          Chal LG TV walon ki taraf se aik :slap:tumharay liye

          Originally posted by nomi sialkoti View Post
          magar mach ka ansoo
          Abay mere apnay aansu hein
          :thmbup:

          Comment


          • #65
            Re: Eid ki teyaariyaan

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Chal LG TV walon ki taraf se aik :rosetumharay liye

            ohh app ko galti lag gai the ma na theak kar de ha
            aur thanks


            Abay mere apnay aansu hein
            aray itnay kemti aansu haan sambhal ka rakhaan
            ava he na zaya karaan in ko:khi:
            sigpic

            Comment


            • #66
              Re: Eid ki teyaariyaan

              Originally posted by ummid View Post
              waalaikumasalam...

              dresses bhi aa gaye... sandals bhi... LOlz... sub amma le aaye... hum ne tu dekhe bhi nahi sub aikhate.....:(... eid per pheneige phir batayenge ke kaun se color ka hai... aur kaisa hai... lolz... sunne mein aaya hai ke baby pink aur golden color ka hai aik dress... baaqiyon ka pata nahi... lolz... avein hi shoping mein time waste hota hai... so hum jaate nahi.. aur market mein jao tu itne kapre ke phir soch mein par jao ke kaun sa lein aur kaun sa nahi.:donno:.. so hum jaate hi nahi.:na:.. jo amma ko ya nussi (ma best frnd) ko pasnd aaye woh le aate hain.:lpop:.. aur hum acche bacchon ki tarah pehan lete hain...:blush:
              Daikh lo tum sab yeh kitni achi bachi hai :comfort:
              sigpic

              Comment


              • #67
                Re: Eid ki teyaariyaan

                Originally posted by nomi sialkoti View Post
                aray itnay kemti aansu haan sambhal ka rakhaan
                ava he na zaya karaan in ko:khi:
                kyoon in ki jewlary banani he tum ne :tauba
                :thmbup:

                Comment


                • #68
                  Re: Eid ki teyaariyaan

                  Originally posted by sccorpion81 View Post
                  Daikh lo tum sab yeh kitni achi bachi hai :comfort:
                  aik nazar tu apni taraf bhi dekh le, especially apnay daanton ki taraf, aur yeh bata ke tu kub insaan banay ga :donno:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #69
                    Re: Eid ki teyaariyaan

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    aik nazar tu apni taraf bhi dekh le, especially apnay daanton ki taraf, aur yeh bata ke tu kub insaan banay ga :donno:
                    Tu nay choriyan khareed lee hain??? Mehndi lagwai hai k nahien ///????

                    aur kapray kaisay liey hain Lehnga Ya Ghrara??:D
                    sigpic

                    Comment


                    • #70
                      Re: Eid ki teyaariyaan

                      Originally posted by sccorpion81 View Post
                      Tu nay choriyan khareed lee hain??? Mehndi lagwai hai k nahien ///????

                      aur kapray kaisay liey hain Lehnga Ya Ghrara??:D
                      Oye hoosh ker ki ho gaya aye tainu :pagal:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #71
                        Re: Eid ki teyaariyaan

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        gray n black pehan ker tum to blackboard he lago gi
                        abhi kapray pehnay hi nahi pehlay say Nazar marna shuru kar di :tomato:
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • #72
                          Re: Eid ki teyaariyaan

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Salam Murgi ke ando aur meri meri bakriyo :salam:

                          Yahan pe aap ne daily batana he ke aap ne eid ke liye kia kia teyaari ki he...Gents yahan tak bata saktay hein ke aaj jurabon ka joora khareeda aur larkiyaan yahan tak ke nose pin khareednay paidal chal ke bazar gai thi aur rate pasand nahi aaya to wapis aa gai etc etc :kr::kr::kr: isay bhi eid ki teyaaron mein consider kia jaye ga :kr::kr::kr:

                          Chalo sub detail se batana me sun raha hoon :khi:
                          iss eid per meinay do suit khareeday hain lakin abhi tak darzi kay pass hain aaj shayid lay loon.....:cc: jurabay iss eid per lena ka irada nahi ...... shoes do saal pehlay khareeday thay vo bhi itni jaldi khareednay ki zaroorat nahi..... baaki jese new development hoi tu mein aap ko agaah karon ga..... :lpop:

                          Comment


                          • #73
                            Re: Eid ki teyaariyaan

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            abhi kapray pehnay hi nahi pehlay say Nazar marna shuru kar di :tomato:
                            Me ki eyes ne tumhara huliya imagination mein he capture ker liya tha na is liye :kr:

                            Chalo meri duaa he ke tum bohat sooni lago eid walay din, ub khuch :khi:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #74
                              Re: Eid ki teyaariyaan

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Oye hoosh ker ki ho gaya aye tainu :pagal:
                              Main kujh ghalat boliya????:cc:
                              sigpic

                              Comment


                              • #75
                                Re: Eid ki teyaariyaan

                                Originally posted by nomi sialkoti View Post
                                magar mach ka ansoo
                                nomi bhai aap bhi sialkoti hain...... :tauba

                                Comment

                                Working...
                                X