Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Eid ki teyaariyaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Eid ki teyaariyaan

    Originally posted by raafi View Post
    iss eid per meinay do suit khareeday hain lakin abhi tak darzi kay pass hain aaj shayid lay loon.....:cc: jurabay iss eid per lena ka irada nahi ...... shoes do saal pehlay khareeday thay vo bhi itni jaldi khareednay ki zaroorat nahi..... baaki jese new development hoi tu mein aap ko agaah karon ga..... :lpop:
    Shoes nahi khareednay to na sahi, juraein zaroor khareedna mere bhai, 2 saal pehlay ke shoes se jo taafun uthta he us se Allah he bachaye :lol

    me tumhari latest development pe eye rakhta hoon ok :blush:
    :thmbup:

    Comment


    • #77
      Re: Eid ki teyaariyaan

      Originally posted by sccorpion81 View Post
      Main kujh ghalat boliya????:cc:
      Kujh nai saara ghalt boleya :slap:
      :thmbup:

      Comment


      • #78
        Re: Eid ki teyaariyaan

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Kujh nai saara ghalt boleya :slap:
        Oh kis tarha ??
        Zara Sabit tay ker
        sigpic

        Comment


        • #79
          Re: Eid ki teyaariyaan

          Originally posted by sccorpion81 View Post
          Oh kis tarha ??
          Zara Sabit tay ker
          Ager 2 aur 2, 4 hotay hein to meri baat drust he :na:
          :thmbup:

          Comment


          • #80
            Re: Eid ki teyaariyaan

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Ager 2 aur 2, 4 hotay hein to meri baat drust he :na:
            Kaun ullu gadha pagal bewaqoof kehta hai keh 2 aur 2 chaar hotey hain? Achha aamir kehta hait to phir theek hai warna 2 aur 2 22 bhi ho saktey hain :p
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #81
              Re: Eid ki teyaariyaan

              Originally posted by Masood View Post
              Kaun ullu gadha pagal bewaqoof kehta hai keh 2 aur 2 chaar hotey hain?
              Yeh mein ne tum se he suna tha :lpop:
              :thmbup:

              Comment


              • #82
                Re: Eid ki teyaariyaan

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                mera bhi dil nahi ker raha lekin ne kuch shopping 2 week pehlay he ker li he :tauba
                acha app bataoo app ne kia kia shopa hai:donno:

                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                Comment


                • #83
                  Re: Eid ki teyaariyaan

                  Mey ney sirf eid gifts khareedney hein ... baki done hai sab Alhumdulillah
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #84
                    Re: Eid ki teyaariyaan

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Ager 2 aur 2, 4 hotay hein to meri baat drust he :na:
                    2 aur 2 = 4 nahin hotay 22 hotay hain

                    Kaun ullu gadha pagal bewaqoof kehta hai keh 2 aur 2 chaar hotey hain? Achha aamir kehta hait to phir theek hai warna 2 aur 2 22 bhi ho saktey hain :p
                    Uncle ap tu din badin zaheen hota ja rahay hain:p
                    sigpic

                    Comment


                    • #85
                      Re: Eid ki teyaariyaan

                      mai nay eid ke shoppign kar le.....
                      dresses , jewellry aur shoes lay le :blush:..........ab bass eid ka wait hai....:lpop:
                      sigpic


                      Comment


                      • #86
                        Re: Eid ki teyaariyaan

                        Originally posted by Wafa View Post
                        mai nay eid ke shoppign kar le.....
                        dresses , jewellry aur shoes lay le :blush:..........ab bass eid ka wait hai....:lpop:
                        good good
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #87
                          Re: Eid ki teyaariyaan

                          Originally posted by Wafa View Post
                          mai nay eid ke shoppign kar le.....
                          dresses , jewellry aur shoes lay le :blush:..........ab bass eid ka wait hai....:lpop:
                          :tauba:tauba:tauba Aik chitaki bhar larki ho tum aur DRESSES aur SHOES - kya aik joota kaafi nahin tha???? :tomato:
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #88
                            Re: Eid ki teyaariyaan

                            Originally posted by champion_pakistani View Post
                            acha app bataoo app ne kia kia shopa hai:donno:
                            3 shirts li hein yaar, ub dubara mut poochna
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #89
                              Re: Eid ki teyaariyaan

                              Originally posted by Xenya View Post
                              Mey ney sirf eid gifts khareedney hein ... baki done hai sab Alhumdulillah
                              Eid Gifts :blush:

                              Ager aap ko mere ghar ka postal address ka nahi pata to me bata doon kia :blush:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #90
                                Re: Eid ki teyaariyaan

                                Originally posted by sccorpion81 View Post
                                2 aur 2 = 4 nahin hotay 22 hotay hain



                                Uncle ap tu din badin zaheen hota ja rahay hain:p
                                Aur tum din ba din zaleel hotay ja rahay ho :khi:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X