Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Eid ki teyaariyaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Eid ki teyaariyaan

    Yar kujh v nahien ... hamesha Eid bhi duty ker k guzar jati hai .... is dafa Pakistan apni family k saath guzaroon ga yahi bhot hai
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Eid ki teyaariyaan

      Originally posted by La'hasil View Post
      Tumharay liye nahin hai wo hunh tum nahin dekh sakhtay hunh
      Kyun meri aankhein dukhti hai tumhein dekhtey huwey hunh dikha dena na hunh main ney kaafi arsa huwa hai namooney nahin dekhey hunh :p
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #18
        Re: Eid ki teyaariyaan

        Originally posted by sccorpion81 View Post
        Yar kujh v nahien ... hamesha Eid bhi duty ker k guzar jati hai .... is dafa Pakistan apni family k saath guzaroon ga yahi bhot hai

        waaaaao yeh to bohat hi achhi baat hai yassir keh yeh eid tum pakistan mein apni family key saath karo gey - Allah Tala aap ko khushiyon sey nawazein - aamen
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #19
          Re: Eid ki teyaariyaan

          Originally posted by Masood View Post
          waaaaao yeh to bohat hi achhi baat hai yassir keh yeh eid tum pakistan mein apni family key saath karo gey - Allah Tala aap ko khushiyon sey nawazein - aamen
          Thanx:)
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: Eid ki teyaariyaan

            Originally posted by Masood View Post
            Kyun meri aankhein dukhti hai tumhein dekhtey huwey hunh dikha dena na hunh main ney kaafi arsa huwa hai namooney nahin dekhey hunh :p

            Kyun Khud ko Aainey main kab say nahin Dekha :p
            Zindagi Thak Gaye ..!!

            Comment


            • #21
              Re: Eid ki teyaariyaan

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Ahan, bohat din paray hein, himaat nahi haarna :khi:
              pata nahi kesi eid ho gi:)mera or mere father ka mukabla hua karta tha k pehle kon eid mubarak kahe ga or is dafa.........

              Comment


              • #22
                Re: Eid ki teyaariyaan

                piyara piyaray aamir miyaan

                abi thank tru koi shoping or tiyari nahi ki...............!

                kuch dil hi nahi kar raha.............................................: donno:

                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                Comment


                • #23
                  Re: Eid ki teyaariyaan

                  Munday bhai pehle apni eid ki tayarii ka zikar to cheren us k baad murgi ke andon or bakiyun ki eid ki tayari ki baari aaye gi :khi:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Eid ki teyaariyaan

                    Filhaal tu koi tayari nehi ki hai janab

                    Jab time mila tu Tayyari kar lein gay

                    Comment


                    • #25
                      Re: Eid ki teyaariyaan

                      Mery kaprey sil gay
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • #26
                        Re: Eid ki teyaariyaan

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post


                        Chalo sub detail se batana me sun raha hoon :khi:
                        Go K Salam aap nay apnay makhsoos behan bhaaeyon ko kiya hay phir bhi hum jawab de detay hain

                        W salam We Kukkra:slap:

                        Rahee tyare ki baat :slap:to phelay khud apni tyaree dassein hum ko
                        phir humn sab tellein gay u ko :lpop:
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: Eid ki teyaariyaan

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          Mery kaprey sil gay
                          Wowww Gudie gud

                          kis color k kapray silwaey hain :hhh:
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: Eid ki teyaariyaan

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            Wowww Gudie gud

                            kis color k kapray silwaey hain :hhh:
                            sky blue or dosra grey n black ka combination :lpop:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #29
                              Re: Eid ki teyaariyaan

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              sky blue or dosra grey n black ka combination :lpop:
                              ahaaaa :phool:

                              humnay brown n ferozi :eye:
                              aur second one balck n brown banwaya hay :blush::blush:
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: Eid ki teyaariyaan

                                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                                ahaaaa :phool:

                                humnay brown n ferozi :eye:
                                aur second one balck n brown banwaya hay :blush::blush:

                                chaloo ham donoo kay to ready hoo gay dresses
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X