Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Eid ki teyaariyaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Eid ki teyaariyaan

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Salam Murgi ke ando aur meri meri bakriyo :salam:

    Yahan pe aap ne daily batana he ke aap ne eid ke liye kia kia teyaari ki he...Gents yahan tak bata saktay hein ke aaj jurabon ka joora khareeda aur larkiyaan yahan tak ke nose pin khareednay paidal chal ke bazar gai thi aur rate pasand nahi aaya to wapis aa gai etc etc :kr::kr::kr: isay bhi eid ki teyaaron mein consider kia jaye ga :kr::kr::kr:

    Chalo sub detail se batana me sun raha hoon :khi:
    hmmm

    abi tak to teyaari nahi ke ha abi teyaari ka leya bahot time ha aur hamari teyaari to aik he din balkay aik ya do ghantay ma ho jate ha larkioo ke tarha ha ka aj juta leya aur wapis ay gai aur aglay din kush dusri cheez lee aur wapis...
    aj koi pasand nahi aia(larka):khi:aj khali haath ay gai.
    sigpic

    Comment


    • #32
      Re: Eid ki teyaariyaan

      waalaikumasalam...

      dresses bhi aa gaye... sandals bhi... LOlz... sub amma le aaye... hum ne tu dekhe bhi nahi sub aikhate.....:(... eid per pheneige phir batayenge ke kaun se color ka hai... aur kaisa hai... lolz... sunne mein aaya hai ke baby pink aur golden color ka hai aik dress... baaqiyon ka pata nahi... lolz... avein hi shoping mein time waste hota hai... so hum jaate nahi.. aur market mein jao tu itne kapre ke phir soch mein par jao ke kaun sa lein aur kaun sa nahi.:donno:.. so hum jaate hi nahi.:na:.. jo amma ko ya nussi (ma best frnd) ko pasnd aaye woh le aate hain.:lpop:.. aur hum acche bacchon ki tarah pehan lete hain...:blush:

      Comment


      • #33
        Re: Eid ki teyaariyaan

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Salam Murgi ke ando aur meri meri bakriyo :salam:

        Yahan pe aap ne daily batana he ke aap ne eid ke liye kia kia teyaari ki he...Gents yahan tak bata saktay hein ke aaj jurabon ka joora khareeda aur larkiyaan yahan tak ke nose pin khareednay paidal chal ke bazar gai thi aur rate pasand nahi aaya to wapis aa gai etc etc :kr::kr::kr: isay bhi eid ki teyaaron mein consider kia jaye ga :kr::kr::kr:

        Chalo sub detail se batana me sun raha hoon :khi:
        apney barey mei tum ne btaya hi nahi ......... hazar hazr ke note lai ker jurabein kahreedney chaley jatey ho show marney ke liyeh aur jab change nahi hota tab pent ki kisi khufiya pocket se 10, 20 ke note nikal letey ho ......... :kr::kr:

        wese ab ki baar meri shopping nahi huwi abhi ....... kya khayal hai :mm: .....chalna hai sath mehandi, chorian aur necklace kahreedney ....... kuch na kuch tumharey liyeh matching mil jayeh ga ........ :kr::kr:
        sigpic

        Comment


        • #34
          Re: Eid ki teyaariyaan

          Originally posted by Aanchal View Post
          sky blue or dosra grey n black ka combination :lpop:
          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
          ahaaaa :phool:

          humnay brown n ferozi :eye:
          aur second one balck n brown banwaya hay :blush::blush:

          :thmbup: Black is really in trend and really goes well with any combination ......... mera bhi ek dress black hai with slight reddish linings in it .... :eye:
          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: Eid ki teyaariyaan

            Originally posted by 'SamRazi' View Post
            apney barey mei tum ne btaya hi nahi ......... hazar hazr ke note lai ker jurabein kahreedney chaley jatey ho show marney ke liyeh aur jab change nahi hota tab pent ki kisi khufiya pocket se 10, 20 ke note nikal letey ho ......... :kr::kr:

            wese ab ki baar meri shopping nahi huwi abhi ....... kya khayal hai :mm: .....chalna hai sath mehandi, chorian aur necklace kahreedney ....... kuch na kuch tumharey liyeh matching mil jayeh ga ........ :kr::kr:
            Mashallah baat ho rahi thi eid ki shopping ki, mujay kia pata tha ke Eid ka chaand he is thread mein nikal aaye ga :kr:

            Tum ne mere hazaar ke note aur jurabon ke rate ki jo tasveer kashi ki he, me tumhein khud kushi bhi kerwa sakta tha ager mujay tumhari baat thoori aur buri lagti to :kr:

            Aur mere liye kia larkon wali koi cheez nahi mili tumhein :zuban: ager mein kehta hook ke mein aisa larka nahi hoon is ka hergiz matlab yeh nahi ke mein larki hoon, kia samji

            Aur tum ne shopping abi tak kyoon nahi ki...tumhein zaroor kisi ne bataya ho ga ke landa baazar eid ke nazdeek sasta ho jata he :bhago:
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: Eid ki teyaariyaan

              Originally posted by KurriPunjaban View Post
              chalian theek hay main batati hun per abi jaa rhai hun kuch shoping kerni hay bbaad vich aa key dassa gee k
              ky ky khareedia hy.....acha
              me ne inna mushkal sawaal bhi nahi tha keeta :tauba
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Eid ki teyaariyaan

                Originally posted by La'hasil View Post
                Abhi Tu main Aik hi Suit Laye hooN Baqi Aur Lana hai mujhay :x
                Jo suit lai ho us ki he photocopiyaan kerwa lena :bhago:
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: Eid ki teyaariyaan

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Mashallah baat ho rahi thi eid ki shopping ki, mujay kia pata tha ke Eid ka chaand he is thread mein nikal aaye ga :kr:

                  Tum ne mere hazaar ke note aur jurabon ke rate ki jo tasveer kashi ki he, me tumhein khud kushi bhi kerwa sakta tha ager mujay tumhari baat thoori aur buri lagti to :kr:

                  Aur mere liye kia larkon wali koi cheez nahi mili tumhein :zuban: ager mein kehta hook ke mein aisa larka nahi hoon is ka hergiz matlab yeh nahi ke mein larki hoon, kia samji

                  Aur tum ne shopping abi tak kyoon nahi ki...tumhein zaroor kisi ne bataya ho ga ke landa baazar eid ke nazdeek sasta ho jata he :bhago:
                  Nahi uncle .............. lunda bazar tumharey liyeh reserve hai ....... meri shopping lamost ho gayi hai sirf ek necklace rehta hai wo bhi mei lai aaun gi kisi mall se ..... ab btaa diya hai to kahin tum kisi mall mei necklaces ka thela laga ker na kharey ho jana ....... yahan theley walo ki Eid police ke sath hoti hai :kr:
                  sigpic

                  Comment


                  • #39
                    Re: Eid ki teyaariyaan

                    Originally posted by sccorpion81 View Post
                    Yar kujh v nahien ... hamesha Eid bhi duty ker k guzar jati hai .... is dafa Pakistan apni family k saath guzaroon ga yahi bhot hai
                    Chal yaar eid walay din me kooshish karon ga ke tum se miloon per aik shart pe, ke tum mujay nazar nahi lagao gay :na:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Eid ki teyaariyaan

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Aur mere liye kia larkon wali koi cheez nahi mili tumhein :zuban: ager mein kehta hook ke mein aisa larka nahi hoon is ka hergiz matlab yeh nahi ke mein larki hoon, kia samji
                      tum mei mujhe lerko wali koi baat dikhti nahi to tumharey liyeh lerko wali chiz kaisey dikhey :kr::kr:
                      sigpic

                      Comment


                      • #41
                        Re: Eid ki teyaariyaan

                        Originally posted by 'SamRazi' View Post
                        Nahi uncle .............. lunda bazar tumharey liyeh reserve hai ....... meri shopping lamost ho gayi hai sirf ek necklace rehta hai wo bhi mei lai aaun gi kisi mall se ..... ab btaa diya hai to kahin tum kisi mall mei necklaces ka thela laga ker na kharey ho jana ....... yahan theley walo ki Eid police ke sath hoti hai :kr:
                        Yaani tumhari eid ke liye ub No-Lakha neckless reh gaya he :khi:chalo jub lo gi to us ki photo khainch ke yahan post ker dena, phir mein yahan bazar se us ka rate confirm kerwa loon ga :kr:

                        aur mujay theela laganay ka koi shook nahi he, kyoon ke mein to aisa larka he nahi hoon :blush:

                        Shopping mein tum ne kia kia khareeda he yeh to bata do, mein ne koon sa tumharay suit maang lene hein kanjoos kahin ki, bulke yahi ki :lol :lol
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Eid ki teyaariyaan

                          Originally posted by hamzad View Post
                          pata nahi kesi eid ho gi:)mera or mere father ka mukabla hua karta tha k pehle kon eid mubarak kahe ga or is dafa.........
                          :)
                          Last edited by Mr. Sialkoty; 4 October 2007, 07:52.
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Eid ki teyaariyaan

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Yaani tumhari eid ke liye ub No-Lakha neckless reh gaya he :khi:chalo jub lo gi to us ki photo khainch ke yahan post ker dena, phir mein yahan bazar se us ka rate confirm kerwa loon ga :kr:

                            aur mujay theela laganay ka koi shook nahi he, kyoon ke mein to aisa larka he nahi hoon :blush:

                            Shopping mein tum ne kia kia khareeda he yeh to bata do, mein ne koon sa tumharay suit maang lene hein kanjoos kahin ki, bulke yahi ki :lol :lol

                            issi baat ka to darr hai ke tum mang lo gai nahi to naqal ker lo gai, wese bhi tumhein lerkion wala her kaam kerne ka shoq hai na .......... sharma sharma ker :blush::blush::blush:



                            :kr::kr:
                            sigpic

                            Comment


                            • #44
                              Re: Eid ki teyaariyaan

                              Originally posted by champion_pakistani View Post
                              piyara piyaray aamir miyaan

                              abi thank tru koi shoping or tiyari nahi ki...............!

                              kuch dil hi nahi kar raha.............................................: donno:
                              mera bhi dil nahi ker raha lekin ne kuch shopping 2 week pehlay he ker li he :tauba
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Eid ki teyaariyaan

                                Originally posted by 'SamRazi' View Post
                                issi baat ka to darr hai ke tum mang lo gai nahi to naqal ker lo gai, wese bhi tumhein lerkion wala her kaam kerne ka shoq hai na .......... sharma sharma ker :blush::blush::blush:



                                :kr::kr:
                                Lo mujay tumharay choogay achay lagein ge kia mein ne tumharay kapray pehan ke apnay aap ko saaein look saabit kerna he kia :kr:

                                aur tum meri musalsal mashrakiyat ka ghalat rang mut do
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X