Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ham aur Hamara Ilm

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Ham aur Hamara Ilm

    Originally posted by Masood View Post
    yehi to masla hai jis per tumhein thappar parein gey keh tum bachtey nahin ho aur utli baatein kar jatey ho :p
    Yaar koi thaper marnay wala to paida ho jaye, phir hum khushi se kha bhi lein ge :tauba
    :thmbup:

    Comment

    • #32
      Re: Ham aur Hamara Ilm

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Yaar koi thaper marnay wala to paida ho jaye, phir hum khushi se kha bhi lein ge :tauba
      Ho chuka hai - balkeh woh to ham sey roz batein karta hai - balkeh woh to 20 ki suhani age bhi cross kar chuka hai - balkeh woh to aisa thappar marey ga keh punjab ka naqsha paraey mulk sey daal dey ga :lol
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #33
        Re: Ham aur Hamara Ilm

        Originally posted by Masood View Post
        Ho chuka hai - balkeh woh to ham sey roz batein karta hai - balkeh woh to 20 ki suhani age bhi cross kar chuka hai - balkeh woh to aisa thappar marey ga keh punjab ka naqsha paraey mulk sey daal dey ga :lol
        Lagta he ke tu thapar marnay walay ke baray mein nahi khanay walay ke baray mein yaani apnay he baray mein baat ker raha he...yeh le :slap:kia yaad karay ga
        :thmbup:

        Comment

        • #34
          Re: Ham aur Hamara Ilm

          Originally posted by Masood View Post
          Assalamo allaikum

          Hamarey idher 14. August ka program huwa - aik buzurg sahib apni taqreer mein farma rahey they keh:

          "ham ney jab 14. august 1947 ko HINDUSTAN sey aazadi hasil ki" :tauba:tauba:tauba

          Main soch mein parr geya keh ham ney Hindustand sey kab aazadi hasil ki hai? Phir yehi soch mein aaya ":tauba ham aur hamara ilm"
          agar aap thora sa detail se 1947 kay haalaat ko perhain tu aap ko pata chalay gha k darasal hum ne hindustaan se hi aazaadi haasil ki q k angraiz tu bahut phelay hi beraysghir say jaa rahay thay per dar asal musalmaanooo ne apni jidojahd se hidu oor angraiz se apna mutalnba munwaaya

          oor aap agar 14 aug 1947 k bahd kay haalaat dehkain tu india ne her mumkin koshish ki k woh azad pak per kubzaa ker lein

          umeed hai aap ko bura nahe laga ho gha :)

          Comment

          • #35
            Re: Ham aur Hamara Ilm

            Originally posted by EEmaan View Post

            Nahin mujhey bura nahin laga - magar tareekh ko ghalt salt karney sey ijtinaab kijiyey ... Pakistan ki aazadi ka aik din Hindustan sey pehley aata hai - Pakistan 14. august ko aur Hindustan 15. august ko huwa tha... Angrezon ney kabhi bhi bar-e-sagheer sey jaaney ki khawahish zahir nahin ki thi aur na gaey they...
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #36

              aap b theek hi keh rahay hain

              uss waqt b bahut sehasat thi
              aap ko tu ilm hi ho gah k indai kay phelay governor general lard mount behtan thay
              woh pak kay be phelay governer general banana chatay thay per muslim ne unn ko qabool nahe kia

              iss wajah se jab boundary comission ne sarhadoo ki partition ki tu bahut se aksarihatee ilaaqay muslim aabaasy walay india main shamil ker diay
              oor unhoon nay india ko aik way fraham kia jahan se india ne kasmir per hamla ker k kashmir per kabzaa ker lia
              yahni humaari shehrag per khanjar rakh dia

              anywayz nice talking
              phir kabhee aap se baat ho ge

              regards
              EEmaan

              Comment

              • #37

                Mujhey bhi aap sey baat kar key achha laga hai, lekin kuchh batein hain jinhein clear karney ki zaroorat hai - bachon ko ghalt taleem deney ki zaroorat nahin - yeh hamarey haan ho raha hai...

                No doubt keh Taqseem-e-Hind ghalt hui hai!. Magar Kashmir key masley per ghaursani karney ki zaroorat hai. Kashmir 19. July 1947 tak Pakistan sey wabasta tha. Taqseem key baad Kashmir key Raja, jo keh Hindu tha, usney yeh faisla pehley apni awaam per chhorr diya, magar phir Angrez aur Hinduoun key uksaney per Kashmir ko India sey mila diya jis per Kashmiriyon ney aawaz uthani shuru kar di aur Pakistan sey maddad mangi, Quaid-e-Azam ney aik tooti hui fauj key saath Kashmiryon ki help key liye apni faujein Kashmir mein dakhal kar dein, yehi woh bahana tha jo India chahta tha jo us waqt bhi taqat mein kaii gunah bada tha, India ney jawabi fauji karwaii kar key aadhey sey ziyada Kashmir per qabza kar liya...
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #38
                  Re: Ham aur Hamara Ilm

                  Ea Hi To Sub Say Burha Almia Hay Humara Ghisi Piti Kitabatin Jo Humaray Nana Dada Ne Pheri Thi Wo Ab Humaray Tuk Asay Hi Pohunchain Gi Na
                  Kubhi Kubhi Dill Kurta Hay Apni Kitabain Uthaon Or Un Alim Walo Ka Sir Pa Maro Jo Humain Aea Alim Detay Hain Jiss Main 18 So Gum Ki Batin To Hain Lekin Waqt K Sath Chulnay Ki Eak Bhi Kitab Nahi

                  Comment

                  • #39
                    Re: Ham aur Hamara Ilm

                    Originally posted by ummid_e_sehar View Post
                    Ea Hi To Sub Say Burha Almia Hay Humara Ghisi Piti Kitabatin Jo Humaray Nana Dada Ne Pheri Thi Wo Ab Humaray Tuk Asay Hi Pohunchain Gi Na
                    Kubhi Kubhi Dill Kurta Hay Apni Kitabain Uthaon Or Un Alim Walo Ka Sir Pa Maro Jo Humain Aea Alim Detay Hain Jiss Main 18 So Gum Ki Batin To Hain Lekin Waqt K Sath Chulnay Ki Eak Bhi Kitab Nahi
                    Sehar, firstly to yeh ghalti jo main ney yahan point out ki hai yeh kam sey kam kitabon mein nahin hoti... Yeh kuchh parhey likhey an'parhon ki apney taein ghalti hai...

                    Haan I am absolutely agree with you keh hamari nisaabi kitabein naqis hain, itni naqis key unhein utha ker aag hi laganey koi dil karta hai, balkeh sach to yeh hai keh ham apney bachon ko ilm key badley mein zehar khilaa rahey hain, jhoot ka zehar, jisney hamarey nisaab ki jarron ko kamzor kar diya hai...
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #40
                      Re: Ham aur Hamara Ilm

                      Sahi kaha Masood bhai aap ne
                      Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
                      Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

                      Comment

                      • #41
                        Re: Ham aur Hamara Ilm

                        Originally posted by Masood View Post
                        Assalamo allaikum

                        Hamarey idher 14. August ka program huwa - aik buzurg sahib apni taqreer mein farma rahey they keh:

                        "ham ney jab 14. august 1947 ko HINDUSTAN sey aazadi hasil ki" :tauba:tauba:tauba

                        Main soch mein parr geya keh ham ney Hindustand sey kab aazadi hasil ki hai? Phir yehi soch mein aaya ":tauba ham aur hamara ilm"
                        Lakin abi tak mujy nahi lagta k hum azad hian...
                        British k baad ab apny he dais main qaid hian hamari awam...:(
                        ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                        372-haha372-haha372-haha

                        Comment

                        • #42
                          Re: Ham aur Hamara Ilm

                          Originally posted by KurriPunjaban View Post
                          Lakin abi tak mujy nahi lagta k hum azad hian...
                          British k baad ab apny he dais main qaid hian hamari awam...:(

                          Kurri aap aazadi ki tareef kar sakti hain???? :cc:
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #43
                            Re: Ham aur Hamara Ilm

                            Originally posted by Masood View Post
                            Kurri aap aazadi ki tareef kar sakti hain???? :cc:
                            Ager aap Pakistani aur pher Balochistan ky halat sy nawakif aur hamary qanoon and establishmint sy b nawakif ho to pher ap ko azadi aur qaid sy kia mahni...
                            ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                            372-haha372-haha372-haha

                            Comment

                            • #44
                              Re: Ham aur Hamara Ilm

                              Originally posted by KurriPunjaban View Post
                              Ager aap Pakistani aur pher Balochistan ky halat sy nawakif aur hamary qanoon and establishmint sy b nawakif ho to pher ap ko azadi aur qaid sy kia mahni...
                              Oho main ney aap sey yeh poochha hai keh AAP key nazdeek aazadi kya hoti hai?
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              • #45
                                Re: Ham aur Hamara Ilm

                                Originally posted by Masood View Post
                                Oho main ney aap sey yeh poochha hai keh AAP key nazdeek aazadi kya hoti hai?
                                Janab mery nazdik wo azadi hay Jehan hum reh rahy hun aur sab mil ker kuch asool banain aur un asoolon main reh ker hum kaam karian aur pher humain wohan per koi cher khani na karian jab tak hum asooloon per Paband hun....
                                un quad o zawabat main reh ker hum jo marzi karian...
                                ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                                372-haha372-haha372-haha

                                Comment

                                Working...
                                X