Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ham aur Hamara Ilm

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ham aur Hamara Ilm

    Originally posted by Masood View Post
    Patah hai Amna itney achhey achhey silsaley hain games hain tareekh key barey mein, khail hi khail mein knowledge ki taqseem key magar hamarey haan koi aisi games mein participate hi nahin karta keh hamarey ilm ka Allah hi hafiz hai kisi ko kuchh patah nahin :(
    Hmmm Wohi na Hamain Janney ka Interest bhi hai Yahi tu Hamara Almiya hai :)
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment

    • #17

      :taubaUncle panch ungliya barabar nahi hoti har aik ka interest different hota ha:donno:...........jasay mera aur ap ka:khi:

      maina asay student dekhian ha jo itnay history ma dobay howay hotay ha kah mujhay unko dekh kar depression hota ha.............asay log mostly net per sirf history hi parhtay hain:tauba.....kes form per games ma shareek karna unkay nazdeek waqt ka zaya ha
      so jasa ap souch rahay ha huamray ilm kay baray ma wasa nahi ha...:na:mai ap se agree nahi karti :lpop:

      Comment

      • #18
        Re: Ham aur Hamara Ilm

        Originally posted by La'hasil View Post
        Hmmm Wohi na Hamain Janney ka Interest bhi hai Yahi tu Hamara Almiya hai :)
        kabhi aap ney woh pakistani parcham dekhey hain jinkey chaand sitarey bhi mukamil nahin hotey? :)
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #19
          Re: Ham aur Hamara Ilm

          Originally posted by Masood View Post
          kabhi aap ney woh pakistani parcham dekhey hain jinkey chaand sitarey bhi mukamil nahin hotey? :)
          hmmmmm Mukamil hotay hian yeh tu :s
          Zindagi Thak Gaye ..!!

          Comment

          • #20
            Re: Ham aur Hamara Ilm

            Originally posted by La'hasil View Post
            hmmmmm Mukamil hotay hian yeh tu :s
            ji magar main ney bohat sarey aisey bhi dekhey hain jo nahin hotey
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #21
              Re: Ham aur Hamara Ilm

              Originally posted by Masood View Post
              ji magar main ney bohat sarey aisey bhi dekhey hain jo nahin hotey
              AhaaaN Kia keh sakhtay hian :)
              Zindagi Thak Gaye ..!!

              Comment

              • #22
                Re: Ham aur Hamara Ilm

                is ko kehte hen "tleem" ki kami:khi:

                Comment

                • #23
                  Re: Ham aur Hamara Ilm

                  waqe hum aur hamari maloomat dono kitnay naheef hain
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #24
                    Re: Ham aur Hamara Ilm

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    waqe hum aur hamari maloomat dono kitnay naheef hain
                    Isi liye kehta hoon ke perha karo :comfort:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #25
                      Re: Ham aur Hamara Ilm

                      Originally posted by Masood View Post
                      Assalamo allaikum

                      Hamarey idher 14. August ka program huwa - aik buzurg sahib apni taqreer mein farma rahey they keh:

                      "ham ney jab 14. august 1947 ko HINDUSTAN sey aazadi hasil ki" :tauba:tauba:tauba

                      Main soch mein parr geya keh ham ney Hindustand sey kab aazadi hasil ki hai? Phir yehi soch mein aaya ":tauba ham aur hamara ilm"
                      Dekh bazurg aur buchay dono aik jese hotay hein, aur buchay masooom hotay hein, buchon ki baat ka mazaq uraatay ho :slap:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Ham aur Hamara Ilm

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Dekh bazurg aur buchay dono aik jese hotay hein, aur buchay masooom hotay hein, buchon ki baat ka mazaq uraatay ho :slap:

                        :slap:main ney kabhi tumhara mazzaq urraya hai musalal sialKHOTI :tomato:
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #27
                          Re: Ham aur Hamara Ilm

                          Originally posted by Masood View Post
                          :slap:main ney kabhi tumhara mazzaq urraya hai musalal sialKHOTI :tomato:
                          Mein boorha hoon ga to tu mazak uraye ga na :tauba
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Ham aur Hamara Ilm

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Mein boorha hoon ga to tu mazak uraye ga na :tauba

                            main bachon ka bhi mazzaq nahin urrata - tum hamesha danista-tor per bachey hi raho gey :khi:
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #29
                              Re: Ham aur Hamara Ilm

                              Originally posted by Masood View Post
                              main bachon ka bhi mazzaq nahin urrata - tum hamesha danista-tor per bachey hi raho gey :khi:
                              Tum ne sahi kaha lekin statement incomplete choor di

                              mein danista-tor per buri baaton se bacha rahon ga :lpop:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: Ham aur Hamara Ilm

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Tum ne sahi kaha lekin statement incomplete choor di

                                mein danista-tor per buri baaton se bacha rahon ga :lpop:
                                yehi to masla hai jis per tumhein thappar parein gey keh tum bachtey nahin ho aur utli baatein kar jatey ho :p
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X