Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ham aur Hamara Ilm

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Ham aur Hamara Ilm

    Originally posted by KurriPunjaban View Post
    Janab mery nazdik wo azadi hay Jehan hum reh rahy hun aur sab mil ker kuch asool banain aur un asoolon main reh ker hum kaam karian aur pher humain wohan per koi cher khani na karian jab tak hum asooloon per Paband hun....
    un quad o zawabat main reh ker hum jo marzi karian...
    Yeh aap ki aazadi ki tareef hai, drust!

    Chalein yeh btaein keh kya Pakistan mein Asool nahin? Aain nahin? :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #47
      Re: Ham aur Hamara Ilm

      Originally posted by Masood View Post
      Yeh aap ki aazadi ki tareef hai, drust!

      Chalein yeh btaein keh kya Pakistan mein Asool nahin? Aain nahin? :)
      Janab bilkul hain lakin hum un per kaim nahi hian ...hum unain apni zati azadi k liy unain toor daity hian.....
      jabky azadi to aik society kee huty hian...lakin majboran hamary han kai socities hian...
      high society jn k liy alag kanoon low aur middle k liy alag alag...
      kai k liy to kanoon hee nahi aur kahen khudh kanoon banaty hian...
      es per mujy aik latifa yaad agia hay likhon k na
      chaloo likh hee daiti hun...

      aik dafa aik wazir pakistan ka afghnistan gia wohan dekhta hay K kisi bandy k bary main batain ho rahi thee k wo afghanistan ka wazir e ralway hy to osy hirani hui aur kisi sy pocha yaar yeh kia majra hay k yehan to koi b ralway line nahi per wazir kiun hy???

      wo huns huns ker jawab daita hay K........
      Pakistan main pher wazir e Qanoon kiun hy????

      hehehehehe
      ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
      372-haha372-haha372-haha

      Comment

      • #48

        :kr: Lateefa achha hai aur agar mazzah ki baat hai to yehi per hans letey hain lekin agar serioucity chahiyey to baat yeh hai keh aap unfortunately baton ko mix kar rahi hain, AAZAD honey ka LA'QANOON honey sey koi ta'aluq nahin. Aur Pakistan mein LA'QANOONIYAT nahin - Qanoon bhi hain, qawaiid bhi hain - lekin agar koi nahin to na unko maaneney waley, na manwaney waley - Qanoon kitabon mein dhara rah jata hai - Agar umraa qanoon sey bach jatey hain to ghareeb bhi bach saktey hain - magar in sari baton ka AAZAD honey sey koi ta'aluq nahin :)
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        Working...
        X