Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khanay ki aadat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: khanay ki aadat

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    akser dekha gaya he ke jo loog kum khatay hein mootay hotay hein lekin jo loog ziada khatay hein wo meri tarah smart rehtay hein :kr:

    isi lya tu ghour karain k main kitnaaaaaaaaa khati hoo :blush:

    Comment


    • #17
      Re: khanay ki aadat

      Originally posted by aquari View Post
      isi lya tu ghour karain k main kitnaaaaaaaaa khati hoo :blush:
      baaz aukaat science U-turn bhi le leti hoti he :hehe:
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: khanay ki aadat

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        baaz aukaat science U-turn bhi le leti hoti he :hehe:

        science U turn na lain tu hum lakeer hi piit'tey reh jayain naa:lpop:

        Comment


        • #19
          Re: khanay ki aadat

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          phir to mein dermeyaana bucha hoon :blush:
          ooaa is ko drmiyana size nahi kehty:tauba

          Comment


          • #20
            Re: khanay ki aadat

            Originally posted by aquari View Post
            science U turn na lain tu hum lakeer hi piit'tey reh jayain naa:lpop:
            yeh baat aap apnay khilaf ker rahi hein kia :lpop:
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: khanay ki aadat

              Originally posted by jia View Post
              ooaa is ko drmiyana size nahi kehty:tauba
              to kia choota size kehtay hein :tauba
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: khanay ki aadat

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                to kia choota size kehtay hein :tauba
                its very big size:masha :lpop:

                Comment


                • #23
                  Re: khanay ki aadat

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Salam murgi ke ando aur meri meri bakriyo


                  is thread mein aap ko apnay khanay ki habit batani he...aap kum khatay hein, ziada khatay hein, kitna khatay hein, bohat kum khatay hein, bohat ziada khatay hein...kia ziada khana pasand kerte hein, aur kyoon ziada khana pasand kerte hein etc etc


                  aur koi aisa waqeeya share karein jub aap ko khana khanay mein be-hud maza aaya ho :khi: Like choori ki murgi khai...bahir outing pe khud ja ke bana ke khaya...ya aap ko bohat ziada bhook lagi aur aap ko achanak koi favourite dish ki dawat mil gai ho :khi: etc.
                  waisey yaar mundey chori ki murghi may itnaaaa mazah kiun hota hai:khi:

                  Comment


                  • #24
                    Re: khanay ki aadat

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Salam murgi ke ando aur meri meri bakriyo


                    is thread mein aap ko apnay khanay ki habit batani he...aap kum khatay hein, ziada khatay hein, kitna khatay hein, bohat kum khatay hein, bohat ziada khatay hein...kia ziada khana pasand kerte hein, aur kyoon ziada khana pasand kerte hein etc etc


                    aur koi aisa waqeeya share karein jub aap ko khana khanay mein be-hud maza aaya ho :khi: Like choori ki murgi khai...bahir outing pe khud ja ke bana ke khaya...ya aap ko bohat ziada bhook lagi aur aap ko achanak koi favourite dish ki dawat mil gai ho :khi: etc.


                    Wsalaam bhalo shah Cartoon!
                    :khi: Kiya topic ha:clap: :clap:

                    Me ko khanay ka bara shooq ha:khi: aur ma zayda khana pasand karti ho:blush: woh is liya kiun kah ma jitna khaon kam ha:wk mujhay lagta ha khana khana sab se acha time pass ha:lpop: Insaan ko har waqt kuch na kuch khana chaiya:kr:


                    Jo maza dosro kay paiso se khanay ka ha woh apnay paisay ma nahi:kr: :kr: :kr: Mainaa bohat c friends se baat baat per treat kay naam per boaht kuch khaya howa ha

                    per sab se zyada maza khanay ka mujhay tab aya jab meray aur meri friend kay pas paisay limited thay per phir bhi dheeto ki tarhan hum josh-o-jazbay kay sath Pizza hut gay:khi: hum nay apnay apnay bag se chawaniyan nikal kar jama kar kay bill pay kiya:kr: :kr:Waiter bechara tray may paray itnay zyada coins dekhtay hi rah giya:khi: jabkay mujhay lag raha tha kah sahid bartan dhonay hi parein gay:khi:

                    Comment


                    • #25
                      Re: khanay ki aadat

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      tum to waqee bari luck ho :khi: aur 2, 2, din tak bhook hertaal kyoon...koi baat manwaani hoti he kia
                      haan ye to hai k main bohat lucky hoon:phool:
                      bhook hrtaal nahi janab
                      waisy hi bhook kam lgti hai
                      g nahi baat manwaany k liye mujhy bhook hrtaal ki zaroorat nahi
                      kion k meri baat waisy hi maani jaati hai:lpop:
                      Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                      Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                      Comment


                      • #26
                        Re: khanay ki aadat

                        jo mil jaey kha leti hun:) salads bohat pasand hen or jab ghusa ya naraz hoti hun to khana chor deti hun :embarasse

                        Comment


                        • #27
                          Re: khanay ki aadat

                          Main Nose yani kay Nak say Kahta hon bas aik inch nechay
                          تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                          تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                          لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


                          ~Mujay Vote Dain~
                          پاکستانی کا خواب

                          Comment


                          • #28
                            Re: khanay ki aadat

                            Originally posted by fari View Post

                            Wsalaam bhalo shah Cartoon!
                            :khi: Kiya topic ha:clap: :clap:

                            Me ko khanay ka bara shooq ha:khi: aur ma zayda khana pasand karti ho:blush: woh is liya kiun kah ma jitna khaon kam ha:wk mujhay lagta ha khana khana sab se acha time pass ha:lpop: Insaan ko har waqt kuch na kuch khana chaiya:kr:


                            Jo maza dosro kay paiso se khanay ka ha woh apnay paisay ma nahi:kr: :kr: :kr: Mainaa bohat c friends se baat baat per treat kay naam per boaht kuch khaya howa ha

                            per sab se zyada maza khanay ka mujhay tab aya jab meray aur meri friend kay pas paisay limited thay per phir bhi dheeto ki tarhan hum josh-o-jazbay kay sath Pizza hut gay:khi: hum nay apnay apnay bag se chawaniyan nikal kar jama kar kay bill pay kiya:kr: :kr:Waiter bechara tray may paray itnay zyada coins dekhtay hi rah giya:khi: jabkay mujhay lag raha tha kah sahid bartan dhonay hi parein gay:khi:
                            :kr:...college k din yad krwa diya tum ney dear :kr:

                            Comment


                            • #29
                              Re: khanay ki aadat

                              Originally posted by aquari View Post
                              :kr:...college k din yad krwa diya tum ney dear :kr:

                              :khi: tu kiya ap nay college ma bartan bhi dho liya thay:tasali:

                              Comment


                              • #30
                                Re: khanay ki aadat

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                yeh baat aap apnay khilaf ker rahi hein kia :lpop:

                                nahi..science k khelaf :eye:

                                Comment

                                Working...
                                X