Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khanay ki aadat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: khanay ki aadat

    Originally posted by *Hala* View Post
    normal kahti hooo
    :alhamd: kahani mein sab pasand hai
    bari achi baat he...aik he time sub kuch kha liya karo :lpop:
    :thmbup:

    Comment

    • #77
      Re: khanay ki aadat

      Originally posted by hamzad View Post
      han koshish to hoti he lekin kabhi kabhi ho hi jata he:khi:
      ghusa aaye to aik glass thunda paani pee lijiye, aankhein bund ker ke late jaiye aur kuch acha soochiye...ghusa kum ho jaye ga :D
      :thmbup:

      Comment

      • #78
        Re: khanay ki aadat

        nahi me assy kam nahi hotta gussa

        Comment

        • #79
          Re: khanay ki aadat

          tumhein 1000 post pe mubarik ho :zuban:
          :thmbup:

          Comment

          • #80
            Re: khanay ki aadat

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Salam murgi ke ando aur meri meri bakriyo

            is thread mein aap ko apnay khanay ki habit batani he...aap kum khatay hein, ziada khatay hein, kitna khatay hein, bohat kum khatay hein, bohat ziada khatay hein...kia ziada khana pasand kerte hein, aur kyoon ziada khana pasand kerte hein etc etc

            aur koi aisa waqeeya share karein jub aap ko khana khanay mein be-hud maza aaya ho :khi: Like choori ki murgi khai...bahir outing pe khud ja ke bana ke khaya...ya aap ko bohat ziada bhook lagi aur aap ko achanak koi favourite dish ki dawat mil gai ho :khi: etc.
            Khane ki aadat....:khi:
            Hmmmmmm...... hum se bhook bardasht nahi hoti.:embarasse ..lolz
            } When I was in third std.... humari puri class ko punishment mili thi recess mein. ... saare hi bache chup baithe the... per I thik within 5 mins hum ne rona shoro kiya tha...teacher k poochne per hum ne kaha tha... hum after school wait ker leinge....per hume is waqt bhook lagi hai...lolz... phir saari hi class ki punishment maaf ker di gai thi....aur sub ko break mila tha...:dance:

            } When I was in 13th std.. humare aik professor the... who humesha apna subeject chor ker islamiyaat per aa jaate the ... un ka bolne ka aik alag andaz hota tha...woh akser kaihte... islam ki taarikh utha ker daikho jitney bhi karname anjam diye gaye..jitni bhi jangein fateh ki gai... deen ka naam roshan karne waale yeh log Insaan hi the...Allah k farishte nahi... khair un ka waaz itna lamba ho jata tha k humara lunch break woh kha jaate the.. lolz... do teen din hum ne bardasht kiya.:icon_neut....kyu k baad k lect free the..per us roz hume bhook lagi thi...:D aur sir k waaz khatam hota nazar nahi aa raha tha.. break bhi hochuka tha...hum ne aik page nikala... us per pen se likha... "

            } When I was in college.. humare college k qareeb 210c naami aik bauhat hi accha restaurant hai... hum saare frndzzz Saturday ko wahein lunch karte..after college..kyun sat ko experiment off hote the..wahan apne doston k sath khaya gaya her lunch hum ne enjoy kiya hai... Saturday ko 210c mein humara lunch fix hota tha:thmbup:.. still that hotel is one of ma fav ...aur humara jub bhi wahn jana ho hum wahan zaror kuch na kuch baith kr khate hain..:)

            } Hum accha khane k shooqeen hai... aur ab tak accha hi khaya hai Allah k fazal se...aisa bhi nahi k hum bhooke nai reh sakte.. aik baar apna wallet gher bhool gaye the... us waqt saare hi frnd ne kaha tha k kuch kha lo dear.. subha se lagi hoi ho.. per hum ne yahi kaha k kuch khane ka dil nahi aaj..coz humari mama ne sikhaya hai..beta tang khana per mang nahi..so bus..aisa aik hi baar howa hai ...otherwise for our serve work..jub sara group address talash kr raha hota..tu hum yeh dhoondh rahe hote k is area mein kaun si acchi restaurant hai....:khi:
            Last edited by ummid; 21 June 2007, 12:22.

            Comment

            • #81
              Re: khanay ki aadat

              Originally posted by ummid View Post

              3rd standard and 13th standard...lagta he 3 ke saath koi gerbar he :kr:bhook lagnay pe aap ne scene create kiye un per bohat hassi aai :khi: aur aap ki ammi ki nasihat amooz baatein mujay bhi apni aik dairy mein derj ker leni chahiyein baray kaam ki hoti hein :D aap ne resturant ka to bata diya yeh nahi bataya ke aap wahan ja ker khati kia kia hein :lpop:
              :thmbup:

              Comment

              • #82
                Re: khanay ki aadat

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                ager aisi baat he to aik nuskha meri taraf se

                bhook na lagay to dheer sara paani peejiye...water theropy keejiye...aap ko 1 hr. mein bhook lag jaye gi :wk
                thanx :rose
                but jab mujhy bhook nahi lgti
                to mujhy acha lgta hai
                main khud chahti hoon k mujhy bhook na lagy
                once again thank u:phool:
                Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                Comment

                • #83
                  Re: khanay ki aadat

                  Originally posted by lucky View Post
                  thanx :rose
                  but jab mujhy bhook nahi lgti
                  to mujhy acha lgta hai
                  main khud chahti hoon k mujhy bhook na lagy
                  once again thank u:phool:
                  aap mooti ho kia :lpop:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #84
                    Re: khanay ki aadat

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    aap mooti ho kia :lpop:
                    g nahi :tauba
                    aap ki tran smart hi hoon:khi:
                    lakin moti hony say drti hoon:khi:
                    is liye bhook na lgny pr khushi hoti hai
                    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                    Comment

                    • #85
                      Re: khanay ki aadat

                      waise jo loog kum khatay hein wo ziada mootay hotay hein :p
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #86
                        Re: khanay ki aadat

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        waise jo loog kum khatay hein wo ziada mootay hotay hein :p
                        isi baat ka tu ghum haii k kum khao tu bhi mooteyy hotey hian..or zayda khaoo phir tu koi haal hi nahi rehtaa :pagal:

                        Comment

                        • #87
                          Re: khanay ki aadat

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          waise jo loog kum khatay hein wo ziada mootay hotay hein :p
                          achaaaaaaaaa?????????:tauba
                          phir to main bohat zyada khana shoroo kr doon gi:khi:
                          Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                          Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                          Comment

                          • #88
                            Re: khanay ki aadat

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            ghusa aaye to aik glass thunda paani pee lijiye, aankhein bund ker ke late jaiye aur kuch acha soochiye...ghusa kum ho jaye ga :D
                            lekin ghusa aya ho to pani pina hi yad nahi rehta:blush: :D

                            Comment

                            • #89
                              Re: khanay ki aadat

                              Originally posted by aquari View Post
                              isi baat ka tu ghum haii k kum khao tu bhi mooteyy hotey hian..or zayda khaoo phir tu koi haal hi nahi rehtaa :pagal:

                              yeh masla sirf mootay loogon ke saath hota he
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #90
                                Re: khanay ki aadat

                                Originally posted by lucky View Post
                                achaaaaaaaaa?????????:tauba
                                phir to main bohat zyada khana shoroo kr doon gi:khi:
                                bohat ziada khanay se tum Aabda Perveen bun jao gi :lpop:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X