Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bataiya!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Bataiya!

    Originally posted by aabi2cool View Post
    bib peli baat ye hy k aap nay jo poucha hy wo kaam nahene balk adaat kehlata hy ye aap ki adaat hy k aap dosron k moamlaat main apni taang araati hain jab k dosron ki ye adat aap ko buri lagti hy..khuch smajh main aya bari be:lpop:
    :tauba Chal ub tu Sharee Nukta Nazar se bata ke Fari chupkay se loogon ke diloon ka haal jaan jaati he, is ki isay aagay ja ke kia saza milay gi :khi:
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: Bataiya!

      Originally posted by fari View Post
      Assalam-o-alikum!!!

      Ummmid ha ap sab khariyat se hongay:blush:
      Ap ko ya batana ha kah kon sa asa kam ha jo hum khud karen tu theek ha per agar dosray karen tu hum ko ghusa ajata ha:fuming:
      Ap Personally aur generally dono basis se bata saktay hain:phool:

      Mai pehlay start karti ho!

      Mujhay acha nahi lagta kah koi meri souch ya muskil ko janay ki kosish karay per ma khud chahti ho kah ma sab ki problem jano ...unkay dimag ma kiya chal raha ha ya mujhay pata chal jay:khi: aur aksar jaan bhi jati ho:lpop:
      Yeh tum ne red mein jhoot kyoon boola :mm:

      Apnay relatives mein, apnay cousins mein bohat makbool shakhsiyat hon...Hamaray baray bhi har baat aur her maslay pe meri raaye pehlay lete hein...lekin ager koi is ki khilaaf-warzi karay to mujay bohat ghusa aata he...ya youn keh lo ager meri jagah wo kisi aur ko itni importance dein to mujay sakht ghusa aata he...cuz, mein samajta hoon ke meri jagah koi bhi deserve nahi kerta :khi:
      :thmbup:

      Comment

      • #18

        i give decisions but when someone comes and wants to impose decision on me i hate it

        Comment

        • #19
          Re: Bataiya!

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          :tauba Chal ub tu Sharee Nukta Nazar se bata ke Fari chupkay se loogon ke diloon ka haal jaan jaati he, is ki isay aagay ja ke kia saza milay gi :khi:

          Mujhay saza kiun milay gi

          Comment

          • #20
            Re: Bataiya!

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Yeh tum ne red mein jhoot kyoon boola :mm:

            Apnay relatives mein, apnay cousins mein bohat makbool shakhsiyat hon...Hamaray baray bhi har baat aur her maslay pe meri raaye pehlay lete hein...lekin ager koi is ki khilaaf-warzi karay to mujay bohat ghusa aata he...ya youn keh lo ager meri jagah wo kisi aur ko itni importance dein to mujay sakht ghusa aata he...cuz, mein samajta hoon ke meri jagah koi bhi deserve nahi kerta :khi:

            :khi: Shukar ha ap kay relatives aur cousin PG per nahi ha:kr: :kr: :kr:warna apki yahan bhi monop0ly shrou ho jati:lpop:

            Comment

            • #21
              Re: Bataiya!

              Originally posted by musaddaq View Post
              i give decisions but when someone comes and wants to impose decision on me i hate it

              Ap ko tu accept karni cahiya dosro ki decsion khas kar baro ki aur unki decision ki respect karni chaiya:lpop: kiun kah woh log bhi hotay hain jin per decision impose karnay wala koi nahi hota

              Comment

              • #22
                Re: Bataiya!

                Originally posted by fari View Post
                Mujhay saza kiun milay gi
                Tumhein saza dene ke liye waja ka hona zaroori he kia
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: Bataiya!

                  Originally posted by fari View Post
                  :khi: Shukar ha ap kay relatives aur cousin PG per nahi ha:kr: :kr: :kr:warna apki yahan bhi monop0ly shrou ho jati:lpop:
                  Yaani tumharay kehnay ka maksad yeh he ke meri PG pe monopoly nahi he :na: ghalat sooch he tumhari :na: Jo bhi mere khilaaf ser uthaye ga, mein us ke baal poot loon ga :lpop:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Bataiya!

                    Originally posted by musaddaq View Post
                    i give decisions but when someone comes and wants to impose decision on me i hate it
                    Kia tu bhi LEO he :lpop:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #25
                      Re: Bataiya!

                      Originally posted by fari View Post
                      Ap ko tu accept karni cahiya dosro ki decsion khas kar baro ki aur unki decision ki respect karni chaiya:lpop: kiun kah woh log bhi hotay hain jin per decision impose karnay wala koi nahi hota
                      i do accept and respect the decisions of others too but when someone wants to impose it upon me against my will then....

                      Comment

                      • #26
                        Re: Bataiya!

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Tumhein saza dene ke liye waja ka hona zaroori he kia
                        jasay ap ko bonga kahnay kay liya koi waja hona zarori nahi:khi:

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Yaani tumharay kehnay ka maksad yeh he ke meri PG pe monopoly nahi he :na: ghalat sooch he tumhari :na: Jo bhi mere khilaaf ser uthaye ga, mein us ke baal poot loon ga :lpop:
                        :khi: aur agar us kay baal hi na howay tu:lpop:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Bataiya!

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Kia tu bhi LEO he :lpop:
                          LEO hona zaroori nahi hai, nature may depend person to person,

                          Comment

                          • #28
                            Re: Bataiya!

                            Originally posted by fari View Post

                            :khi: aur agar us kay baal hi na howay tu:lpop:
                            Fari yeh sirf tumhari nahi poora forum ki baat ker raha hia :kr:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Bataiya!

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              i do accept and respect the decisions of others too but when someone wants to impose it upon me against my will then....
                              then.......:bhago:

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              Fari yeh sirf tumhari nahi poora forum ki baat ker raha hia :kr:
                              :tauba aur mainay sirf ap ko dekh kar kaha tha kah yahan ap jasay bhi member ha:tasali: Baal less:kr:

                              Comment

                              • #30
                                Re: Bataiya!

                                Originally posted by fari View Post
                                jasay ap ko bonga kahnay kay liya koi waja hona zarori nahi:khi:

                                :khi: aur agar us kay baal hi na howay tu:lpop:
                                Tumhari pehli line ka jawaab ghalat he

                                aur ager baal nahi huay to us ke kaan dheelay ker ke tind ko neechay phaink doon ga
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X