Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindgi sy Gilly aur Shikway.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

    me zindagi se gila nahi kar sakti kion ke is se Allah Tallah naraz hote hen or Allah ka shuker he k jo Allah ne mere leay behter samjha mujhe wo sab dia or jo mere leay munasib nahi samjha us se door rakha...Allah ka shuker

    Comment

    • #32
      Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

      Originally posted by Zindgi View Post
      Aslam o alikum Pegham k sab members ap kaisy hian.
      ap sy aik baat kerna chahti hun wo yeh k main yehan jo kuch bee pochti ho wo siraf gupshup hee nahi balky os ka mery liy aik khas makam hay main sab apni study aur knowldge about human Psychy k liy pochti hun to ager kisi ko bura lagay to plz bata dy mujy aur mera ap sy ap ka aik topic hay...

      Zindgi sy yehi gila hay mujy
      too buhat dair sy mila hay mujy

      kia ap logon ko apni life sy koi gila ya shikwa hay?
      aur ager hay to kiun hay? es kee kia waja hay? aur ap osy doar kiun nai karty?
      Please sab loag jawab dain mujy acha lagy ga....sab sy pehly main apni baat karti hun.

      Mujy zindgi sy aik shikwa hay....K yeh Harjai hay sab k sath daiti hay pher choar jati hay
      Wa.Salam.. Allah k fazal-o-karam sey mujhay zindgeee sy koi gilla aur shikwa naheee hai, i am totaly satisfied with my life and with my routine.....
      Allah ka shukar hai....

      Comment

      • #33
        Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

        ALLAH ka dia howa sab kuch hai... tu gila or shikwa nahi karna chahi... :)
        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

        :pr:

        Comment

        • #34
          Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

          Wa alaikum salam dear
          Allah ka shukar hay jo chaha wo mila is liay hamari zindgi mien shikway ki kabhi gunjaish nhi rahi
          haan agar kabhi kuchh mann chaha nah bhi milay to yeh sooch layty hien k us nay sab ata kiya hay to is ko nah ata karnay mien zaroor koi hikmat aur hamari behtri hoo gi....aur yeh baat mutmain hoonay k liay boht kaafi hay aur shikwa karty mostly un loogoon ko daykha gya hay jo apni khawahishaat ko boht barhaa layty hien:pagal:

          so zindgi say no shikwa:na:
          :lpop: :lpop: :lpop: :lpop: :lpop:

          Comment

          • #35
            Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

            nicee
            hmmm main tu yahi kahoon gi
            zindagi sey kesa shikwa
            khud sey hi shikayat hai

            pata nai kion

            Comment

            • #36
              Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

              Zidagee see gilaa yaa shikwaa wohh loog
              karattay hain joo mayoos yaa nakam hoo jatayy
              hain zindagee kee door mainn
              jabkeh i think insan ko aakhree dam tak fight kernee
              chahieyy hallat kee sathhh
              thats why no shikwaa no gilllaa
              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

              Comment

              • #37
                Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                mujay yah gillla hay kay main nay ..................
                تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

                ~Mujay Vote Dain~
                پاکستانی کا خواب

                Comment

                • #38
                  Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                  app coments jaan ker buhat buhat shukeria. Buhat khushi hain ap k comments jaan ker. main ny en sab ka print out ly lia hay aur ab main university main es per disscuss kerny wali hun apny teacher aur fellows k sath.
                  mery duwa hay k zindgi main kisi ko zindgi sy shikwa na rahy...aur yehan aik member ny baat kee hay
                  zindagi sey kesa shikwa
                  khud sey hi shikayat hai
                  yeh buhat achi lagi hay

                  Comment

                  • #39
                    Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                    :na:
                    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                    Comment

                    • #40
                      Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                      haan jee zindagi se takreeban sab ko gila hota hai...hamein yeh he gila hai...ke hum yeh enjoy nahi kar pa rahe..bachpan yaadgar nahi to bura bhi nahi guzra...lekin abhi zinadgi mein parshaniyon or troubles ke liye bohat umar hai...to is liye hum chhate hein ke isey kise ache aur beautiful purpose ke liye jeaein.....allah ne hamien bheja hai to koi hamrai zindagi ka purpose bhi ho ga.....abhi tak to hum wohi purpose find kar rahe hein....

                      so yeh hi gila hai zidagi se......koi purpose he nahi zindagi ka
                      din guzrata hai aur raat aa jati hai, raat guzrati hai to din...lekin kagta hai koi na koi purpose ban he jaey ga

                      actually aik aur baat hai ke mujhe apni feelings ko lafzoon mein dhlalna nahi ata...so i m not able to express myself on the point which i think i am..

                      Comment

                      • #41
                        Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                        Originally posted by desiprincess View Post

                        :SubhanAllhaa: :phool: :thmbup: That is perfect reply that i was waiting......................inshaALLAH ager ap apny ap per yakeen rakhain to ap ko pata chal jay ga k ap ny es dunia main kia karna hay....jaisa k mujy pata chal gia hay k mera maksad kia hay.....
                        aur main ap kee baat achi tarah samj gai hun thanks for this reply....
                        meri mehnat ab lagta hay k kuch rang laa rahi hay..................

                        aap ka etna sochna hee ap ko maksad kee taraf ly jay ga......kiun k sochna hee pehly kamyabi hay..............khush rahoo dear

                        Comment

                        • #42
                          Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                          Originally posted by Zindgi View Post
                          Aslam o alikum Pegham k sab members ap kaisy hian.
                          ap sy aik baat kerna chahti hun wo yeh k main yehan jo kuch bee pochti ho wo siraf gupshup hee nahi balky os ka mery liy aik khas makam hay main sab apni study aur knowldge about human Psychy k liy pochti hun to ager kisi ko bura lagay to plz bata dy mujy aur mera ap sy ap ka aik topic hay...

                          Zindgi sy yehi gila hay mujy
                          too buhat dair sy mila hay mujy

                          kia ap logon ko apni life sy koi gila ya shikwa hay?
                          aur ager hay to kiun hay? es kee kia waja hay? aur ap osy doar kiun nai karty?
                          Please sab loag jawab dain mujy acha lagy ga....sab sy pehly main apni baat karti hun.

                          Mujy zindgi sy aik shikwa hay....K yeh Harjai hay sab k sath daiti hay pher choar jati hay
                          MUJHAY SIANI SIANI BATAINN KARNI NAHI ATIII:khi: :khi:

                          Comment

                          • #43
                            Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                            janab ap kee her baat ka koi na koi maksad huta hy to wo moun sy nikalti hay
                            ALLAH ny kainat kee koi bee chez bey waja paida nahi kee

                            take ur time and write here

                            Comment

                            • #44
                              Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                              Zindagi jee aap ne to zindagi jeena ka hosla de diya..thank you so very much for your comments and co-operation aap ne mujhe bohat kuch sikhaya hai...aur INSHAALAH zindagi ka koi na koi maksad mil he jaey ka agar imandari se lagan ho to...so once agian thank you very much jee..aur hum apne qadam zaroor aget ki taraf barahein ge..INSHALLAH

                              Comment

                              • #45
                                Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                                Originally posted by Zindgi View Post
                                app coments jaan ker buhat buhat shukeria. Buhat khushi hain ap k comments jaan ker. main ny en sab ka print out ly lia hay aur ab main university main es per disscuss kerny wali hun apny teacher aur fellows k sath.
                                mery duwa hay k zindgi main kisi ko zindgi sy shikwa na rahy...aur yehan aik member ny baat kee hay
                                zindagi sey kesa shikwa
                                khud sey hi shikayat hai
                                yeh buhat achi lagi hay
                                :salam:
                                zindagi jee app ney buhat acha topic chuna hai
                                is sey humein b buhat kuch sekkhney ko mila hai ...or meri doua hai k ALLAH app ko apney maqsad main kamyaab karey(ameen)
                                and thanx app ko meri bat achi lagi
                                thank u soo much:rose
                                be happy

                                Comment

                                Working...
                                X