Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindgi sy Gilly aur Shikway.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zindgi sy Gilly aur Shikway.

    Aslam o alikum Pegham k sab members ap kaisy hian.
    ap sy aik baat kerna chahti hun wo yeh k main yehan jo kuch bee pochti ho wo siraf gupshup hee nahi balky os ka mery liy aik khas makam hay main sab apni study aur knowldge about human Psychy k liy pochti hun to ager kisi ko bura lagay to plz bata dy mujy aur mera ap sy ap ka aik topic hay...

    Zindgi sy yehi gila hay mujy
    too buhat dair sy mila hay mujy

    kia ap logon ko apni life sy koi gila ya shikwa hay?
    aur ager hay to kiun hay? es kee kia waja hay? aur ap osy doar kiun nai karty?
    Please sab loag jawab dain mujy acha lagy ga....sab sy pehly main apni baat karti hun.

    Mujy zindgi sy aik shikwa hay....K yeh Harjai hay sab k sath daiti hay pher choar jati hay

  • #2
    Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

    Originally posted by Zindgi View Post

    you are most welcome :phool:

    yeh jo aap ne gilla kia he yeh gilla nahi bulke atal hakeekat he.

    mujay zindagi se koi gilla nahi Alhamdullilah
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

      Originally posted by munda_sialkoty View Post

      Impossible.......................plz aap zra soch ker batain yeh ap ny aik damm jazbati baat ker di hay........ager ap ko shikwa nahi hay to main ap ka interview balky mery class fellows ap ka interview karna chahain gey kiun k 1st time aisa banda dekha hay...........plz thing again.......:phool:

      Comment

      • #4
        Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

        waalaikumasalam

        nice thread...:thmbup:

        zindagi se aik gilla hai... per batayeng nahi...:lpop:

        Comment

        • #5
          Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

          Originally posted by Zindgi View Post
          Impossible.......................plz aap zra soch ker batain yeh ap ny aik damm jazbati baat ker di hay........ager ap ko shikwa nahi hay to main ap ka interview balky mery class fellows ap ka interview karna chahain gey kiun k 1st time aisa banda dekha hay...........plz thing again.......:phool:

          ager aisi baat he to phir mein apni baat pe aur pakka ho jata hoon...lolz.

          well dekhiye...in the past mujay apni zindagi se bohat shikway thay...lekin waqt ne mujay yeh sikha diya he ke hamein zindagi se shikway kerne ki bajaye un ke amli hal ki taraf tawajo deni chahiye. We need to be practicle. Mere dad businessman thay...mein job kerta hoon...pehlay mein shikwa kerta tha ke mere saath aisa kyon hua...lekin Allah Taalah ne her kisi ko alag wisdom, resources, circumstances ke saath paida kia he...aur sub ke tasks bhi almost variable hotay hein...ager kisi mein aik kami he to us mein koi khoobi bhi rakhi he...mein ager apnay se ounchay loogon ki taraf dekhta hoon to aglay lamhay un loogon ko bhi dekhta hoon ke Allah Taalah ne jinhein jismaani aazaa se mehroom kia he...jin ke paas beenai nahi, haath paoon nahi...to aisay mein mein Allah ka Laakh shuker kerta hoon aur duaa kerta hoon ke Allah jo bhi karay mere haal mein behtar karay :)
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

            Originally posted by ummid View Post
            waalaikumasalam

            nice thread...:thmbup:

            zindagi se aik gilla hai... per batayeng nahi...:lpop:
            batana bhi na, is tarah loogon ko pata chal jaye ga :khi:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

              zindagi se shikayat wo kertey hain jo kamzor hotey hain, jo zindagi ka samna nahi ekr patey ......... I belive ......... aur mei zindagi se shaikayat tab kerun gi jab mujhe yeh lagey ga ke zindagi en emre sath kuch galat kiya ........ jabkey i belive every person lives and pays for his/her deeds .....t o zindagi se shikayat kaisi ?? :lpop:
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                nice topic

                daikhte hain kis ko kia chahiey
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                  Originally posted by ummid View Post
                  waalaikumasalam

                  nice thread...:thmbup:

                  zindagi se aik gilla hai... per batayeng nahi...:lpop:
                  Yeh to koi baat na hui yeh to pher maza na aya

                  plz aap kisi sy matt dariy main edher hee hun ap bata dain

                  Comment

                  • #10
                    Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                    zindagi se shikayat wo kertey hain jo kamzor hotey hain, jo zindagi ka samna nahi ekr patey ......... I belive ......... aur mei zindagi se shaikayat tab kerun gi jab mujhe yeh lagey ga ke zindagi en emre sath kuch galat kiya ........ jabkey i belive every person lives and pays for his/her deeds .....t o zindagi se shikayat kaisi ?? :lpop:
                    Isi liye tu aap huamri de ho.:blush:.. hume aadhi himmat aap se milti hai.. aur baaqi ki fari se...:blush: aur is tarah hum pure barave hogaye hain ab...

                    Comment

                    • #11
                      Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                      Mujhe aik hi gila tha zandagey say

                      laikin ab wo bhi nahien hai.....kiun k jo mere muqadar main nahien tha ab us ka kia rona rona

                      so ... ab mujhe zindagey say koee gila nahien hai
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                        zindagi se shikayat wo kertey hain jo kamzor hotey hain, jo zindagi ka samna nahi ekr patey ......... I belive ......... aur mei zindagi se shaikayat tab kerun gi jab mujhe yeh lagey ga ke zindagi en emre sath kuch galat kiya ........ jabkey i belive every person lives and pays for his/her deeds .....t o zindagi se shikayat kaisi ?? :lpop:
                        very good...bohat achay...aur mehnat kerni he...agay berhna he :D
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                          Originally posted by sccorpion81 View Post
                          Mujhe aik hi gila tha zandagey say

                          laikin ab wo bhi nahien hai.....kiun k jo mere muqadar main nahien tha ab us ka kia rona rona

                          so ... ab mujhe zindagey say koee gila nahien hai
                          yaani ub tu ne ilaaj kerwa liya
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            ager aisi baat he to phir mein apni baat pe aur pakka ho jata hoon...lolz.

                            well dekhiye...in the past mujay apni zindagi se bohat shikway thay...lekin waqt ne mujay yeh sikha diya he ke hamein zindagi se shikway kerne ki bajaye un ke amli hal ki taraf tawajo deni chahiye. We need to be practicle. Mere dad businessman thay...mein job kerta hoon...pehlay mein shikwa kerta tha ke mere saath aisa kyon hua...lekin Allah Taalah ne her kisi ko alag wisdom, resources, circumstances ke saath paida kia he...aur sub ke tasks bhi almost variable hotay hein...ager kisi mein aik kami he to us mein koi khoobi bhi rakhi he...mein ager apnay se ounchay loogon ki taraf dekhta hoon to aglay lamhay un loogon ko bhi dekhta hoon ke Allah Taalah ne jinhein jismaani aazaa se mehroom kia he...jin ke paas beenai nahi, haath paoon nahi...to aisay mein mein Allah ka Laakh shuker kerta hoon aur duaa kerta hoon ke Allah jo bhi karay mere haal mein behtar karay :)
                            thanks for detail ans...ALLAH ap ko khush rakhy...............aur ap ko koi shikwa nahi its the best.... Lakin insan na shukera aur shikwa shikayat hay os k pass lakin wo batay na to alag baat hay.

                            Comment

                            • #15
                              Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                              Originally posted by Zindgi View Post
                              thanks for detail ans...ALLAH ap ko khush rakhy...............aur ap ko koi shikwa nahi its the best.... Lakin insan na shukera aur shikwa shikayat hay os k pass lakin wo batay na to alag baat hay.
                              well...mein aap ko sachi keh raha hon ke is waqt mein bohat sooch samaj ke aap ko jawaab de raha hoon...haan albata apni kuch policies pe mujay shikwa zaroor he, aur wo mein yahan mention nahi ker sakta :D
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X