Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindgi sy Gilly aur Shikway.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
    zindagi se shikayat wo kertey hain jo kamzor hotey hain, jo zindagi ka samna nahi ekr patey ......... I belive ......... aur mei zindagi se shaikayat tab kerun gi jab mujhe yeh lagey ga ke zindagi en emre sath kuch galat kiya ........ jabkey i belive every person lives and pays for his/her deeds .....t o zindagi se shikayat kaisi ?? :lpop:
    perfect reply i m waiting for this one..................main keh sakti hun k app reallity pasand hu...am i right?:shh:

    Comment


    • #17
      Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

      Originally posted by Zindgi View Post
      perfect reply i m waiting for this one..................main keh sakti hun k app reallity pasand hu...am i right?:shh:
      ji aap ne sahi kaha...yeh pagal pan ki had tak reality pasand hein :lpop:
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

        Originally posted by ummid View Post
        Isi liye tu aap huamri de ho.:blush:.. hume aadhi himmat aap se milti hai.. aur baaqi ki fari se...:blush: aur is tarah hum pure barave hogaye hain ab...
        love u chanda :hug: khush raho :phool:

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        very good...bohat achay...aur mehnat kerni he...agay berhna he :D
        thanks ... atleast i know i'm on right track :lpop:

        Originally posted by Zindgi View Post
        perfect reply i m waiting for this one..................main keh sakti hun k app reallity pasand hu...am i right?:shh:
        thanks :phool: .......... and yes i am a kind of :lpop:

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        ji aap ne sahi kaha...yeh pagal pan ki had tak reality pasand hein :lpop:

        shayed is liyeh mei zindagi aur rishto ko aap se behter samajhti hoon ... thanks to my pagal pan :lpop:
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

          Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post

          thanks ... atleast i know i'm on right track :lpop:



          shayed is liyeh mei zindagi aur rishto ko aap se behter samajhti hoon ... thanks to my pagal pan :lpop:
          haan jaanta hon ke tum practicle ho...lekin non-practical mein bhi nahi...aur mein bhi aik cheez ka shuker ada kerta hoon ke mein ne baat baat pe tanz kerna nahi seekha :lpop:
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            ji aap ne sahi kaha...yeh pagal pan ki had tak reality pasand hein :lpop:
            haha acha lakin yeh to theek baat hay aur mujy yakeen hay k apni life main khush rhain gee insaan ko huna hee aisa chayee..

            Comment


            • #21
              Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

              Originally posted by Zindgi View Post
              haha acha lakin yeh to theek baat hay aur mujy yakeen hay k apni life main khush rhain gee insaan ko huna hee aisa chayee..
              meri best wishes bhi in ke saath hein...Allah inhein bohat bohat bohat khush rakhay
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                haan jaanta hon ke tum practicle ho...lekin non-practical mein bhi nahi...aur mein bhi aik cheez ka shuker ada kerta hoon ke mein ne baat baat pe tanz kerna nahi seekha :lpop:

                every one has his choice ......... :lpop:
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                  Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                  every one has his choice ......... :lpop:
                  tumhari choice mein his kahan se aa gaya :kr:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    tumhari choice mein his kahan se aa gaya :kr:

                    i used that word in general only ...... kuch jaamtein parh letey aap to aap ke liyeh acha hota uncle .. :lpop:
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      you are most welcome :phool:

                      yeh jo aap ne gilla kia he yeh gilla nahi bulke atal hakeekat he.

                      mujay zindagi se koi gilla nahi Alhamdullilah
                      zindagi sey gila gunaah-i-kabeerah hai,baaqi her insaan ki zindagi khoobiun aur khaamiun sey bhari pardi hain,unn khaamiun ko insaan khud duur kar sakta hai jub usey kahin naakaami, pashaimaani ya hairaani ka saamna karna pard jaata hai.agar aap yeh sawal kartin k aapko zindagi may konsi khaami duur karney may dushwaari paish aati hain aur kiun aati hain,tho aap ka sawal bohoth maani khaiz hota.
                      main aksar apni manzal sey kuch faasley par reh kar haar jaata hun,tub main zindagi sey gila nahi khuda sey sawal karta hun keh yaa rubbul aalamin mujeh raat ko juldi soney aur subah juldi uthhaney ki thofeeq ataa farma aur iss k liye main subah sawerey uthney ki koshish karta hun aur hulki phhulki exercise bhi karta hun.:)

                      Comment


                      • #26
                        Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                        i used that word in general only ...... kuch jaamtein parh letey aap to aap ke liyeh acha hota uncle .. :lpop:
                        Waise to mein bohat ziada perha likha hon, lekin bhool gaya hoon
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                          Originally posted by sensible View Post
                          zindagi sey gila gunaah-i-kabeerah hai,baaqi her insaan ki zindagi khoobiun aur khaamiun sey bhari pardi hain,unn khaamiun ko insaan khud duur kar sakta hai jub usey kahin naakaami, pashaimaani ya hairaani ka saamna karna pard jaata hai.agar aap yeh sawal kartin k aapko zindagi may konsi khaami duur karney may dushwaari paish aati hain aur kiun aati hain,tho aap ka sawal bohoth maani khaiz hota.
                          main aksar apni manzal sey kuch faasley par reh kar haar jaata hun,tub main zindagi sey gila nahi khuda sey sawal karta hun keh yaa rubbul aalamin mujeh raat ko juldi soney aur subah juldi uthhaney ki thofeeq ataa farma aur iss k liye main subah sawerey uthney ki koshish karta hun aur hulki phhulki exercise bhi karta hun.:)

                          tumharay vichaar jaan ke bohat khushi hui...jeetay raho mere laal :)
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                            mere khiyal mein sab ko zindagi se sikawe hote hai but jab wo apni puri zindagi ko analyse kata hai tu us ko apni ghalati ka ehsaas hota hai aur tab us ko Allah k karam nazar ate hai k US ne hum ko kitni cheezon se nawaza hai tab isan k sab shikway khatam ho jate hai...i think insaan jazbati ho kar shikway karta hai aur jab realistic ho kar sochta hai tu sab sahi ho jata hai
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              tumharay vichaar jaan ke bohat khushi hui...jeetay raho mere laal :)
                              ziadah khush honey ki zaroorat nahi hai eedulfither k liye bacha k rakkho bachchon k kaam aaegi
                              Last edited by Mujahid Khan; 30 May 2007, 15:12.

                              Comment


                              • #30
                                Re: Zindgi sy Gilly aur Shikway.

                                Originally posted by sensible View Post
                                ziadah khush honey ki zaroorat nahi hai eedulfither k liye bacha k rakkho bachchon k kaam aaegi
                                Eid-ul-Fitr mein kia khaas hota he miyaan ???
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X