Re: Kia Waqt Apne aap ko Dohrata hai????
Jee haan hamain zindagey main kaee aise moqe milte hain laikin agar ham ko zindagey main dobara wo moqa milta hai tu ham us moqe ko pahchan kiun nahein sakte???? aur jaisa k aap ne kaha k aap k saath kuch aisa hoowa tha aur aap nay faisla kia tha laikin wo faisla munasib nahien tha laikin aap k saath dobara wo hi hoowa aur aap ne phir wohi faisla kia halan k aap pahle say is faisle per mutmain nahien theen...tu kia aap k bas main kuch nahien tha k yeh faisla ho gya ???? ya aap ne kisi ki marzi per wo faisla kiya ya koee aur wajha?????????????
zaroori nahien hai k wo hamare parents ya family ka koee member hi wo baat kere jo ham soch rahe hooon ... main nay tu aisa kaee dafa kuch anjan logon k saath bhi hote daikha hai...jaisa k main aik dafa college say wapis aa raha tha k kuch doosre college k larkon main aapas main larai ho gaee aur jab wo larai ho rahi thee tu mujhe laga k main nay yeh larai pahle bhi kahien daikhi hai aur jo jo log ler rahe thay yeh sab wo hi thay jis ko main pahle bhi isi tarha larte hooway daikh cuka hooon .isi jaga
leykin ye cheez mujhey aap key iss thread perhney key baad realize hui hai key waqai waqt apney aap ko dohrata hai warna pehley mey sochti thi key agar saari zindagi experience ki nazar ho jaye to ye saarey tajrabey ham kahan aur kaun si zindagi mey apply karein gey............
COLOR]
COLOR]
Originally posted by sumera
View Post
Comment