Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kia Waqt Apne aap ko Dohrata hai????

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kia Waqt Apne aap ko Dohrata hai????

    Assalam O Alaikum

    Friends Kia aap is baat per Yaqeen Rakhte hain ya kbhi aap nay mahsoos kia hai k Waqt apne aap ko dhorata hai...kia aap ki zindagey main aisa koee waqia hoowa hai....jo aik dafa pahle bhi ho chuka ho aur aisa hi doosra waqia phir roonuma ho jaey....ya aap nay kisi ko daikha hai ... kisi k saath aisa hote hooway...???
    sigpic

  • #2
    Re: Kia Waqt Apne aap ko Dohrata hai????

    Originally posted by sccorpion81 View Post

    w/salam,

    suna to hai kay waqt apnay aap ko dohrata hai, par mujhay to kabhi kabhar aisa lagta hai kay yeh manzar maiN pehlay bhi kaheen daikh chuka hoon, matlab kabhi kabhar mujhay yooN mehsoos honay lagta hai kay is waqt jo manzar meri aankhoN kay samnay hai yeh is say pehlay main wazeh tour par dekh chuka hoon par jab yaad karnay ki koshish karta hoon to foran he bhool jata hoon aur aisa lagta hai kay aisa kuch nahi tha, par aisa achanak hota hai aur un lamhat main bilkul yaqeen hota hai kay yeh manzar main pehlay daikh chuka hoon, par jab yaad karnay ki koshish karta hoon to sab bhool jata hoon :donno:
    That's Enough...!!

    Comment

    • #3

      walaikum salam!

      jaisey kis tarhaN waqt apney aap ko dauhrata hai??
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Kia Waqt Apne aap ko Dohrata hai????

        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
        w/salam,

        suna to hai kay waqt apnay aap ko dohrata hai, par mujhay to kabhi kabhar aisa lagta hai kay yeh manzar maiN pehlay bhi kaheen daikh chuka hoon, matlab kabhi kabhar mujhay yooN mehsoos honay lagta hai kay is waqt jo manzar meri aankhoN kay samnay hai yeh is say pehlay main wazeh tour par dekh chuka hoon par jab yaad karnay ki koshish karta hoon to foran he bhool jata hoon aur aisa lagta hai kay aisa kuch nahi tha, par aisa achanak hota hai aur un lamhat main bilkul yaqeen hota hai kay yeh manzar main pehlay daikh chuka hoon, par jab yaad karnay ki koshish karta hoon to sab bhool jata hoon :donno:

        Same with me :)
        :thmbup:

        Comment

        • #5

          Khair Swal yeh tu Nahien tha laikin Same yehi mere saath hota hai kabhi kabhar achank koee samne aa jata hai aur wo jo koee harkat bhi kerta hai tu mujhe lgta hai k yehi chees main pahle bhi kahien daikh chuka hoon...ya koee baat kerta hai tu muhe lagta hai k isi admi pahle bhi yah baat isi tarha isi jagha kahi thee...kab kiun pata nahein...laikin yeh hota hai

          maira sawal kuch yoon hai k haqeeqat main kia aisa hota hai k waqt apne aap ko dhoraey .... jaisa k aik admi apna safar kahien say shuroo kerta hai .. wahan us k saath jo hamsafar hota hai train ka wo us ki zidagey ka hamsafar bhi ban jata hai itifaqan .... laikin baad main wo bichar jata hai ... (mar Jata hai ya phir kahien chala jata hai Hmesha k liey) phir wo aadmi aik dafa phir aik safar kerta hai...aur us k saath wohi waqiat hote hain jo aik dafa pahle us ki zindagey main rooonuma ho chuke thay usi hamsafar ki tarha aik aur hamsafar us ko milta hai...aur wo waisee hi batain kera hai waisee hi harkatain kerta hai...aur phir us aadmi k saath phir wo hi kahani shuroo ho jati hai....is baat per aap ka kia khyal hai???????
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: Kia Waqt Apne aap ko Dohrata hai????

            Originally posted by sccorpion81 View Post
            Assalam O Alaikum

            Friends Kia aap is baat per Yaqeen Rakhte hain ya kbhi aap nay mahsoos kia hai k Waqt apne aap ko dhorata hai...kia aap ki zindagey main aisa koee waqia hoowa hai....jo aik dafa pahle bhi ho chuka ho aur aisa hi doosra waqia phir roonuma ho jaey....ya aap nay kisi ko daikha hai ... kisi k saath aisa hote hooway...???
            walaikom Assalam....
            aisa hota hai jaisay koi baat hoti hai tu khayal ata hai ...aisa pehlay bhi ho chuka hai....lakin sahih say yaad nahin aata kab....
            aur agar aap makafat-e-amal kay hawalay say baat karain.....jaisay jo apnay parents say jaisa solok karay ga...waisa hi us ki aulaad bhi us say rawa rakhay gi ...tu aisa bhi hota hi hai....
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment

            • #7
              Re: Kia Waqt Apne aap ko Dohrata hai????

              Originally posted by sccorpion81 View Post
              Khair Swal yeh tu Nahien tha laikin Same yehi mere saath hota hai kabhi kabhar achank koee samne aa jata hai aur wo jo koee harkat bhi kerta hai tu mujhe lgta hai k yehi chees main pahle bhi kahien daikh chuka hoon...ya koee baat kerta hai tu muhe lagta hai k isi admi pahle bhi yah baat isi tarha isi jagha kahi thee...kab kiun pata nahein...laikin yeh hota hai

              maira sawal kuch yoon hai k haqeeqat main kia aisa hota hai k waqt apne aap ko dhoraey .... jaisa k aik admi apna safar kahien say shuroo kerta hai .. wahan us k saath jo hamsafar hota hai train ka wo us ki zidagey ka hamsafar bhi ban jata hai itifaqan .... laikin baad main wo bichar jata hai ... (mar Jata hai ya phir kahien chala jata hai Hmesha k liey) phir wo aadmi aik dafa phir aik safar kerta hai...aur us k saath wohi waqiat hote hain jo aik dafa pahle us ki zindagey main rooonuma ho chuke thay usi hamsafar ki tarha aik aur hamsafar us ko milta hai...aur wo waisee hi batain kera hai waisee hi harkatain kerta hai...aur phir us aadmi k saath phir wo hi kahani shuroo ho jati hai....is baat per aap ka kia khyal hai???????
              mein ub samja...mein apnay aap ko dohraye ya na dohraye, mein to waqt ko 4 baar dohraon ga 4 shadiyaan ker ke :blush:
              :thmbup:

              Comment

              • #8

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                mein ub samja...mein apnay aap ko dohraye ya na dohraye, mein to waqt ko 4 baar dohraon ga 4 shadiyaan ker ke :blush:
                Meri taraf say tu 7 dafa dohra...tujhe khuli chuti hai..aur phir bugatna bhi khjud mujhe na kahna...aur khuda k liey abhi thori dair k liey mera thread sahi salamat rahne daina logon ko repply kerne day phir jo teri marzi hai kerta rahna
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: Kia Waqt Apne aap ko Dohrata hai????

                  Originally posted by sccorpion81 View Post
                  Meri taraf say tu 7 dafa dohra...tujhe khuli chuti hai..aur phir bugatna bhi khjud mujhe na kahna...aur khuda k liey abhi thori dair k liey mera thread sahi salamat rahne daina logon ko repply kerne day phir jo teri marzi hai kerta rahna
                  Yaar ub tu itni bisti to na ker :kr: :kr: :kr:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Kia Waqt Apne aap ko Dohrata hai????

                    Originally posted by sccorpion81 View Post
                    Khair Swal yeh tu Nahien tha laikin Same yehi mere saath hota hai kabhi kabhar achank koee samne aa jata hai aur wo jo koee harkat bhi kerta hai tu mujhe lgta hai k yehi chees main pahle bhi kahien daikh chuka hoon...ya koee baat kerta hai tu muhe lagta hai k isi admi pahle bhi yah baat isi tarha isi jagha kahi thee...kab kiun pata nahein...laikin yeh hota hai
                    wai wai :blush: aisa kion hota hai yara, aik baar school main mery sath aik laRka betha howa tha us nay koi aisi harkat ki mujhay achanak laga jesay aisa pehlay bhi hochuka hai :cc:, maiN nay achanak he us say kaha kay tumhain yaad hai :blush: to woh kehnay laga pagal aiy ooy :khi:

                    Originally posted by sccorpion81 View Post
                    maira sawal kuch yoon hai k haqeeqat main kia aisa hota hai k waqt apne aap ko dhoraey .... jaisa k aik admi apna safar kahien say shuroo kerta hai .. wahan us k saath jo hamsafar hota hai train ka wo us ki zidagey ka hamsafar bhi ban jata hai itifaqan .... laikin baad main wo bichar jata hai ... (mar Jata hai ya phir kahien chala jata hai Hmesha k liey) phir wo aadmi aik dafa phir aik safar kerta hai...aur us k saath wohi waqiat hote hain jo aik dafa pahle us ki zindagey main rooonuma ho chuke thay usi hamsafar ki tarha aik aur hamsafar us ko milta hai...aur wo waisee hi batain kera hai waisee hi harkatain kerta hai...aur phir us aadmi k saath phir wo hi kahani shuroo ho jati hai....is baat per aap ka kia khyal hai???????
                    mery khayal main yeh is matlab say nahi lia jata, waqt apnay aap ko dohrata hai meanz kisi waqeay ka baar baar ronuma hona, kesay samjhaoon :blush:, jesay aik zalim o jabir hukmran ka hona :lpop:, waqt dohranay ka matlab yeh nahi hota kay insaan phir bachpanay say apni zindgee shoro karday :lpop:
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: Kia Waqt Apne aap ko Dohrata hai????

                      Originally posted by sccorpion81 View Post
                      maira sawal kuch yoon hai k haqeeqat main kia aisa hota hai k waqt apne aap ko dhoraey .... jaisa k aik admi apna safar kahien say shuroo kerta hai .. wahan us k saath jo hamsafar hota hai train ka wo us ki zidagey ka hamsafar bhi ban jata hai itifaqan .... laikin baad main wo bichar jata hai ... (mar Jata hai ya phir kahien chala jata hai Hmesha k liey) phir wo aadmi aik dafa phir aik safar kerta hai...aur us k saath wohi waqiat hote hain jo aik dafa pahle us ki zindagey main rooonuma ho chuke thay usi hamsafar ki tarha aik aur hamsafar us ko milta hai...aur wo waisee hi batain kera hai waisee hi harkatain kerta hai...aur phir us aadmi k saath phir wo hi kahani shuroo ho jati hai....is baat per aap ka kia khyal hai???????
                      yep! aeysa hota hai
                      mey decisions key hawaley sey baat kerun gi ..... kabhi kabhi hum aeysey faisley kertey hien key aur us key results jo hotey hien us per hamein lagta hai key poori dunya hi badal gai hai ....ab aik nai zindagi shuru ho gi .....magar phir aik waqt yun bhi ata hai key her cheez waisey hi ho jati hai ..... aur hamein lagta hai key hum phir sey apni paurani zindagi mey chaley gaye hein

                      leykin kya waqt dauhrane ka ye matlab hota hai key hamein naya mauqa milta hai ....aik imteyhaan....key ab hum kaisey situations deal karein gey?
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #12
                        Re: Kia Waqt Apne aap ko Dohrata hai????

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        w/salam,

                        suna to hai kay waqt apnay aap ko dohrata hai, par mujhay to kabhi kabhar aisa lagta hai kay yeh manzar maiN pehlay bhi kaheen daikh chuka hoon, matlab kabhi kabhar mujhay yooN mehsoos honay lagta hai kay is waqt jo manzar meri aankhoN kay samnay hai yeh is say pehlay main wazeh tour par dekh chuka hoon par jab yaad karnay ki koshish karta hoon to foran he bhool jata hoon aur aisa lagta hai kay aisa kuch nahi tha, par aisa achanak hota hai aur un lamhat main bilkul yaqeen hota hai kay yeh manzar main pehlay daikh chuka hoon, par jab yaad karnay ki koshish karta hoon to sab bhool jata hoon :donno:

                        in ka ta'luk kha'b sey nahi hai? matlab hamein aeysey kha'b bhi aatey hein jo phir real life mey bhi hum unhein practically deykhtey hein......choti choti baatien....jaisey aap ney manzar ki baat hai....
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: Kia Waqt Apne aap ko Dohrata hai????

                          theak kaha sccorpion nain waqt apnay aap ko dhorata hay.jaysay main zindagi main 1 insan say milti hon us ki batain us ka andaz phir wo kahin chala jata hay phir 1 or insan ata hay laykin us ka andaz r us ki batain same waysi hi hoti.or dono insan 1 hi trhan mayri zinadgi main aay..halat or waqaiat same thay.bus waqt mukhtalif tha.kai bar to kai manzer mayray sath same ho chukay hain.1 hi waqia kai bar ho chuka hay.

                          Comment

                          • #14
                            Re: Kia Waqt Apne aap ko Dohrata hai????

                            Originally posted by yellowsky View Post
                            yep! aeysa hota hai
                            mey decisions key hawaley sey baat kerun gi ..... kabhi kabhi hum aeysey faisley kertey hien key aur us key results jo hotey hien us per hamein lagta hai key poori dunya hi badal gai hai ....ab aik nai zindagi shuru ho gi .....magar phir aik waqt yun bhi ata hai key her cheez waisey hi ho jati hai ..... aur hamein lagta hai key hum phir sey apni paurani zindagi mey chaley gaye hein

                            leykin kya waqt dauhrane ka ye matlab hota hai key hamein naya mauqa milta hai ....aik imteyhaan....key ab hum kaisey situations deal karein gey?
                            :thmbup: nice question as always :pagal:
                            That's Enough...!!

                            Comment

                            • #15
                              Re: Kia Waqt Apne aap ko Dohrata hai????

                              Originally posted by Aabgina View Post
                              aur agar aap makafat-e-amal kay hawalay say baat karain.....jaisay jo apnay parents say jaisa solok karay ga...waisa hi us ki aulaad bhi us say rawa rakhay gi ...tu aisa bhi hota hi hai....
                              mere khyaal mein aap ne sahi definition ki he...scorpio ka bhi yahi matlab tha...waqee waqt apnay aap ko dohrata he...i have personal experience...lekin wo experience yahan pe mein mention nahi ker sakta
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X