Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

    Originally posted by Aanchal View Post
    Assalamalikum
    aap loog apni kitaboun ko kesa reakhtay hain ? un ki kitni hifazat kartay hain ?

    aksar main nay deekha hai kay loog is taraha say kitbaoun ka hashar kar daytay hain kay cover us ka phata hota hai, books pay jaga jaga pen/pencil say nishaanat lagay hotay hain,or kai jaghoun say pic's kati hoti hain ....:tauba

    aap loog apni books ko kesa reakhtay hian ?:)
    dekho bhae khala jee jab tak kitaboN ka hashar nashar na ho dosray yeh samajhtay hain kay kabhi utha kar dekhi he nahi :blush:, is leay maiN bhi hashar nashar kar deta hoon aur wesay bhi aasani ho jati hai, ab banda itni bhari bhari kitabaiN kahaN tak sambhal sakta hai is say behtar hai us kay ouraaq phaR phaR kar parha jaiy :lpop:
    That's Enough...!!

    Comment


    • #47
      Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

      mein apni books bohat sambhal kar rakhti hun yhe soch kar k shahayd kal kisee aur k kaam aajayin?aur aisa hota bhe hai meri books kisee na kisee k kaam aahijati hain
      aur rah gai books ko dirty karne ki toh zaida nahi bas her page per apna naam likh deti hun:):):)

      Comment


      • #48
        Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

        Originally posted by Aanchal View Post
        Assalamalikum
        aap loog apni kitaboun ko kesa reakhtay hain ? un ki kitni hifazat kartay hain ?

        aksar main nay deekha hai kay loog is taraha say kitbaoun ka hashar kar daytay hain kay cover us ka phata hota hai, books pay jaga jaga pen/pencil say nishaanat lagay hotay hain,or kai jaghoun say pic's kati hoti hain ....:tauba

        aap loog apni books ko kesa reakhtay hian ?:)
        walalikum salam Aanchal

        achi condition mey hi rakhti hun kitabeiN......baki jahan tak pen pencil isteymaal kerney ki baat hai to mey highlighters use kerti hun aur color pens.....to meyri books khaul ker tumhein wo rang barangi nazar ayeiN gi ......

        aur is key ilawa agar kitaab zaroorat sey ziada wazni ho .....jaisey mujhey yaad hai meyri A levels ki biology ki book key mey ney chapters ker diye they .....to carry kerney mey assani rehti thi .....

        aur bas ... :)
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #49
          Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

          Originally posted by Aanchal View Post
          Assalamalikum
          aap loog apni kitaboun ko kesa reakhtay hain ? un ki kitni hifazat kartay hain ?

          aksar main nay deekha hai kay loog is taraha say kitbaoun ka hashar kar daytay hain kay cover us ka phata hota hai, books pay jaga jaga pen/pencil say nishaanat lagay hotay hain,or kai jaghoun say pic's kati hoti hain ....:tauba

          aap loog apni books ko kesa reakhtay hian ?:)
          shakspier ny kaha tha

          pehly to ap apni book kisi ko na dain
          aur ager dy hee hay to osy bhool jain wapis mushkal sy hee mily gee..

          soo main es per hee amal karta hun:khi:

          Comment


          • #50
            Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

            Originally posted by ummid View Post
            Arre aap tu waqai bare acche bacche waqaye hoye hain...:blush:
            aik he tou shoq hai..log jewelery wagera collect kerte hain lakin hamain es se zayada books collect kerne ka shoq hai :blush:.. aur jab apni pocket se kuch khareeda jaye tou uss ki ese he hifazat ki jati hai na :)
            "All I have learned from Life is that I know nothing."




            Comment


            • #51
              Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

              Originally posted by Aanchal View Post
              Assalamalikum
              aap loog apni kitaboun ko kesa reakhtay hain ? un ki kitni hifazat kartay hain ?

              aksar main nay deekha hai kay loog is taraha say kitbaoun ka hashar kar daytay hain kay cover us ka phata hota hai, books pay jaga jaga pen/pencil say nishaanat lagay hotay hain,or kai jaghoun say pic's kati hoti hain ....:tauba

              aap loog apni books ko kesa reakhtay hian ?:)
              bohat hee ziada:shh: ...agar mairi book ko koi zara sa bhi "destroy" karnay ki kohshish karay na to' main buss usay goli maar day daiti hoon:blush: kia karoon control nahi hota hay g
              Finding truth - Finding love
              These diamonds sparkle from lights above

              Lorraine Venner

              Comment


              • #52
                Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                Originally posted by Aanchal View Post
                Assalamalikum
                aap loog apni kitaboun ko kesa reakhtay hain ? un ki kitni hifazat kartay hain ?

                aksar main nay deekha hai kay loog is taraha say kitbaoun ka hashar kar daytay hain kay cover us ka phata hota hai, books pay jaga jaga pen/pencil say nishaanat lagay hotay hain,or kai jaghoun say pic's kati hoti hain ....:tauba

                aap loog apni books ko kesa reakhtay hian ?:)
                mujhey koi shauq nahen hifazaton ka :P
                like .. parh liye kafi hai .. next please :p
                i use highlighter, pencil, pen, index in my books :p
                Visit My Early PS Work
                You Are Welcome To Comment

                Comment


                • #53
                  Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                  Originally posted by Aania View Post
                  mujhey koi shauq nahen hifazaton ka :P
                  like .. parh liye kafi hai .. next please :p
                  i use highlighter, pencil, pen, index in my books :p
                  very good..books ki hifazat to wo kerte hein jinhon ne baad mein half rate pe baichni hoon :khi:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #54
                    Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    very good..books ki hifazat to wo kerte hein jinhon ne baad mein half rate pe baichni hoon :khi:
                    suna hai teri kitabain to bilkul new hi rehti thin, tu ne kabhi kholne ki zehmat hi nahi ki thi is sliye woh 75% rate pe bikk jati thin :comfort: :zuban:

                    Comment


                    • #55
                      Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                      Originally posted by Aania View Post
                      mujhey koi shauq nahen hifazaton ka :P
                      like .. parh liye kafi hai .. next please :p
                      i use highlighter, pencil, pen, index in my books :p
                      Bilkul meriii tarhaaaa. wow....

                      Comment


                      • #56
                        Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                        hmm ..gud point...
                        hum ny tou buhat hifazat ki apni books ki ..ye asasa hamein buhat azeez hai ..aur apni azeez treen cheezon ki hifazat kon nahin kerta...kitbein hamein buhat kuch deti hein ...buhat sara ilum .. aik maqsad ..aik manzil ki nishaandahi...agey berhny ki khwahish ..buhat kuch ...aur ye aik bahteen sathi bhi tou hai .. khas toor per woh log jo tanhai pasand hein ...un ko ye tanhai mein bhi tanha nahin rahny deteen ...

                        Comment


                        • #57
                          Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          suna hai teri kitabain to bilkul new hi rehti thin, tu ne kabhi kholne ki zehmat hi nahi ki thi is sliye woh 75% rate pe bikk jati thin :comfort: :zuban:
                          haan yaar is moaamlay mein tu mujay saleeka-shaar keh sakta he :khi:

                          Waise tu ne mujay kia samja hua he, mein bohat perha likha larka hoon :blush: yeh wakhri gul he ke pull gaya hoon
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #58
                            Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                            Originally posted by a man of letters View Post
                            Bilkul meriii tarhaaaa. wow....
                            aapki terha ya aapki kitabon ki terha???
                            kaheen aap kunbh k melay mein in k bichhray huey rishtay daar to nahin :D
                            sigpic

                            Comment


                            • #59
                              Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                              aapki terha ya aapki kitabon ki terha???
                              kaheen aap kunbh k melay mein in k bichhray huey rishtay daar to nahin :D
                              Kyoon murgi ke anday ko badnaam ker rahi ho :lol
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X