Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

    Assalamalikum
    aap loog apni kitaboun ko kesa reakhtay hain ? un ki kitni hifazat kartay hain ?

    aksar main nay deekha hai kay loog is taraha say kitbaoun ka hashar kar daytay hain kay cover us ka phata hota hai, books pay jaga jaga pen/pencil say nishaanat lagay hotay hain,or kai jaghoun say pic's kati hoti hain ....:tauba

    aap loog apni books ko kesa reakhtay hian ?:)
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

    Originally posted by Aanchal View Post

    walaikum u salam
    boht acha topic Aanchal jee .. well Books .........mai apna books ki itni hifazat karta ho kai bus onhai apna makam tak pohoncha deta ho i mean kai jahan rakhna hota hai waha rakh leta ho bus .. mazeed care nahi karta :hehe: or han cheer phar b nahi karta :blush: . han yeh buraye hia kai kabhi kabhi Book kai ander kabhi kabhi thori boht designing kar leta ho :tauba not always kabi kabhi jub bore horaha ho tab ..baki hashar nashar nahi karta .. .

    Comment

    • #3

      khoobsoorat topic Aanchal dear

      well hamari books:) :) :)
      cheer phaar ....kabhi nhi:na: :na: :na:
      mujhy apni books itni pyari hien k jab mien kahin jaa rahi hoti hoon to dil chahta hay k unhien bhi saath hee lay jaoon...but not possible...
      meri book koi parhnay k liay lay jaay to mera dil mutthi mien aa jaata hay k Aallah khayr khayriyat say waapis aa jaay:embarasse
      books gandi to nhi karti hoon magar kabhi koi baat boht zaada pasand aa jaay to ussay undeline zaroor kar dayti hoon..
      meri books mien meri jaan hay.....apni books k maamlay mien mien thoori jhalli waaqeh hui hoon:hehe: :hehe: :hehe:

      Comment

      • #4

        Originally posted by Shaheeen View Post

        matlab k books rakh kar bhool jaaty hoo:mm:

        Comment

        • #5

          :D

          :tauba
          yeh kya sala pooch liya...:embarasse

          hum school mein the tu hume saari hi books do baar dilwani perti the.. coz term ke end tak humari books mein moojod her taswwer ka hashar nashar kiya hota tha hum ne... specially history book.. saare hi freedom fighter ki tasweerein ya kisi aur ki bhi ager woh book mein hoti tu lecture ke doraan ya jub hum study karne baith'te tub... un logon ker sir per singh, dhaari, monch, poonhc, bare bare eye brows, aur bhi bauaht kuch banate... us tasweer ka asal chup jata aur aik ajeeb tasweer samne hoti... ya qaynchi se kisi ke chahre ki tasweer kaat ker kisi aur ki body per laga dete... humari taqreeban her book ka yahi haal hota... Maths ki book mein tasweer tu nahi hoti hi.. tu us per teacher ke cartoon banate the baith ker per hota yahi ke end of the year.. ya midd mein hi hume new books dilani perti kyun ke pichli books parhne ke qabil hi nahi hoti..:embarasse
          humari yeh aadat khud b khud 13th std se chooti.... kaise yeh tu nahi pata.. per hairat angez tor per ab hum lect. mein koi drawing nahi karte kitabo'n per... aur apni books ko ab theek se rakhte hain...:D:

          Comment

          • #6

            boht acha topic hai:thmbup: .....nahi nahi main apni books ki hefazat karta hoon..
            main apni books ko bohat piyar k sath rakhata hoon.....

            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

            Comment

            • #7
              Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

              mein b
              :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

              Comment

              • #8
                Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                Originally posted by sumera View Post
                matlab k books rakh kar bhool jaaty hoo:mm:
                hmm yeh some time not always .....

                Comment

                • #9
                  Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                  Originally posted by Shaheeen View Post
                  walaikum u salam
                  boht acha topic Aanchal jee .. well Books .........mai apna books ki itni hifazat karta ho kai bus onhai apna makam tak pohoncha deta ho i mean kai jahan rakhna hota hai waha rakh leta ho bus .. mazeed care nahi karta :hehe: or han cheer phar b nahi karta :blush: . han yeh buraye hia kai kabhi kabhi Book kai ander kabhi kabhi thori boht designing kar leta ho :tauba not always kabi kabhi jub bore horaha ho tab ..baki hashar nashar nahi karta .. .
                  designing key leye designing book use kia karain na :p
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                    Originally posted by ummid View Post
                    :D

                    :tauba
                    yeh kya sala pooch liya...:embarasse

                    hum school mein the tu hume saari hi books do baar dilwani perti the.. coz term ke end tak humari books mein moojod her taswwer ka hashar nashar kiya hota tha hum ne... specially history book.. saare hi freedom fighter ki tasweerein ya kisi aur ki bhi ager woh book mein hoti tu lecture ke doraan ya jub hum study karne baith'te tub... un logon ker sir per singh, dhaari, monch, poonhc, bare bare eye brows, aur bhi bauaht kuch banate... us tasweer ka asal chup jata aur aik ajeeb tasweer samne hoti... ya qaynchi se kisi ke chahre ki tasweer kaat ker kisi aur ki body per laga dete... humari taqreeban her book ka yahi haal hota... Maths ki book mein tasweer tu nahi hoti hi.. tu us per teacher ke cartoon banate the baith ker per hota yahi ke end of the year.. ya midd mein hi hume new books dilani perti kyun ke pichli books parhne ke qabil hi nahi hoti..:embarasse
                    humari yeh aadat khud b khud 13th std se chooti.... kaise yeh tu nahi pata.. per hairat angez tor per ab hum lect. mein koi drawing nahi karte kitabo'n per... aur apni books ko ab theek se rakhte hain...:D:
                    chaloo shukar hai adat to chooti na :khi:
                    wesay agar koi friend tumhay books parhnay ko day to us ka bhi yehi haal karti the ? :D
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                      Originally posted by sumera View Post
                      khoobsoorat topic Aanchal dear

                      well hamari books:) :) :)
                      cheer phaar ....kabhi nhi:na: :na: :na:
                      mujhy apni books itni pyari hien k jab mien kahin jaa rahi hoti hoon to dil chahta hay k unhien bhi saath hee lay jaoon...but not possible...
                      meri book koi parhnay k liay lay jaay to mera dil mutthi mien aa jaata hay k Aallah khayr khayriyat say waapis aa jaay:embarasse
                      books gandi to nhi karti hoon magar kabhi koi baat boht zaada pasand aa jaay to ussay undeline zaroor kar dayti hoon..
                      meri books mien meri jaan hay.....apni books k maamlay mien mien thoori jhalli waaqeh hui hoon:hehe: :hehe: :hehe:
                      mairay saath bhi taqreeban yehi mamla hai...apni books hi nahin her cheez kay baray mein buht caring hooN....
                      kisi ko dainay per kahriyaat say waapis aanay ka imkaan kam hi hota hai......amooman marking ki hoi hoti hai.....bus dil ko bamushkil sanbhal laitay hain...:(
                      For New Designers
                      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                      Comment

                      • #12
                        Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        designing key leye designing book use kia karain na :p
                        hahah os time kuch yaad nahi ata :blush:

                        Comment

                        • #13
                          Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                          Originally posted by sumera View Post
                          khoobsoorat topic Aanchal dear

                          well hamari books:) :) :)
                          cheer phaar ....kabhi nhi:na: :na: :na:
                          mujhy apni books itni pyari hien k jab mien kahin jaa rahi hoti hoon to dil chahta hay k unhien bhi saath hee lay jaoon...but not possible...
                          meri book koi parhnay k liay lay jaay to mera dil mutthi mien aa jaata hay k Aallah khayr khayriyat say waapis aa jaay:embarasse
                          books gandi to nhi karti hoon magar kabhi koi baat boht zaada pasand aa jaay to ussay undeline zaroor kar dayti hoon..
                          meri books mien meri jaan hay.....apni books k maamlay mien mien thoori jhalli waaqeh hui hoon:hehe: :hehe: :hehe:
                          good :thmbup:

                          tumhari adatain is mamlay main mere taraha hain :D: ..main apni books pay pen ka kio nishan nahi lagati or na kisi ko laganay daiti houn ..buhat zarori hova to pencil say light sa tik mark kar dia pher mita daiti houn ..
                          mere poorani books bhi aisay reakhi hain jesay kabhi main nay unhaya parha hi nahi hai :khi:
                          aik friend ko book di the main nay usay emergency main chaye they ..hamdardi kay natay apni new book day di ...bas ji wapas ai to hashar nashar kay sath har jaga pen/pencil kay nishanat or har line main comments likhye hovey they .....apni book kay sath banda aisa karta hai ab dosroun ki book kay sath bhi aisa karna buhat boori harkat hai ...main nay usay pher book nahi deeni :fuming:

                          or library main jab ham hotay they to larkian librarian ki nazroun say chup kar books main say pic's phaar laiti the ....dosroun ki books hamaray paas amanat hoti hain na to kia yeh amanat main kheyanat nahi ?:)
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                            Originally posted by Shaheeen View Post
                            hahah os time kuch yaad nahi ata :blush:
                            acha designing kartay waqat is danday ko yaad kar leena pher nahi karoo gay
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15
                              Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                              Originally posted by Aabgina View Post
                              mairay saath bhi taqreeban yehi mamla hai...apni books hi nahin her cheez kay baray mein buht caring hooN....
                              kisi ko dainay per kahriyaat say waapis aanay ka imkaan kam hi hota hai......amooman marking ki hoi hoti hai.....bus dil ko bamushkil sanbhal laitay hain...:(
                              dil ko sanbhlanay say kuch nahi hoo ga us friend ko achi khasi suna deeni chaye or book deenay say pehlay bhi yaaddeehani kara deeni chaye kay kahayal rekhna mere books ka kharab na hoo or koi nishan na lagana ...

                              aik shairi ki book friend ko di the us kay bahi nay book pay hara jaga comments likh deye ashaar ki tashreeh kar di the us kay oper :fuming: ..woh book ab kisi ko day nahi sakti loog yehi samjhian gay yeh main nay likha hai ,or itni jaga pay comments hain kay mitanaay kay leye kafi time chaye ........

                              Working...
                              X