Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

    Originally posted by fari View Post
    :khi: mai tu apni kitaboon ko achay achay cartoon sketches se sajati hon...........dosro kay liya ya kam kitabo ko ganda karna ha per meray liya ya kitbao ki khobsurti ma izafa karti ha!!!!!!:kr: :kr:
    aray waah books pe apni tasveerein lagati thi, bohat khoob :khi:
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

      main ney apni academic kitaboo ki tu hamesha hi hifazat krtii hoo un ko proper binding ya cover charha kr tarteeb sey rakhti hoo
      or baqi apni collection k mamley main us sey bhi zayda ahtiyat krti hoo

      Comment


      • #33
        Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        haan yaad aaya jub school life mein tha to meri books bilkul saaf nahi hoti thein...mujay buchpan se he aik bohat buri aadat he, jub mere haath pencil pen aata to samnay jo bhi paper hota us pe likhna shuru ker deta...drawing / sketching ka buchpan se shook tha...to meri books per akser different kism ki pics bani hoti thein...kahin pe koi cartoon, kahin pe aankh ki pic, kahin pe koi tree ya skeleton etc...aur mazay ki baat mere abu ko meri yeh herkatein bohat pasand thein :hehe: mathematics ki book ka to koi haal nahi hota tha...aur waise bhi mere abu ko bohat shook tha, wo mujay her chuti walay din kehtay "bhai aao maths kheelein" aur hum subhu bethtay aur raat ko maths khatam ker ke uth'tay. khair inshorts meri books phat'ti nahi thein, haan un pe keeshikaariyaan bohat banata tha :hehe:
        :khi: ......keeshikaariyaan:na: .
        its nice to know about your realtion with your father:)

        Comment


        • #34
          Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

          Originally posted by fari View Post
          :khi: mai tu apni kitaboon ko achay achay cartoon sketches se sajati hon...........dosro kay liya ya kam kitabo ko ganda karna ha per meray liya ya kitbao ki khobsurti ma izafa karti ha!!!!!!:kr: :kr:
          good work...:D
          waise fari.. tum ne sccorpio bhai ka reply perha hai is thread mein....
          yahan sub books per cartoon bana'ne tak hi rahe.. per woh itne aage nikal gaye ke books ke kinaare bhi kha jaate the....:kr:

          Comment


          • #35
            Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

            Originally posted by Gul-e-Lala View Post
            ham tou kitabon ko hamesha se bhot hifazat se rakhne k aadi hain. han ye hai k course books hamain tab tak achhi lagti thein jab tak exams na ho jayen.her final paper k baad uss subject ki books ko samne dekh ker khafqan hone lagta tha so ussi din uss book ko kisi esi jaga rakh dete thay k dobara nazer na parrey :khi: saal shru hote he hamari new books ko binding k baad plastic sheets se cover ker k hamare hawale kiya jata tha aur uss k baad ham un ko ussi care se rakhte thay..han college aur university mein aadat ho gae thi k lecture k doran ya wese prrhte huwe koi new point zehan mein aa jaye to lead pencil se side per note ker dete thay ya aik slip per likh ker attach ker dete thay aur ye hamesha hamare liye helpful rehta tha...
            hamare pass books ki kafi barri collection ho gae hai ab tou(other than course).. her nai book khareedne ya milne k baad ham uss ko pehle cover kerte hain transparent sheet se.. aur uss k baad apne book rack mein rakh dete hain..majal hai koi hamari books ko chherrne ki himat kare.course ki books per tou likhte thay lakin inn books per ham ne kabhi kuch nahi likha. ab jab ham Pak nahi hote tou apni sari books ko ba-hifazat pack ker k aate hain kyun k hamari cousins books le jayen tu wapis nahin kertein :(
            Arre aap tu waqai bare acche bacche waqaye hoye hain...:blush:

            Comment


            • #36
              Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              haan yaad aaya jub school life mein tha to meri books bilkul saaf nahi hoti thein...mujay buchpan se he aik bohat buri aadat he, jub mere haath pencil pen aata to samnay jo bhi paper hota us pe likhna shuru ker deta...drawing / sketching ka buchpan se shook tha...to meri books per akser different kism ki pics bani hoti thein...kahin pe koi cartoon, kahin pe aankh ki pic, kahin pe koi tree ya skeleton etc...aur mazay ki baat mere abu ko meri yeh herkatein bohat pasand thein :hehe: mathematics ki book ka to koi haal nahi hota tha...aur waise bhi mere abu ko bohat shook tha, wo mujay her chuti walay din kehtay "bhai aao maths kheelein" aur hum subhu bethtay aur raat ko maths khatam ker ke uth'tay. khair inshorts meri books phat'ti nahi thein, haan un pe keeshikaariyaan bohat banata tha :hehe:
              janate hain hum... :lpop:
              Last edited by ummid; 16 May 2007, 12:37.

              Comment


              • #37
                Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                Originally posted by aquari View Post
                :khi: ......keeshikaariyaan:na: .
                its nice to know about your realtion with your father:)
                haan keeshikaariyaan he hoti thein na :D

                mere abu bohat sakht tabiyat ke malik thay, haan mathematics mein mein unhein bohat khush kerta tha :bwink: hum her holiday ko maths kheeltay thay :khi: mere dad mujay bhai keh ke bulatay thay, is liye jub tak wo hayaat thay tub tak mujay mere chacha, taya, aunties sabi bhai keh ke bulate thay, un ki death ke baad aahist aahista sabi Aamir pe aa gaye
                Last edited by Mr. Sialkoty; 16 May 2007, 12:40.
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                  Originally posted by ummid View Post
                  janate hain hum... :lpop:
                  lekin yeh to mein ne pehlay kabi nahi bataya tha
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #39
                    Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    lekin yeh to mein ne pehlay kabi nahi bataya tha
                    accha... per phir bhi hume pata hai... :lpop:

                    Comment


                    • #40
                      Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                      Originally posted by sccorpion81 View Post
                      Hahahahahaha

                      Ummid aap ki kitabon ka haal perh ker meri kitabain meri ankhon k samne ghoom gaiee hain....meri school books ka bhi aisa hi kuch naqsha hota tha...aur un k saath aik zulm aur hota tha...main apni books k kinare hamaisha kha jata tha:khi: :khi: .... bas betha perh raha hoon tu tu un k kinare danton say katata rahta tha:khi:

                      ab course ki kitabain tu nahien rahien laikin ab aap ki tarha meri books bhi sahi salamt hoti hain..aur meri yeh adat aisay hi achanak choot gaee...
                      teri daastan sun ke meri to aankhon mein aansu chal rain de
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        haan keeshikaariyaan he hoti thein na :D

                        mere abu bohat sakht tabiyat ke malik thay, mujay bhai keh ke bulatay thay, is liye jub tak wo hayaat thay tub tak mujay mere chacha, taya, aunties sabi bhai keh ke bulati thein, un ki death ke baad aahist aahista sabi Aamir pe aa gaye

                        nahi krni chahyea yeh "keeshikaariyaan ":khi:

                        hmm kuch logo k saath humari pehchanain bhi badal jati hain..kunk kuch makhsoos baatain unhi logo sey wabsta hojati hain or jub koi us laqb sey pukarey tu sub kuch yaad ajata hai
                        waisey abb ager app ko bhai kaha jayee tu app kaisa mehsoos karain geyy :eye:

                        Comment


                        • #42
                          Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                          Originally posted by ummid View Post
                          accha... per phir bhi hume pata hai... :lpop:
                          aap ko bakhoobi, i mean najoomi hein kia :tauba
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            aap ko bakhoobi, i mean najoomi hein kia :tauba
                            nahi tu...:lpop:

                            Comment


                            • #44
                              Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                              Originally posted by aquari View Post
                              nahi krni chahyea yeh "keeshikaariyaan ":khi:

                              hmm kuch logo k saath humari pehchanain bhi badal jati hain..kunk kuch makhsoos baatain unhi logo sey wabsta hojati hain or jub koi us laqb sey pukarey tu sub kuch yaad ajata hai
                              waisey abb ager app ko bhai kaha jayee tu app kaisa mehsoos karain geyy :eye:
                              sahi kaha....hmmmm....ub mujay ager bhai kaha jaye :cc: waise such boolon to takreebun sabi bhai he kehtay hein ghar mein lekin saath mein aamir bhi laga lete hein...means Aamir Bhai...sirf bhai ka lafz ub na-paid ho gaya he :khi:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: aap apni kitaboun ki kitni hifazat kartay hain ?

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                sahi kaha....hmmmm....ub mujay ager bhai kaha jaye :cc: waise such boolon to takreebun sabi bhai he kehtay hein ghar mein lekin saath mein aamir bhi laga lete hein...means Aamir Bhai...sirf bhai ka lafz ub na-paid ho gaya he :khi:

                                tu don't wory :comfort: ..main keh deti hoo ...sirf"bhai"....:blush:

                                Comment

                                Working...
                                X