Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bolay to URDU...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Gul-e-Lala
    replied
    Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    matlab aik he baat hai :khi:

    lagta tou yehi hai

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

    yani ab ikhtelaf nahi kar saktay
    jee esi liye ham ney hawala diya tha kyun k hamain maloom tha dunya ese nahi mane gi :khi:

    Leave a comment:

  • Gul-e-Lala
    replied
    Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by sumera View Post
    boht shukriya pyari.......ab hum khooob khoob samajh gay hien...aur yaad rakhien gay bhooolien gay nhi..insha Allah
    aur itni saari tafseel batanay k liy ik baar phir shukriya.......
    chalien aaj hum nay apko zimma daar honay ka certificate enayat kiya:D:
    khush rahiay sada:rose Allah apko apni amaan mien rakhay:dua
    koi baat nahi na. es tarah hamari maloomaat mein bhi izafa ho gaya:) aur Zimadar man'ne ka shukriya.wese tou Amma bhi her gherr berr ka zimadaar hamain he tehrati hoti hain phir bhi aik baar phir Zimada ka khitab hasil ker k khush hui :lol
    aap bhi bhot sara khush rahye. duaaon ka bhot shukria. esay he yaad rakhye ga apni duaa'z mein k hamain inn ki zaroorat rehti hai :)

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
    lijiye janab Sumera jee ham ne ye maloomaat hasil ki hai aaj

    Shusta ka matlab Saaf hai. ye Farsi lafz Shustan se nikla hai jis k maani "dhona" hain. so Shusta ka matalab hua. "Dhula hua..bagher kisi aalaish k". jab z=log kisi zaban ko bagher kisi malawat k bolte haintou woh hui Shusta zaban.

    Nastaleeq jese Rulz ne kaha k aik rasm ul khat ka naam hai ji khat e Naskh aur khat e Taaleeq ko mila ker banaya gaya hai. lakin mahawaratan es ka matlab "Wazaa'daar" ka liya jata hai.

    ** ye maloomaat aik bazurg Urdu Dan se hasil ki gae hai jin ki zindagi sahafat aur rasaa'il o Jaraid ki idarat kerte huwe guzri hai :)
    aap to bohat mushkil larki niklein :blush:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
    ye Ghalat-Fehmi ka ulat Sahih Fehmi ho sakta hai kiya :hhh:
    Ji ijazat he :kr: :kr: :kr:

    Lekin ager aap ghalat-fehmi ko ulta karein gi to us ka dil bhi kharaab ho sakta he, is liye isay seedha rehne dein :khi:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by fari View Post
    ajj ap khud batana pasand karen gay kah app larka nahi :kr: tu phir kiya ha?:hhh:
    Tum PG ki wahid larki ho jub chup rehti ho to bohat pyaari lagti ho :blush:

    Leave a comment:

  • Z.
    replied
    Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    matlab aik he baat hai :khi:

    yani ab ikhtelaf nahi kar saktay

    aap kisi ko ye nahi keh saktey hein aap barhi nastaleeq urdu boltey hein ..... :donno: warna wo banda aap ko Mareekh sey ayi hui koi makhlooq samjhey ga :khi:

    haan jee aur kya :tasali:

    Leave a comment:

  • Z.
    replied
    Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
    lijiye janab Sumera jee ham ne ye maloomaat hasil ki hai aaj

    Shusta ka matlab Saaf hai. ye Farsi lafz Shustan se nikla hai jis k maani "dhona" hain. so Shusta ka matalab hua. "Dhula hua..bagher kisi aalaish k". jab z=log kisi zaban ko bagher kisi malawat k bolte haintou woh hui Shusta zaban.

    Nastaleeq jese Rulz ne kaha k aik rasm ul khat ka naam hai ji khat e Naskh aur khat e Taaleeq ko mila ker banaya gaya hai. lakin mahawaratan es ka matlab "Wazaa'daar" ka liya jata hai.

    ** ye maloomaat aik bazurg Urdu Dan se hasil ki gae hai jin ki zindagi sahafat aur rasaa'il o Jaraid ki idarat kerte huwe guzri hai :)

    mey ney bhi yahi kaha tha Lala :D

    Barha zberdast jumla hai

    Leave a comment:

  • RulzZ
    replied
    Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by sumera View Post
    :pagal: :pagal: :budhu: :budhu: :tauba :tauba samajh gai :hehe:
    maiN samajh gaya tha kay aap bohot samajhdar haiN aur foran samajh jaiN gi :khi:

    Leave a comment:

  • *Duaa*
    replied
    Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    samajhnay waloN kay pass samajh hoti hai is leay woh samajh jatay hain kay kia samjhaya jarha hai aur jis kay samajh nahi hoti woh kabhi nahi samajhta kay samjhanay wala kia samjha rha hai par samajhna bhi samajh waloN kay bass ki baat hai kia samjheeN aap :blush:
    :pagal: :pagal: :budhu: :budhu: :tauba :tauba samajh gai :hehe:

    Leave a comment:

  • RulzZ
    replied
    Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by sumera View Post
    :) :) :) ......hum to apko koi tasalli nhi dien gay...balkay mazay say daykhien gay k aapki class kaysay lagti hay:blush: ...best of luck:D

    acha to emoticon ki yeh urdu hay...hum aywien hee sooch sooch k prayshan ho rahay thy k bhala emoticon ko urdu mien kya kahien....:tauba
    magar isko aysay kysy kehty hien.....:mm: ...samjhy ga kon:pagal:
    samajhnay waloN kay pass samajh hoti hai is leay woh samajh jatay hain kay kia samjhaya jarha hai aur jis kay samajh nahi hoti woh kabhi nahi samajhta kay samjhanay wala kia samjha rha hai par samajhna bhi samajh waloN kay bass ki baat hai kia samjheeN aap :blush:

    Leave a comment:

  • *Duaa*
    replied
    Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    woh kia hai na kay jab hum aik zabta banatay hain phir khud he usay toRtay hain to humaiN aisi sorat-e-haal ka aksar samna karna paRta hai ab lala jee jazbat ko emoticon kehnay par humari class lay laiN gee
    :) :) :) ......hum to apko koi tasalli nhi dien gay...balkay mazay say daykhien gay k aapki class kaysay lagti hay:blush: ...best of luck:D

    woh kia hai na kay yeh tas'sur ya jazbat :khi: (emoticon ki urdu) waqai kamal ka hai par mazay ki baat yeh hai kay istemal kartay howay kamal ka lagta hai istemal hotay howay nahi :shh:
    acha to emoticon ki yeh urdu hay...hum aywien hee sooch sooch k prayshan ho rahay thy k bhala emoticon ko urdu mien kya kahien....:tauba
    magar isko aysay kysy kehty hien.....:mm: ...samjhy ga kon:pagal:

    Leave a comment:

  • RulzZ
    replied
    Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by sumera View Post
    aysa aksar hota hy....:mm: ...magar kysa...?
    aur yeh aap nay khud ko hee maara hay na....:embarasse :khi: :khi:
    woh kia hai na kay jab hum aik zabta banatay hain phir khud he usay toRtay hain to humaiN aisi sorat-e-haal ka aksar samna karna paRta hai ab lala jee jazbat ko emoticon kehnay par humari class lay laiN gee

    Originally posted by sumera View Post
    hmmm...ap kehty hien to theek hy.....kisi peh nhi aap k ilaawa:D

    waysay yeh hay boht dilchasp:khi: :khi: :khi: :khi:
    woh kia hai na kay yeh tas'sur ya jazbat :khi: (emoticon ki urdu) waqai kamal ka hai par mazay ki baat yeh hai kay istemal kartay howay kamal ka lagta hai istemal hotay howay nahi :shh:

    Leave a comment:

  • *Duaa*
    replied
    Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    koi baat nahi aisa aksar hota hai :blush:, chlaiN yeh laiN aik meri taraf say
    aysa aksar hota hy....:mm: ...magar kysa...?
    aur yeh aap nay khud ko hee maara hay na....:embarasse :khi: :khi:
    PHP Code:
    aap yeh emoticon istemal kar sakti haiN kisi pay bhi mery elawa :embarasse
    :khi: 
    
    hmmm...ap kehty hien to theek hy.....kisi peh nhi aap k ilaawa:D

    waysay yeh hay boht dilchasp:khi: :khi: :khi: :khi:

    Leave a comment:

  • RulzZ
    replied
    Re: Bolay to URDU...!!

    Originally posted by sumera View Post
    aray nhi...hum nay saath hee ma'azrat bhi to kar li thi...ap nay daykha nhi:blush:

    aur waysay bhi abhi is (emoticon) ka istemaal nhi aata...soocha baqi itna kuchh ap say seekh rahay hien to chaloo yeh bhi sahi (:blush: ):khi: :khi:
    koi baat nahi aisa aksar hota hai :blush:, chlaiN yeh laiN aik meri taraf say
    aap yeh emoticon istemal kar sakti haiN kisi pay bhi mery elawa :embarasse
    :khi:
    Last edited by RulzZ; 3 May 2007, 16:30.

Working...
X