apni kuch uljhi uljhi muntasher sochen yahan share karna chahti hun umeed he doston ko etraz nahi ho ga ager kuch acha na lage to peshgi mazrat:embarasse
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
kuch khayal-e-pareshan
Collapse
X
-
Re: kuch khayal-e-pareshan
Yeh duniya aik saraey hain Hamzad yahan ham sab musafir hain... woh kya geet hai kah:
yeh duniya raahguzar hai aur
ham bhi musfir tum bhi musafir
kaun kisi ka howey - kahey chhup chhup roein
koi saath dey keh na saath dey
yeh safar akeley hi kaat lein
keh ham bhi musafir tum bhi musafir
kaun kisi ka howey - kahey chhup chhup rein
Achha likha hai - keep it up...tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: kuch khayal-e-pareshan
Originally posted by hamzad View Postapni kuch uljhi uljhi muntasher sochen yahan share karna chahti hun umeed he doston ko etraz nahi ho ga ager kuch acha na lage to peshgi mazrat:embarasse
aik achi aur sachi tehreer :roseThat's Enough...!!
Comment
-
Re: kuch khayal-e-pareshan
Originally posted by Khalil View Postwe are the poput in the hand of GOD.
(shaks.P)That's Enough...!!
Comment
-
Re: kuch khayal-e-pareshan
Originally posted by Khalil View Postwe are the poput in the hand of GOD.
(shaks.P)
Oho meri jaan yeh kaun sey falsafey ki baat kar di -koi shaikh sahib hon ya William Shakespeare yeh baat totaly ghalat hai - insan Allah Tala key hathon mein puppet nahin balkeh Allah ka NAIB hai....tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: kuch khayal-e-pareshan
Originally posted by hamzad View Postapni kuch uljhi uljhi muntasher sochen yahan share karna chahti hun umeed he doston ko etraz nahi ho ga ager kuch acha na lage to peshgi mazrat:embarasse" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: kuch khayal-e-pareshan
Hamzad...mein aap ke dukh ko achi tarah samaj sakta hoon...I have also passed from the similar phase...jub mere dad ki death hui to hamein samaj he nahi aai ke kia ho gaya...lekin waqt sub se bara merham hota he, aaj hamein dekhiye itnay pyaar kerne walay baap ko khoo ke bhi khushi se life guzaar rahay hein...yeh sabar bhi Allah ka diya hua he...Allah aap ko bhi sabar de ga...dekhiye hum sub aap ke doost hein...aap hamaray saath rahiye, hum aap ke saath hein...inshallah yeh aap ka mushkil ghariyaan bhi kut jaein gi...Achay lamhaab aap ke muntazir hein...mujay dekhiye aur hum jese aur bhi bohat se loog hein, jo apnay pyaaron ko kho chukay hein...lekin Allah ne sub ko itni himat aur sabar atta ker diya he, ko sub normal life guzaar sakein...yeh kanoon-e-kudrat he...aap bhi nahi rahein gi mein bhi nahi rahon ga, koi bhi nahi rahay ga...accept this reality...ub aap aik bahadur larki baniye and plz no more desperation...Allah aap ko sabar aur himat de.:thmbup:
Comment
Comment