Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kuch khayal-e-pareshan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: kuch khayal-e-pareshan

    sahee keh rhay hain app bhai...

    jany waloon ko kab rook saka hy koi....:embarasse

    ALLAH sab ko sabar dy aur himmat dy......AMEEN:dua

    aur app HAMZAD dear...ALLAH app ki aur sab ki mushkilaat door kary aur sab ko dheer sari khushiyaan ata kary ...AMEEN:dua

    Comment

    • #17
      Re: kuch khayal-e-pareshan

      Originally posted by Masood View Post
      Oho meri jaan yeh kaun sey falsafey ki baat kar di -koi shaikh sahib hon ya William Shakespeare yeh baat totaly ghalat hai - insan Allah Tala key hathon mein puppet nahin balkeh Allah ka NAIB hai....
      ScorpioN_RulzZQuote:

      ooy poput :blush: lazmi nahee SHAIKH sahab sab kuch he theek kahaiN.. hum puppet nahee haiN, yeh Allah ki Adalat par bohtan hai kay jo chaha khud kia aur saza bhi humaiN he dee :na:
      aabi2coolQuote:
      Originally Posted by Khalil
      we are the poput in the hand of GOD.
      (shaks.P)

      oye tony phir bongi maar de
      i m sory to say.....plz open ur mind.......................

      ap siraf etna bata dain
      kia aap apni marzi sy paida hu skaty hian?
      apni marzi sy marr sakty hian?
      apni marzi sy apny parent chun skaty hian..?

      Comment

      • #18
        Re: kuch khayal-e-pareshan

        hahahah
        dekhoo aap ky sawalon ka jawab yehi mil gia hay.
        Attached Files

        Comment

        • #19
          Re: kuch khayal-e-pareshan

          Bohat acha likha hay.keep sharing :)

          Comment

          • #20
            Re: kuch khayal-e-pareshan

            Originally posted by hamzad View Post
            apni kuch uljhi uljhi muntasher sochen yahan share karna chahti hun umeed he doston ko etraz nahi ho ga ager kuch acha na lage to peshgi mazrat:embarasse
            dil ke gehraeyoon se likha hai...bohot khoob....Allah aap ko sabar de aur dheer saari khushiyoo se nawazey...Ameen. :dua
            sigpic

            Comment

            • #21
              Re: kuch khayal-e-pareshan

              Hamzad aap ka likha hua her lafz aap k dard ko zahir ker raha hai. I can understand ur feelings and pain..Allah (SWT) aap ko himmat aur hosla dey k aap apni zindagi ko aik naye hosley k sath shru ker saken. apne pyaron say bichherna insani zindagi ka sab say barra dukh hai. zindagi fani hai aur ye jantey huwey bhi k janey waley kabhi wapis nahin aayen gey ham unn ko shidat sey miss kertey hain..this is natural koi maut k hathon juda ho ya zindagi k hathon dono suraton mein saber tou kerna he perrta hai na. waqt hamarey dukh ko mitata tou nahi hai lakin unn ko berdasht kerney ka hosla zaroo deta hai. yahan sab log aap k sath hain aur aap k sakoon k liye dua-go hain. DUA ko apna mushtqil sathi bana lijiye. dil ko qarar aa jaye ga INSHALLAH
              "All I have learned from Life is that I know nothing."

              Comment

              • #22
                Re: kuch khayal-e-pareshan

                thank you dear friends for your response
                Attached Files

                Comment

                • #23
                  Re: kuch khayal-e-pareshan

                  Attached Files

                  Comment

                  • #24
                    Re: kuch khayal-e-pareshan

                    Dear!

                    kuch kahun gi is liye nahi key agar mey kuch kehney pey aaon to bohot kuch keh dun gee issi liye khamoshi hi theek hai :)

                    Allah T'ala aap ko aur hum sab ko dher saari himmat aur hosla dey ....Zindagi key sath chalney key liye Ameeen :rose
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #25
                      Re: kuch khayal-e-pareshan

                      Originally posted by yellowsky View Post

                      ap kuch kahen plz may b mujhe sabar ajey kabhi lagta hey me apna hosla khatam kar bethi hun kuch din pehle zindagi ke sath hi to chal rahi thi ab lagta he kabhi nahi chal sakun gi meri behen kehti he likho kuch bhi likho ta key dil ki bharas nikal jaey or tum ko sabar ajey is leaye jo dil me ata ahe likhti rehti hun ghalat sahi sab likh deti hun

                      Comment

                      • #26
                        Re: kuch khayal-e-pareshan

                        Originally posted by hamzad View Post
                        apni kuch uljhi uljhi muntasher sochen yahan share karna chahti hun umeed he doston ko etraz nahi ho ga ager kuch acha na lage to peshgi mazrat:embarasse
                        yaar yah app nekasi bat kar di

                        I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

                        Comment

                        • #27
                          Re: kuch khayal-e-pareshan

                          Originally posted by Khalil View Post
                          hahahah
                          dekhoo aap ky sawalon ka jawab yehi mil gia hay.
                          wah wah
                          copy of shaks.P

                          I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

                          Comment

                          • #28
                            Re: kuch khayal-e-pareshan

                            Originally posted by hamzad View Post
                            ap kuch kahen plz may b mujhe sabar ajey kabhi lagta hey me apna hosla khatam kar bethi hun kuch din pehle zindagi ke sath hi to chal rahi thi ab lagta he kabhi nahi chal sakun gi meri behen kehti he likho kuch bhi likho ta key dil ki bharas nikal jaey or tum ko sabar ajey is leaye jo dil me ata ahe likhti rehti hun ghalat sahi sab likh deti hun
                            Aap ki sis bilkul theek kehti hein---likhti rahein leykin sath sath apna deyhaan bataney key liye apney aap ko masroof ker lein itna key aik sec. bhi farigh na ho--jab aap farigh nahi hon gi to khayalaat bhi nahi hon gey aur jab khyalaat nahi hon gey to udassiya'n bhi nahi hon gi :rose
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #29
                              Re: kuch khayal-e-pareshan

                              Originally posted by yellowsky View Post
                              Aap ki sis bilkul theek kehti hein---likhti rahein leykin sath sath apna deyhaan bataney key liye apney aap ko masroof ker lein itna key aik sec. bhi farigh na ho--jab aap farigh nahi hon gi to khayalaat bhi nahi hon gey aur jab khyalaat nahi hon gey to udassiya'n bhi nahi hon gi :rose
                              jee ap theek kehti hen thanx for your nice suggestion:)

                              Comment

                              • #30
                                Re: kuch khayal-e-pareshan

                                Originally posted by hamzad View Post
                                jee ap theek kehti hen thanx for your nice suggestion:)
                                good girl

                                n yw!:rose
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X