Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kuch khayal-e-pareshan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kuch khayal-e-pareshan

    apni kuch uljhi uljhi muntasher sochen yahan share karna chahti hun umeed he doston ko etraz nahi ho ga ager kuch acha na lage to peshgi mazrat:embarasse
    Attached Files


  • #2
    Re: kuch khayal-e-pareshan

    acha falsfa hai zindagi k barey main......

    Comment


    • #3
      Re: kuch khayal-e-pareshan

      Originally posted by aquari View Post
      acha falsfa hai zindagi k barey main......
      nahi ye hakeeqat he falsafa nahi

      Comment


      • #4
        Re: kuch khayal-e-pareshan

        falsa bhi haqeeqat sey banta haii

        Comment


        • #5
          Re: kuch khayal-e-pareshan

          Originally posted by hamzad View Post
          apni kuch uljhi uljhi muntasher sochen yahan share karna chahti hun umeed he doston ko etraz nahi ho ga ager kuch acha na lage to peshgi mazrat:embarasse
          Aap to chaa gaein :thmbup:
          :thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: kuch khayal-e-pareshan

            Yeh duniya aik saraey hain Hamzad yahan ham sab musafir hain... woh kya geet hai kah:

            yeh duniya raahguzar hai aur
            ham bhi musfir tum bhi musafir
            kaun kisi ka howey - kahey chhup chhup roein
            koi saath dey keh na saath dey
            yeh safar akeley hi kaat lein
            keh ham bhi musafir tum bhi musafir
            kaun kisi ka howey - kahey chhup chhup rein

            Achha likha hai - keep it up...
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #7
              Re: kuch khayal-e-pareshan

              Originally posted by hamzad View Post
              apni kuch uljhi uljhi muntasher sochen yahan share karna chahti hun umeed he doston ko etraz nahi ho ga ager kuch acha na lage to peshgi mazrat:embarasse
              yeh uljhi uljhi muntashir sochaiN aur bay rabt alfaz aisay he achay lagtay haiN, baaz ouqat yeh dosroN kay samnay izhar kar deay jatay haiN aur kabhi chupa leay jatay hain.
              aik achi aur sachi tehreer :rose
              That's Enough...!!

              Comment


              • #8
                Re: kuch khayal-e-pareshan

                we are the poput in the hand of GOD.
                (shaks.P)

                Comment


                • #9
                  Re: kuch khayal-e-pareshan

                  Originally posted by Khalil View Post
                  we are the poput in the hand of GOD.
                  (shaks.P)
                  ooy poput :blush: lazmi nahee SHAIKH sahab sab kuch he theek kahaiN.. hum puppet nahee haiN, yeh Allah ki Adalat par bohtan hai kay jo chaha khud kia aur saza bhi humaiN he dee :na:
                  That's Enough...!!

                  Comment


                  • #10
                    Re: kuch khayal-e-pareshan

                    Originally posted by Khalil View Post
                    we are the poput in the hand of GOD.
                    (shaks.P)

                    Oho meri jaan yeh kaun sey falsafey ki baat kar di -koi shaikh sahib hon ya William Shakespeare yeh baat totaly ghalat hai - insan Allah Tala key hathon mein puppet nahin balkeh Allah ka NAIB hai....
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: kuch khayal-e-pareshan

                      Originally posted by hamzad View Post
                      apni kuch uljhi uljhi muntasher sochen yahan share karna chahti hun umeed he doston ko etraz nahi ho ga ager kuch acha na lage to peshgi mazrat:embarasse
                      :thmbup:
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #12
                        Re: kuch khayal-e-pareshan

                        Originally posted by Khalil View Post
                        we are the poput in the hand of GOD.
                        (shaks.P)
                        oye tony phir bongi maar de
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #13
                          Re: kuch khayal-e-pareshan

                          :)
                          bohat acha likha hy.....

                          thnx for sharing wid us... :)

                          Comment


                          • #14
                            Re: kuch khayal-e-pareshan

                            mujhe bardasht karne par sab ka thanks
                            Attached Files

                            Comment


                            • #15
                              Re: kuch khayal-e-pareshan

                              Hamzad...mein aap ke dukh ko achi tarah samaj sakta hoon...I have also passed from the similar phase...jub mere dad ki death hui to hamein samaj he nahi aai ke kia ho gaya...lekin waqt sub se bara merham hota he, aaj hamein dekhiye itnay pyaar kerne walay baap ko khoo ke bhi khushi se life guzaar rahay hein...yeh sabar bhi Allah ka diya hua he...Allah aap ko bhi sabar de ga...dekhiye hum sub aap ke doost hein...aap hamaray saath rahiye, hum aap ke saath hein...inshallah yeh aap ka mushkil ghariyaan bhi kut jaein gi...Achay lamhaab aap ke muntazir hein...mujay dekhiye aur hum jese aur bhi bohat se loog hein, jo apnay pyaaron ko kho chukay hein...lekin Allah ne sub ko itni himat aur sabar atta ker diya he, ko sub normal life guzaar sakein...yeh kanoon-e-kudrat he...aap bhi nahi rahein gi mein bhi nahi rahon ga, koi bhi nahi rahay ga...accept this reality...ub aap aik bahadur larki baniye and plz no more desperation...Allah aap ko sabar aur himat de.
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X