Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khud Kalami

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Khud Kalami

    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
    ager aap ney waquii compliment diya hai tou bhot bhot thankooo :) aur ager marawatan keh diya hai tou bhi bhot bhot shukriya :)
    mujh maiN muraw'wat, aihsaas hamdardi bilkul bhi nahee , totally bay'his person :wk is leay kisi ki tareef karta hoon to waqai tareef hoti hai warna khamosh rehta hoon :rose ya phir bool deta hoon kay tum bhi kitnay kharab ho :khi:
    That's Enough...!!

    Comment

    • Re: Khud Kalami

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

      ham ye tou nahi kahen gey k aap ki byan kerda BAY HISI achhi baat hai lakin ye waquii achi baat hai k aap suchi tareef kerte hain werna khamosh rehtey hain. shabash :)

      wesey I am 100% sure k aap humain ye nahin keh saktey k "tum bhi kitnay kharab ho" kyun k hamarey liye aap ko KITNEY nahi KITNI ka lafz estmaal kerna perrta na :)
      "All I have learned from Life is that I know nothing."

      Comment

      • Re: Khud Kalami

        Originally posted by Gul-e-Lala View Post
        ham ye tou nahi kahen gey k aap ki byan kerda BAY HISI achhi baat hai lakin ye waquii achi baat hai k aap suchi tareef kerte hain werna khamosh rehtey hain. shabash :)

        wesey I am 100% sure k aap humain ye nahin keh saktey k "tum bhi kitnay kharab ho" kyun k hamarey liye aap ko KITNEY nahi KITNI ka lafz estmaal kerna perrta na :)
        aap bay'fikar rahaiN agar koi baat mujhay kharab lagi to zaroor kahonga :khi:
        That's Enough...!!

        Comment

        • Re: Khud Kalami

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          aap bay'fikar rahaiN agar koi baat mujhay kharab lagi to zaroor kahonga :khi:
          hmmm aap mein tou waquii MARAWAT nahi hai :hehe:
          "All I have learned from Life is that I know nothing."

          Comment

          • Re: Khud Kalami

            laykin xenii ager insan apnay injam say derta hay to wo aysa kam hi kyuon kerta hay jis per usay injam say derna peray.ALLAH ji nain insan ko aqal shaor isi leay dia hay kay wo apna her kam soch samjh ker kray to insan bhol kyuon jata hay kay hum jo qadem utha rahay hain wo kahin galat to nahi .ab mujhay nahi pata kay mujhay mayri baat ka jawab milay ga bhi ya nahi bus mujhay laga kay mujhay ey kahna tha kah dia or soch samjh ker aap kia kahtin hain

            Comment

            • Re: Khud Kalami

              chalo Lala ji apne marey bagher janat nahin milti so ab khud he pending kaam nimtaney parren gey. kiya hota ager ham koi bird hote ye dheron formalities tou na nibhani pertein na :(
              "All I have learned from Life is that I know nothing."

              Comment

              • Re: Khud Kalami

                Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                chalo Lala ji apne marey bagher janat nahin milti so ab khud he pending kaam nimtaney parren gey. kiya hota ager ham koi bird hote ye dheron formalities tou na nibhani pertein na :(
                bird bhi yahi soch raha hoga :blush:, hum loog aakhir apni life say mut'main kion nahee :cc:
                That's Enough...!!

                Comment

                • Re: Khud Kalami

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  bird bhi yahi soch raha hoga :blush:, hum loog aakhir apni life say mut'main kion nahee :cc:
                  bird ko esa nahin sochna chahye na werna uss ko apni flight k liye ticket and passpost banwana perre ga :eye:
                  ham
                  log apni life se mutmain es liye nahi hote kyun k ham log insan hain aur ager hamari fitrat mein itminan hota tou Adam aur Hawa zameen per na bhejey jate :)
                  "All I have learned from Life is that I know nothing."

                  Comment

                  • Re: Khud Kalami

                    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                    bird ko esa nahin sochna chahye na werna uss ko apni flight k liye ticket and passpost banwana perre ga :eye:
                    ham
                    log apni life se mutmain es liye nahi hote kyun k ham log insan hain aur ager hamari fitrat mein itminan hota tou Adam aur Hawa zameen per na bhejey jate :)
                    achi baat hai par aisi bhi kia bay'itmenani khud kay insaan honay par bhi ghussa aajaiy :khi:
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • Re: Khud Kalami

                      khushiyan udhuri kiun reh jati hen?

                      Comment

                      • Re: Khud Kalami

                        mein kia kahon ub

                        mein to aisa larka he nahi hoon :blush:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • Re: Khud Kalami

                          aj khud kalami nahi karni

                          Comment

                          • Re: Khud Kalami

                            phir aap bohat acha karein gi...jo khud kalami kerte hein, wo loog pagal hotay hein
                            :thmbup:

                            Comment

                            • Re: Khud Kalami

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              phir aap bohat acha karein gi...jo khud kalami kerte hein, wo loog pagal hotay hein
                              pagal ko samjhanay walay kuch kuch pagal hotay haiN :tasali:
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              • Re: Khud Kalami

                                yahan takriban sabhi pagal hi to hen

                                Comment

                                Working...