Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khud Kalami

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Khud Kalami

    zindgi mein sab kuch ho sakta hai ....
    is dunya mein sab kuch mumkin hai.......sirf humaray khayal mein aisi baat nahin hoti...tabhi humain "us kay honay" per hairat hoti hai.....

    kaam koi bhi na mumkin nahin.....aur kaam "mushkil sirf us waqt tak hai...jab tak us ko karnay kay liye...khud aitmaadi ..aur mazboot qowat-e-iraadi kay saath pehla qadam na uthaya jai....
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • Re: Khud Kalami

      Agar aik din ko hum theek ker lein sab kuch to us key agley din kuch naya ho jata hai :pagal: ......banda jaye to kahan jaye......:donno:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • Re: Khud Kalami

        Kash Koi yeh jan lay k duniya ka har kaam...Jazbat Ki bases per hota hai...Koi Jeeta ya marta nahi ...haan Loagoun ki batein ..jeetay Ji maar deyti hein..Aur Yehi achay jazbaat....Kuch logoun ko marnay k baad bhi amar kar deytay hein....

        Comment


        • Re: Khud Kalami

          Baaadal barsay tarsay dil
          ghar say kiun na niklay dil
          barkha mien bhi dil pyasa hay
          yeh pyaar nhi to kya hay
          :)

          Comment


          • Re: Khud Kalami

            Kabhi kabhi mujhey apney aap bhi dar lagney lagta hai :donno:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • Re: Khud Kalami

              Originally posted by yellowsky View Post
              Kabhi kabhi mujhey apney aap bhi dar lagney lagta hai :donno:
              lolzz...
              aur hume... kabhi kabhi apne dil se dar lagne lagta........ Ziddi Armaan....ziddi hum....lolzz
              Last edited by ummid; 17 April 2007, 04:12.

              Comment


              • Re: Khud Kalami

                kabi kabi aisa lagta he ke ke andheera chaa gaya he, saans ruk gai he, dharkanein thum gai hein, mein soo gaya hon, lekin us waqt to mein waqee soya he hota hoon :tauba
                :thmbup:

                Comment


                • Re: Khud Kalami

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  kabi kabi aisa lagta he ke ke andheera chaa gaya he, saans ruk gai he, dharkanein thum gai hein, mein soo gaya hon, lekin us waqt to mein waqee soya he hota hoon :tauba
                  :khi:
                  u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                  :pr:

                  Comment


                  • Re: Khud Kalami

                    Hala tumhi kyon oss kaam pe reward nahi milta jo milna chahi..... or oss kaam pe reward milta hai jo nahi milna chahi.....:mm:
                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment


                    • Re: Khud Kalami

                      aur kabhi aeysa lagta hai key mey bohot peechey reh gai hun............i have to catch up ..........:insha:
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • Re: Khud Kalami

                        mayra mana hay kay iraday naek hon or bhrosa allah per to namumkin kay sahra say bhi mumkinat kay chushmay phot pertay hain dewarain rasta dayti hain or manzlain khoshamded kahti hain.mayray sath allah ji ka sath hay is leay main dunia ki koi bhi jung jeat sakti hon.

                        Comment


                        • Re: Khud Kalami

                          kabi research karna hoga.....
                          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                          :pr:

                          Comment


                          • Re: Khud Kalami

                            :khi: Fari tum kab waqt per kam karna sikho gi

                            Comment


                            • Re: Khud Kalami

                              Originally posted by yellowsky View Post
                              aur kabhi aeysa lagta hai key mey bohot peechey reh gai hun............i have to catch up ..........:insha:
                              aap cycle tez chalana shuru ker dein
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: Khud Kalami

                                ALLAH TALAA .....mushkilaat ko aasaaniyooN main tabdeel kar day
                                For New Designers
                                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                                Comment

                                Working...
                                X