Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khud Kalami

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Khud Kalami

    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
    :zuban:
    tumhari jeeb laal he, khoon peeti ho :bhago:
    :thmbup:

    Comment


    • Re: Khud Kalami

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      tumhari jeeb laal he, khoon peeti ho :bhago:

      ganda khoon nahi peeti tum fiker na kero :lol
      sigpic

      Comment


      • Re: Khud Kalami

        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
        ganda khoon nahi peeti tum fiker na kero :lol
        khoon saaf bhi hota he
        :thmbup:

        Comment


        • Re: Khud Kalami

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          khoon saaf bhi hota he

          jin ka dil saaf ho oun ka khhon bhi saaf hota hai ........ u ki tarah nahi :zuban:
          sigpic

          Comment


          • Re: Khud Kalami

            Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
            jin ka dil saaf ho oun ka khhon bhi saaf hota hai ........ u ki tarah nahi :zuban:

            Comment


            • Re: Khud Kalami

              main na socha bhi nahin tha keh aisa ho ga
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • Re: Khud Kalami

                Originally posted by Rida View Post
                main na socha bhi nahin tha keh aisa ho ga
                Allah khair .... kya howa rida ji?????:(

                Comment


                • Re: Khud Kalami

                  Originally posted by ummid View Post

                  :P
                  Last edited by 'SamRazi'; 21 March 2007, 11:59.
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: Khud Kalami

                    Originally posted by Rida View Post
                    main na socha bhi nahin tha keh aisa ho ga

                    kya huwa ..........:comfort:
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: Khud Kalami

                      Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                      jin ka dil saaf ho oun ka khhon bhi saaf hota hai ........ u ki tarah nahi :zuban:
                      Originally posted by ummid View Post
                      Aap kis khushi mein huss rahi hein, Saima ne to JIN ke dil ki baat ki he :tauba
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: Khud Kalami

                        Originally posted by Rida View Post
                        main na socha bhi nahin tha keh aisa ho ga
                        Aap ko doctor ne soochnay se mana kia tha kia :D
                        :thmbup:

                        Comment


                        • Re: Khud Kalami

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          khoon saaf bhi hota he
                          ye mien khaan darculaoon ki basti mien aah giya ....

                          Comment


                          • Re: Khud Kalami

                            har cheez ko khud peh sawaaar mat kiya karo larki....

                            Comment


                            • Re: Khud Kalami

                              larki....tumhari mujhay kuchh samajh nhi aati......matt maari gai hay tumhaari:tauba

                              Comment


                              • Re: Khud Kalami

                                well aj to shaid buhat kuch kehne ka dil ker raha hai:)
                                rough c zindagi mai smoothness lana sumtimes hamare buss se bahir hoota hai or shaid qismat ka ziada hath hoota hai is main........chalte chalte jab insaan door kahin pohanch jae to parao ki zaroorat bhi mehsoos hooti hai......per parao dalna buss mai na ho or halaat hi aise na hoon to shaid sab jheel jana chahye khaamoshi se.............
                                well shaid tum bhi ik Fur k jesi ho.......urti ho,,,thak jati ho per koi tehni nahi milti parao k lye:)

                                Comment

                                Working...
                                X