Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mujy yaad hay zara zara

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mujy yaad hay zara zara

    Originally posted by Khalil View Post
    oey yeh toa kiun maanj rahi hu rootia ty nahi pakania
    aapko mairi hobby ka kaisay pata chala g?:blush:
    Finding truth - Finding love
    These diamonds sparkle from lights above

    Lorraine Venner

    Comment

    • #17
      Re: Mujy yaad hay zara zara

      :cc:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #18
        Re: Mujy yaad hay zara zara

        mujhe yaad hai zara zara tujhe yaad ho ke na yaad ho
        If Allah brings you to it, He will bring you through it.

        Happy moments, praise Allah.
        Difficult moments, seek Allah.
        Quiet moments, worship Allah.
        Painful moments, trust Allah.
        Every moment, thank Allah.

        Comment

        • #19
          Re: Mujy yaad hay zara zara

          Originally posted by Khalil View Post
          Kee haal chaal hay dostoo..............:salam:

          Mujy to her chez yaad hay....:donno: .....jo muj sy munsilak hay:cc:
          aur yeh bee pata hay k aap ko bee apny bary main buhat kuch yaad huga:slap:
          es aap yaad ker k Khush hu jaty hain to pher kiun naa aaj sy apny aap ko khush kia jay?:mm:
          ===============

          Mujy Yaad hay jab pehly dafa main ny Photo banwai thee
          aur main Roo raha tha to photographer ny mujy 1986 main 5 rupess diy they k Beta na rooo....
          Mein ne kul kia khaya, kia pehna yeh yaad nahi rehta, lekin puraani baatein achi tarah yaad hein

          I can still remember, mein apnay Dada ko apnay nunnay munnay haathon se dabaya kerta tha, jis se unhein faraq to kuch nahi perta tha :khi: aur wo mujay aik rupaya roozana dete thay

          Mujay yaad ye wo zamana bhi, jub mein bohat chota tha aur mere dad rickshaw chalatay thay...aik baar un ke saath ka safar bhi yaad he, jub unhoon ne mujay wrist watch aur aik tri cycle dilai.

          Phir mujay yeh bhi yaad he ke mere dad jub england gaye to unhon ne aik doost ke haathon mere liye BMX cycle baiji...jis se mujay intha ki khushi hui.

          Phir mujay yeh bhi yaad he ke jub mere abu UK se wapis aatay to mujay kehtay ke Bhai (wo mujay bhai kehtay thay) aao Math kheelein...matric ke exams se pehlay wo Pakistan aaye, to mere dad ne aik week pura mere saath guzaara aur is week mein hum ne teen baar matric ka maths complete kia...wo kehtay thay ke maths se aik number bhi nahi katna chahiye, lekin mere 2 number katay :tauba

          Mujay yaad ye abi tak mera doost shahid jo ke mera cousin bhi tha, her saturday night ko gujrat se sialkot aata tha...aur hum saturday night ko bike pe bahir nikaltay thay, road singing kerte, khatay peetay thay...phir wapis aa ke baki sabi cousins ko ikatha ker ke puri raat Cards kheeltay...5 saal tak hamari yahi routein rahi...phir us ka murder ho gaya :)

          lekin ub Na Dada jaan hein, na Dad, na Shahid...sabi Allah ko pyaaray ho gaye...lekin yaad to abi bhi sub kuch he :)
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: Mujy yaad hay zara zara

            Originally posted by munda_sialkoty View Post

            ALLHA usko Janatul Ferdos main jaga aata farmay...Aamin.
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment

            • #21
              Re: Mujy yaad hay zara zara

              mujhay yaad hain zara zara....
              zara zara sa pyaar hoya hain zara zara sa hain baki
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment

              • #22
                Re: Mujy yaad hay zara zara

                Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                ALLHA usko Janatul Ferdos main jaga aata farmay...Aamin.
                Yaar us ke saath bohat si yaadein wabasta hein...us ki sense of humour bohat kamaal ki thi...us se meri doosti kum aur pyaar ziada tha...yaar us ka murder huay 4 saal ho gaye lekin wo bhoolta nahi aik pal bhi
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: Mujy yaad hay zara zara

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Yaar us ke saath bohat si yaadein wabasta hein...us ki sense of humour bohat kamaal ki thi...us se meri doosti kum aur pyaar ziada tha...yaar us ka murder huay 4 saal ho gaye lekin wo bhoolta nahi aik pal bhi
                  kiya hoya tha...waki pk main Goli saati aur Roti mhengi hain.............
                  ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                  Comment

                  • #24
                    Re: Mujy yaad hay zara zara

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Mein ne kul kia khaya, kia pehna yeh yaad nahi rehta, lekin puraani baatein achi tarah yaad hein

                    I can still remember, mein apnay Dada ko apnay nunnay munnay haathon se dabaya kerta tha, jis se unhein faraq to kuch nahi perta tha :khi: aur wo mujay aik rupaya roozana dete thay

                    Mujay yaad ye wo zamana bhi, jub mein bohat chota tha aur mere dad rickshaw chalatay thay...aik baar un ke saath ka safar bhi yaad he, jub unhoon ne mujay wrist watch aur aik tri cycle dilai.

                    Phir mujay yeh bhi yaad he ke mere dad jub england gaye to unhon ne aik doost ke haathon mere liye BMX cycle baiji...jis se mujay intha ki khushi hui.

                    Phir mujay yeh bhi yaad he ke jub mere abu UK se wapis aatay to mujay kehtay ke Bhai (wo mujay bhai kehtay thay) aao Math kheelein...matric ke exams se pehlay wo Pakistan aaye, to mere dad ne aik week pura mere saath guzaara aur is week mein hum ne teen baar matric ka maths complete kia...wo kehtay thay ke maths se aik number bhi nahi katna chahiye, lekin mere 2 number katay :tauba

                    Mujay yaad ye abi tak mera doost shahid jo ke mera cousin bhi tha, her saturday night ko gujrat se sialkot aata tha...aur hum saturday night ko bike pe bahir nikaltay thay, road singing kerte, khatay peetay thay...phir wapis aa ke baki sabi cousins ko ikatha ker ke puri raat Cards kheeltay...5 saal tak hamari yahi routein rahi...phir us ka murder ho gaya :)

                    lekin ub Na Dada jaan hein, na Dad, na Shahid...sabi Allah ko pyaaray ho gaye...lekin yaad to abi bhi sub kuch he :)
                    Allah sub ki magferat kare aur unhe janut-ul-firdos mein aal maqam naseeb farmaye...(aameen)

                    Comment

                    • #25
                      Re: Mujy yaad hay zara zara

                      mujhey bohat kuch yaad hai .. lekin suna-na zaroori hai kia ... :lol

                      Visit My Early PS Work
                      You Are Welcome To Comment

                      Comment

                      • #26

                        Allah reham fermaaye .. janey waaley bhooltey kabhi nahen .. Allah unhen janat ul firdos mein jagah ataa fermaaye aameen
                        Visit My Early PS Work
                        You Are Welcome To Comment

                        Comment

                        • #27

                          aur aap kee DAADA DAD Aur shaid bhai ka sun ker buhat afsoos huwa....God bless you and them:insha:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Mujy yaad hay zara zara

                            Originally posted by Aania View Post
                            mujhey bohat kuch yaad hai .. lekin suna-na zaroori hai kia ... :lol

                            Nahi:kr: :kr:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Mujy yaad hay zara zara

                              Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                              kiya hoya tha...waki pk main Goli saati aur Roti mhengi hain.............
                              us per gooli us ke doost ne chalai...aur us ne mere haathon mein dum toora...us ne aakhri baar baatein bhi muj se he kein...is dooran mein ne us ka maatha bhi chooma...
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: Mujy yaad hay zara zara

                                Originally posted by ummid View Post
                                Allah sub ki magferat kare aur unhe janut-ul-firdos mein aal maqam naseeb farmaye...(aameen)
                                Originally posted by Aania View Post
                                Allah reham fermaaye .. janey waaley bhooltey kabhi nahen .. Allah unhen janat ul firdos mein jagah ataa fermaaye aameen
                                Originally posted by Khalil View Post

                                aur aap kee DAADA DAD Aur shaid bhai ka sun ker buhat afsoos huwa....God bless you and them:insha:
                                ub emotional nahi hona aur na mujay kerna...thanx for ur prays
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X