Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mujy yaad hay zara zara

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Mujy yaad hay zara zara

    Originally posted by Aania View Post
    mujhey bohat kuch yaad hai .. lekin suna-na zaroori hai kia ... :lol

    Mein khalil ke jawaab se itfaak kerta hon :kr: :kr: :kr: :kr: lekin ager tum zabardasti sunana chahti ho to suna do :kr: :kr: :kr:
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: Mujy yaad hay zara zara

      Originally posted by NaQsh View Post
      mujhe yaad hai zara zara tujhe yaad ho ke na yaad ho

      Comment


      • #33
        Re: Mujy yaad hay zara zara

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        ub emotional nahi hona aur na mujay kerna...thanx for ur prays
        :slap: too nahi sudhry ga:kr:

        Comment


        • #34
          Re: Mujy yaad hay zara zara

          Comment


          • #35
            Re: Mujy yaad hay zara zara

            Originally posted by Khalil View Post
            kia huwa :tasali:
            If Allah brings you to it, He will bring you through it.

            Happy moments, praise Allah.
            Difficult moments, seek Allah.
            Quiet moments, worship Allah.
            Painful moments, trust Allah.
            Every moment, thank Allah.



            Comment


            • #36
              Re: Mujy yaad hay zara zara

              Comment


              • #37
                Re: Mujy yaad hay zara zara

                Originally posted by NaQsh View Post
                kia huwa :tasali:
                :donno: kuch yaad agia

                Comment


                • #38
                  Re: Mujy yaad hay zara zara

                  Originally posted by Khalil View Post
                  :slap: too nahi sudhry ga:kr:
                  Is ki kia guarantee he ke tu sudher jaye ga :lpop:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #39
                    Re: Mujy yaad hay zara zara

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Is ki kia guarantee he ke tu sudher jaye ga :lpop:

                    ager too na sudhry to paisy wapis........ly laina

                    Comment


                    • #40
                      Re: Mujy yaad hay zara zara

                      Allah aap ke nana jaan ko janat-ul-firdoos mein jagah ata fermaye :dua

                      aap ko nana jaan ke ilawa aur bhi to kuch yaad hona chahiye...mein apnay nana jaan se bohat ziada attach kabi nahi raha...fooji aadmi thay...NAVY mein captain thay...haan itna jaanta hon ke wo dikhnay mein bilkul APPLE ki tarah ke thay :hehe: aur wo paidal bohat ziada chaltay thay...mujay apni samandari maarkon ke kissay sunatay thay jin se mein bohat impress hota tha :hehe:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Mujy yaad hay zara zara

                        Originally posted by Khalil View Post
                        ager too na sudhry to paisy wapis........ly laina
                        pehlay paisay de...phir baat ker :lpop:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Mujy yaad hay zara zara

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          jin se mein bohat impress hota tha :hehe:
                          ACHA TOO TOOON ES PER AAP PRES HUGIA HAY:kr:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Mujy yaad hay zara zara

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            pehlay paisay de...phir baat ker :lpop:
                            PUKHAA:slap:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Mujy yaad hay zara zara

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Yaar us ke saath bohat si yaadein wabasta hein...us ki sense of humour bohat kamaal ki thi...us se meri doosti kum aur pyaar ziada tha...yaar us ka murder huay 4 saal ho gaye lekin wo bhoolta nahi aik pal bhi
                              Haan mere bhaee dost kabhi nahien bhoolta aur khas ker k agar aisa piyara dost ho tu...mera bhi aik bacpan ka dost tha Azhar jab main march 2004 main Saudi arab aaya tu meri us say mulaqat nahein hooeee wo punjab university main pertha tha .... aur un dino us k kuch exams chal rhay thay aur mera visa bhi achanak hi laga...aur 2 months k baad us ko death ho gaee aik road eccident main...aur main us ka Akhri deedar bhi na ker saka...mujhay abhi bhi yaqeen nahien aata k Azhar is dunia main nahien hai...abhi tak tu main nay us ki Akhri aram gha bhi nahien daikhiii...

                              aur mujhay yaad hai k us raat main us ka Yahoo per wait ker raha tha...aur us ka aik dost onilne tha tu main nay us ko kaha k Azhar ko call ker k kahay k online aaey us nay call kia tu pata chala k wo usi k ghar aa raha hai...aur yeh kah ker wo off line ho gya aur azhar nahien aya main bhot dair yak wait kerta raha mujhay bhot ghusaa aaya aur socha k subha phone keroon ga aur subha jab main office pohncha tu mere Dad ka phoen aaya k Azhar ki death ho gaee
                              and i was Shocked and still i can not believe it that he is no more.......
                              sigpic

                              Comment


                              • #45
                                Re: Mujy yaad hay zara zara

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Allah aap ke nana jaan ko janat-ul-firdoos mein jagah ata fermaye :dua

                                aap ko nana jaan ke ilawa aur bhi to kuch yaad hona chahiye...mein apnay nana jaan se bohat ziada attach kabi nahi raha...fooji aadmi thay...NAVY mein captain thay...haan itna jaanta hon ke wo dikhnay mein bilkul APPLE ki tarah ke thay :hehe: aur wo paidal bohat ziada chaltay thay...mujay apni samandari maarkon ke kissay sunatay thay jin se mein bohat impress hota tha :hehe:
                                :na:
                                humara bachpan hi huamre nana jaan se tha.... aur us ke illawah hume kuch yaad nahi waqai..... humari her her yaad nana jaan se shoro ho ker wahein khatam bhi ho jaati hai.. aaj woh hote tu hum GTG mein sub se paihle aate .... coz woh humare liye hi the... humari koi baat taali nahi unho ne.... aaj humare baba aur bhaiyon ke pass time nhai ke hume le ker jaayen... aur in dinu hum waqai nana jaan ko bauaht yaad ker rahe hain ... isi liye ab hum apne village jaa ker raheinge kuch maheene :insha: .....
                                Last edited by ummid; 3 February 2007, 11:27.

                                Comment

                                Working...