Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kiya aap imandar hein.....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: kiya aap imandar hein.....?

    Originally posted by aquari View Post
    App imandar hai ya nahi yeh app nahi i think app k aas pas loog app ko observe ker k decide kertey hai k app per bharoosa kya jaye k nahi..:blush:

    Rahi bat meri tu koshsish kerti hoo k apney profession sey imandar rahoo ...or Allah ka karam hia kafi had tak kamyab bhi hoo.:)

    Aur sub sey zayda apney relations k mamaley main imandar hoo specialy my parents,my sisters my friends or ager kabhi koi aisa insan hoo jis sey imandar honeyko dil na karain ya yu kehlain k jis sey mizaj na miley tu us sey relation hi khatum kerleti hoo i personally think miloo tu saaf dil sey nahi tu nahi ...
    Or aney wali life main apney life partner sey imandra rahoogi kunk yeh Allah ka hukum bhi hai or achi zindagi k liya zaroori bhi:rose

    :thmbup: khuda tumhein zindagi ke her morh per kamyab karey ......... :)
    sigpic

    Comment

    • #17
      Re: kiya aap imandar hein.....?

      Originally posted by Khalil View Post
      Thankyou Bro:)

      Comment

      • #18
        Re: kiya aap imandar hein.....?

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        waise miyaan aap imaandaari ko definte ghalat ker rahay hein....imandari aur such jhoot, do elehda elehda islahaat hein :blush: anyways...chalta he.

        Meri jhoot bolnay ki aadat bilkul bhi nahi...albata...kabi kabi maslahat ke tehat kuch lafzon ka hair-phair kerna par jata he...sirf usi soorat mein jub kisi ko is se faida hota ho, otherwise mein such boolnay per he iktafa kerta hoon :blush:
        :clap:

        Comment

        • #19
          Re: kiya aap imandar hein.....?

          Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
          :thmbup: khuda tumhein zindagi ke her morh per kamyab karey ......... :)

          Bauht shukriyaa app ki naik duwaoo kaa

          Alllah app ko bhi duniya jahan ki khushiya deyy

          Comment

          • #20
            Re: kiya aap imandar hein.....?

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            waise miyaan aap imaandaari ko definte ghalat ker rahay hein....imandari aur such jhoot, do elehda elehda islahaat hein :blush: anyways...chalta he.

            Meri jhoot bolnay ki aadat bilkul bhi nahi...albata...kabi kabi maslahat ke tehat kuch lafzon ka hair-phair kerna par jata he...sirf usi soorat mein jub kisi ko is se faida hota ho, otherwise mein such boolnay per he iktafa kerta hoon :blush:

            Bilkul sahi kaha :thmbup:

            Imandarii or such bolna alag baat haii .....mager kafi had tak ek dosrey sey munsalik bhi haii .
            App ki adat bauhtachi haii ,or :insha: isi wajah sey app ko her kamyabi miley gii

            Comment

            • #21
              Re: kiya aap imandar hein.....?

              aur main hun hee emandar...........................aur main wo kaam kerta hun jis sy kisi ka zra bee dil na dukhy...............

              Comment

              • #22
                Re: kiya aap imandar hein.....?

                Originally posted by Khalil View Post
                aur main hun hee emandar...........................aur main wo kaam kerta hun jis sy kisi ka zra bee dil na dukhy...............
                ..Bauht acha kertey haiin:thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: kiya aap imandar hein.....?

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  waise miyaan aap imaandaari ko definte ghalat ker rahay hein....imandari aur such jhoot, do elehda elehda islahaat hein :blush: anyways...chalta he.

                  Meri jhoot bolnay ki aadat bilkul bhi nahi...albata...kabi kabi maslahat ke tehat kuch lafzon ka hair-phair kerna par jata he...sirf usi soorat mein jub kisi ko is se faida hota ho, otherwise mein such boolnay per he iktafa kerta hoon :blush:

                  akser log aisa soch ker jhoot ka sahara letey aur khudh ko issi tarah jsutify ker kai khudh ki mutmain ker letey hain ....... aap log kaisey itna bara decision lai saktey ho yeh soch ker ke jis ki bhalai ke liyeh aap jhoot ka sahara lai rahey ho ous mei ous ki maslehat hai bhi ke nahi ????
                  yeh to jhoot bol ker khudh ko satisfy kerne ki baat hai.
                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: kiya aap imandar hein.....?

                    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                    akser log aisa soch ker jhoot ka sahara letey aur khudh ko issi tarah jsutify ker kai khudh ki mutmain ker letey hain ....... aap log kaisey itna bara decision lai saktey ho yeh soch ker ke jis ki bhalai ke liyeh aap jhoot ka sahara lai rahey ho ous mei ous ki maslehat hai bhi ke nahi ????
                    yeh to jhoot bol ker khudh ko satisfy kerne ki baat hai.

                    Bilkul right saimaa:thmbup: .....mager loog yehi soochtey haii k aisa such bolney sey faidaa jo kisi ka dil toor dey isi liya jhoot bool ker samney waley ko khushi dey dety haii :)
                    Mager haa woh khushi temperory hoti haii .......or kuch baat per bhi depend kerta haii k kis qism ki baat hai kya conditions hai etc etc ...
                    Bahrhal Such tu such hi haii or such bolney sey bari asaniyaa hojatii haii....... kabhi koi such bazahir zindagi kharab kerdeta hai mager wohi k koi na koi maslihat bhi pooshida hoti haii

                    Comment

                    • #25

                      exactly ................ asal maslehat yahi hoti hai jo sachayi mei hoti hai . magar log issey nahi samajhtey . waqti khushi ke liyeh jhoot ka sahara letey hain aur samajhtey hain ke every thing will be fien .... jabke yahi batein aager ja ker ounhein yaan dosro ko kitni bari mushkil mei daal deti hain ounhein is ka andaza nahi hota .......... aur at then end oun ka jawab yahi hot ahai ke ous jhoot mei falan ki bhalayi thi . etc....
                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: kiya aap imandar hein.....?

                        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post

                        yeh sab tum logo ki galatfehmi hai .. mera baat keren ka andaz aisa hai ke tum sab ko aisa lagta hai ........... :lpop:
                        Yaani tumharay kehnay ka matlab he ke tum khanay mein karwi ho lekin taseer tumhari achi he :kr: :kr:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: kiya aap imandar hein.....?

                          Originally posted by Khalil View Post
                          :clap:
                          Itni serdi mein cool :D
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: kiya aap imandar hein.....?

                            Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                            exactly ................ asal maslehat yahi hoti hai jo sachayi mei hoti hai . magar log issey nahi samajhtey . waqti khushi ke liyeh jhoot ka sahara letey hain aur samajhtey hain ke every thing will be fien .... jabke yahi batein aager ja ker ounhein yaan dosro ko kitni bari mushkil mei daal deti hain ounhein is ka andaza nahi hota .......... aur at then end oun ka jawab yahi hot ahai ke ous jhoot mei falan ki bhalayi thi . etc....

                            Haa saima ji thek kaha...:clap:

                            I personally think k app apney app sey honest rahoo or apney relations ,profession sey or koshish ker k such bolo allah khud hi asaniya bhi dey deta haii rahi baat loogo ki tu hum zamaney ko nahi sudhar saktey haa mager apney app ko sahi rasta pey chala lain yehi humari kamaybi haii ,..

                            Comment

                            • #29
                              Re: kiya aap imandar hein.....?

                              Originally posted by aquari View Post
                              Bilkul sahi kaha :thmbup:

                              Imandarii or such bolna alag baat haii .....mager kafi had tak ek dosrey sey munsalik bhi haii .
                              App ki adat bauhtachi haii ,or :insha: isi wajah sey app ko her kamyabi miley gii
                              Aap ne itnay pyaaray comments paas kiye, ub yeh to aap ka haq bunta he :phool:

                              well i am not the man of my own wishes...mein doosron ke mutabik bhi chalna jaanta hoon aur chalta bhi hoon :) aur kabi kabi wo bhi kerna per jata he jo kerne ko dil nahi bhi kerta, lekin kia he ke duniya daari he...aur waise bhi mein apnay aap ko bohat acha na kehta hoon aur na samajta hoon
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: kiya aap imandar hein.....?

                                Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                                akser log aisa soch ker jhoot ka sahara letey aur khudh ko issi tarah jsutify ker kai khudh ki mutmain ker letey hain ....... aap log kaisey itna bara decision lai saktey ho yeh soch ker ke jis ki bhalai ke liyeh aap jhoot ka sahara lai rahey ho ous mei ous ki maslehat hai bhi ke nahi ????
                                yeh to jhoot bol ker khudh ko satisfy kerne ki baat hai.
                                well...kuch relations demanding hotay hein...aur jahan per demand ka taaluq aata he to wahan pe aap ko kuch na kuch sacrifice kerna perta he, sacrifice in all the senses...buchpan mein mujay hameesha such boolnay ki he tarbiyat di gai he Alhamdullilah...aur waise bhi kuch white lies hotay hein, mein ne un ki baat nahi ki...mein ne kaha ke kabi kabaar maslehatun lafzon ka hair phair kerna per jata he...do follow the sense.

                                Aap ko aik baat aur bhi batata chalon, ke mere jo bhi doost hein, un se ziada mein un ke ghar walon se attach hota hoon, aur yeh is liye nahi ke mein jhoot boolta hoon, zamana saaz duniya he...jhootay bunda to aik aankh se pehchana jaata he. I still stand firm on what i sad...mein maslehatun baat mein hair-phair ker sakta hoon, lekin mein haira-phairi pe yakeen nahi rakhta...ub is sense ko bhi follow karne ki kooshish karo
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X