Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Agar aap ko aik choice di jayé

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Wo kisi gadhay ki khala nahi he, wo to meri shagirdni he :blush: :blush: :blush: kyoon fari:blush: :blush: :blush:
    acha tu aaj tum nay yeh qabool ker hi lia k wo tumhari khala nahien bal k shagird hai....Very Good
    sigpic

    Comment


    • #47
      [QUOTE=Xenya;291615]aap ko poori permission hai ....laga ayein maazi ka aik chakar aur bhi...:D


      Shukria...ab wapis janay ka koe intazambhi ker dain tu mahrbani hogee
      sigpic

      Comment


      • #48
        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Ager tum kehti ho to me maan leta hoon, lekin me yeh sooch raha hoon ke me ne tumhari kabi qadar kyoon nahi ki

        :lpop: soucho soucho:hathora .........kyon nahi ki mujh jasi Aziem shagird ki qadar ..... akhar kiun

        Comment


        • #49
          Originally posted by miss sng View Post
          main 100 % satisfied hoon apnay present say ,:)
          apny future say
          aur past say bhee.

          so main time k sath sath he rehna chahoon gi
          Lekin waqt kisi ke saath nahi rehta :lpop:
          :thmbup:

          Comment


          • #50
            Originally posted by sccorpion81 View Post
            acha tu aaj tum nay yeh qabool ker hi lia k wo tumhari khala nahien bal k shagird hai....Very Good
            Abay mein ne kub kaha tha ke wo meri khala he :tauba tum bhi mamu he ho
            :thmbup:

            Comment


            • #51
              Originally posted by fari View Post
              :lpop: soucho soucho:hathora .........kyon nahi ki mujh jasi Aziem shagird ki qadar ..... akhar kiun
              Aray haan wohi to sooch raha hoon ke mein ne kyoon kadar nahi ki aisi azeem shagird ki...me waqei acha ustaad nahi hoon, halanke ager dekha jaye to meri shagirdni itni mehanti he, saara din cycle pe beth ke pakanay waichti he aur jo pakanay na bhi khareeday usay bhi salaam kerti he...mujay moaaf ker do Fari Pari mujay moaaf ker do
              :thmbup:

              Comment


              • #52
                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Aray haan wohi to sooch raha hoon ke mein ne kyoon kadar nahi ki aisi azeem shagird ki...me waqei acha ustaad nahi hoon, halanke ager dekha jaye to meri shagirdni itni mehanti he, saara din cycle pe beth ke pakanay waichti he aur jo pakanay na bhi khareeday usay bhi salaam kerti he...mujay moaaf ker do Fari Pari mujay moaaf ker do

                ye pakanay waichti boley to???:cc: :mm:
                If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                Happy moments, praise Allah.
                Difficult moments, seek Allah.
                Quiet moments, worship Allah.
                Painful moments, trust Allah.
                Every moment, thank Allah.



                Comment


                • #53
                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Lekin waqt kisi ke saath nahi rehta :lpop:
                  mera kehny ka matlab tha k,life jasi guzar rhi hy i m happy wid that:hathora :a stick:

                  Comment


                  • #54
                    umm...Though I am Happy wid mY Living.....But Mujhay agar chance milay Tu mein apni College Life mein wapis jana chahoon gee jab mein apnay teen age mein thee, Koi fikar nahi thee Koi problem nahi thee...and EK aur bhi baat keh.......Onn dino mein ja kar mein ...APnay Grades Improve kar sakoon and Mazeed ENJOY kar sakoon ..:) Those were the days...

                    Comment


                    • #55
                      well Xenya jee aap bhot mushkil questions poochti hain :) Past insan ko hamesha haunt kerta hai es liye k past main Buchpan hota aur huamin apnay woh din bhot yad atey hain. Present say mostly insan satisfied nahi hota k human nature hai aur mustaqbil k andeshay hamesha tang kerte hain( chahey koi kitna he keh lay k woh future ko nahi sochta.. ham bhi unhi logon mein say phir bhi hum future k barey mein kuch andaza nahi laga saktey). so ham mazi main ja nahi saktey. future k bare mein lambi planning es liye nahi kerte k I firmly believe in Hazrat Ali(RAT)'s qole that means "Man proposes, God disposes." so jo hai present hai. Past ki ghaltiyun say sabq seekhte huwe ham present mein ji rahe hain aur present ki ghaltyan humain future mein zayada behter zingadi guzarne mein help karen gi.
                      "All I have learned from Life is that I know nothing."




                      Comment


                      • #56
                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Aray haan wohi to sooch raha hoon ke mein ne kyoon kadar nahi ki aisi azeem shagird ki...me waqei acha ustaad nahi hoon, halanke ager dekha jaye to meri shagirdni itni mehanti he, saara din cycle pe beth ke pakanay waichti he aur jo pakanay na bhi khareeday usay bhi salaam kerti he...mujay moaaf ker do Fari Pari mujay moaaf ker do

                        :blush: Mujh se maaufi mang kar ap sharminda kar rahay hain .........ma janti ho ya sab tareef apnay meri cycle aur pakanay harap karnay kaiy liya ki ha chalain abb se ap pakanay bachiya ga:tasali: ..........per ma cycle nhi doon gi app ko:na:

                        Comment

                        Working...
                        X