Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Agar aap ko aik choice di jayé

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Tum ne kabi dil se meri ijat nahi ki

    maina khabi bhi dil se ap ki Izat nahi ki:slap: ..............balkay hamesha Dil se ap ki IJAT ki ha:comfort: ..........bas ap nay khabi qadar hi nahi ki

    Comment


    • #32
      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Tum ne kabi dil se meri ijat nahi ki

      Koee kernay wala kaam btao na ... Khala ko....yeh aisay hi tumharri tarha jhak tu nahien martien na...

      Kiun Khala??
      sigpic

      Comment


      • #33
        Originally posted by Xenya View Post
        Agar aap ko aik choice di jaye key "Maazi" ya "Mustaqbil" mey aik daur jiyein to aap ki choice kya ho gi?



        kya aap apney haal sey mutmain hein?


        aap ki jo bhi choice hai aap ney us key liye reasons bhi deyni hein...
        mera choice mazi hoga.......... issiliye ke I didnt have much have of a childhood.......but kuch batein hamare buss mein nahin hotein .......
        it was just a thought
        If Allah brings you to it, He will bring you through it.

        Happy moments, praise Allah.
        Difficult moments, seek Allah.
        Quiet moments, worship Allah.
        Painful moments, trust Allah.
        Every moment, thank Allah.



        Comment


        • #34
          Originally posted by ummid View Post
          I will choose future:) ... wajah yeh hai ke mustaqbil aage hota hai aur maazi peeche.. hum loat ker jana pasnd nahi karte.. aage ka safer karna hume pasnd hai.. cursity hi itni hai hume...daikh lijye.. hum yeh duniya daikh chuke hain per i have great curisity ke dosri duniya mein kya hota hoga.. I mean marne ka baad.. hum ne kuch books perhi hai.. life after death etc etc.. per personal experience ki tu baat hi kuch aur hai.. lakeen yeh aik aisi cheez hai jo daymi hai... wapsi ki koi gunjaish nahi... us mein sarkharo hone ke liye hume apna haal better karna hoga taa keh khud ko justify ker sake :insha: ... isi liye hum future choose kareinge.. kyun ke Woh aik aisi jagah hai jahan her kisi ke saath Insaaf hoga....Aur Allah nahi khilaaf akrta apne waade ke(beshak:rose ).. bus duaa yeh hai ke US future mein Woh Allah hume Apne khas bandu mein rakhe(aameen) aur humare sageera aur kabeera gunaho'n ko apne fazal se mauf kare(Aameen).. aur jub tak haal mein hain yaani Is duniya mein tub tak aik aisi Zindagi jiyen jis se humara future yaani aakherat sanwer sake(aameen)... Allah us waqt tak is haal(duniya) mein rakhe jub tak humare Us mein rehne mein behtari aur aafiyat ho(aameen)
          bohot aagey chali gai ho ummid :)
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #35
            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Well...i would choose to go back....almost 10 years back...mein ne apne mazi mein kuch ghaltiyaan ki hein, (not in sense of sins) but apni practicle life mein...i would prefer to avoid repeating these mistakes to have a better future :)
            ahan....samjhaein key aap hein past mey....correct them ....and apply them inshAllah :thmbup:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #36
              Originally posted by Xenya View Post
              Agar aap ko aik choice di jaye key "Maazi" ya "Mustaqbil" mey aik daur jiyein to aap ki choice kya ho gi?



              kya aap apney haal sey mutmain hein?


              aap ki jo bhi choice hai aap ney us key liye reasons bhi deyni hein...
              jo guzar gya so guzar gya..........gya waqt kabhi haath ata nahi to is leay haal par khush rehna or future me Allah se achi umeed rakhna bas yehi baat:)

              Comment


              • #37
                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                Hazrat Ali ka qool hai kay "aanay wala kal kisi nay daikha nahee, janay walay kal par rona fazool hai, jo hai woh AAJ hai, iski qadar karo...."

                is leay maiN apnay "Haal" main khush hoon, :lpop:
                good :thmbup:



                Originally posted by saima sis
                Mei apney haal se mutmain hoon .......... aur shuker adaa kerti hoon ke mei jis qabil hoon ous se barh ker kaam ker rahi hoon ........
                Rahi baat past aur present mei se kisi ko choose kerne ki .... to yeh mumkin nahi and this is not a fair question as well ......... kiu ke humara past kya tha hum janteyhain future kya hai yaan ho ga no one knows ........ but i will still choose to go for future ........ kiu ke mera future blank hai past mei huwi glation se jo sabaq seekhey hain aur present ki mehnat se mei shayed issey mazeed behter bnaa sakti hoon............... :lpop:



                ahan.....:D

                waisey hi mey uljh gai thi maazi ....mustaqbil mey ...to phir mey ney socha kyun na aap sab sey poocha jaye... :)
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #38
                  Originally posted by fari View Post
                  :mm: I will choice my Maazi:khi: .......Maina maazi ma asay asay markay maray hain Aur ma apnay mazzi se bohat zyada mutamien hon:wk ...per mustakbil kay sath sath haal ka bhi mujhay abb pata nahi:donno: pata nahi kiya ho raha ha....no satisfaction

                  yani key tum ney wo saarey maarkey phir sey maarnay hein :P


                  keep struggling.....Allah T'ala ney hamein aik bohot payari cheez di hai "hope" .....so inshAllah theek rahey ga :thmbup:
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #39
                    Originally posted by sccorpion81 View Post
                    Waisay tu Haal Acha hi hai....Laikin agar koee mujh ko mere mazi main lay jaey tu main jana pasand kerooon ga....mera mazi bhot khushgwar guzra..
                    waisay bhi mustaqbil tu jana hi hai .... kiun na mazi aik chakar aur lga lia jaey
                    kiun k safar tu aakhir aagay hi kerna hai aaj na ponchay tu kal pohnch jaien gay...
                    aap ko poori permission hai ....laga ayein maazi ka aik chakar aur bhi...:D



                    Originally posted by NaQsh
                    mera choice mazi hoga.......... issiliye ke I didnt have much have of a childhood.......but kuch batein hamare buss mein nahin hotein .......
                    it was just a thought



                    kehtey hein zindagi key saarey daur apni jaga ahmiyat rakhtey hein .....leykin bachpan sab sey ziada aham hai....bohot innocent ....bohot payyara :thmbup:
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #40
                      Originally posted by shy View Post
                      jo guzar gya so guzar gya..........gya waqt kabhi haath ata nahi to is leay haal par khush rehna or future me Allah se achi umeed rakhna bas yehi baat:)

                      Right
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #41
                        Originally posted by Xenya View Post
                        bohot aagey chali gai ho ummid :)
                        jaante hain:) .. per jo asla manzil hai us per nazar rakhi jaye tu accha hota hai... :rose
                        hai na????????

                        Comment


                        • #42
                          Originally posted by fari View Post
                          maina khabi bhi dil se ap ki Izat nahi ki:slap: ..............balkay hamesha Dil se ap ki IJAT ki ha:comfort: ..........bas ap nay khabi qadar hi nahi ki
                          Ager tum kehti ho to me maan leta hoon, lekin me yeh sooch raha hoon ke me ne tumhari kabi qadar kyoon nahi ki
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Originally posted by sccorpion81 View Post
                            Koee kernay wala kaam btao na ... Khala ko....yeh aisay hi tumharri tarha jhak tu nahien martien na...

                            Kiun Khala??
                            Wo kisi gadhay ki khala nahi he, wo to meri shagirdni he :blush: :blush: :blush: kyoon fari:blush: :blush: :blush:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Originally posted by ummid View Post
                              I will choose future:) ... wajah yeh hai ke mustaqbil aage hota hai aur maazi peeche.. hum loat ker jana pasnd nahi karte.. aage ka safer karna hume pasnd hai.. cursity hi itni hai hume...daikh lijye.. hum yeh duniya daikh chuke hain per i have great curisity ke dosri duniya mein kya hota hoga.. I mean marne ka baad.. hum ne kuch books perhi hai.. life after death etc etc.. per personal experience ki tu baat hi kuch aur hai.. lakeen yeh aik aisi cheez hai jo daymi hai... wapsi ki koi gunjaish nahi... us mein sarkharo hone ke liye hume apna haal better karna hoga taa keh khud ko justify ker sake :insha: ... isi liye hum future choose kareinge.. kyun ke Woh aik aisi jagah hai jahan her kisi ke saath Insaaf hoga....Aur Allah nahi khilaaf akrta apne waade ke(beshak:rose ).. bus duaa yeh hai ke US future mein Woh Allah hume Apne khas bandu mein rakhe(aameen) aur humare sageera aur kabeera gunaho'n ko apne fazal se mauf kare(Aameen).. aur jub tak haal mein hain yaani Is duniya mein tub tak aik aisi Zindagi jiyen jis se humara future yaani aakherat sanwer sake(aameen)... Allah us waqt tak is haal(duniya) mein rakhe jub tak humare Us mein rehne mein behtari aur aafiyat ho(aameen)
                              I think yahan pe jo baat ho rahi thi wo is duniya mein rehtay huay ho rahi thi...aap ke liye aik separate topic bhi start ker lein ge, ke merne ke baad aap loogon ke kia plan hoon ge, aap wahan aa ke reply ker dijiye ga, me bhi wahan aa ke reply ker doon ga, bulke sahi wahan aa ke reply ker dein ge :tasali:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                main 100 % satisfied hoon apnay present say ,:)
                                apny future say
                                aur past say bhee.

                                so main time k sath sath he rehna chahoon gi

                                Comment

                                Working...
                                X