Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: 'Express yourself'

    Aaj pakistan aur new zealand ka semi final he...me ki to khushi se he bhook urh gai :p
    :thmbup:

    Comment

    • Re: 'Express yourself'

      Kuch waqt pehlay he rozoh ka wait tha....aur aaj dekho tu 10 roza hai.......kuch ziada he jaldi guzar rahay hai ye rozay.....:)
      sigpic

      Comment

      • Re: 'Express yourself'

        Originally posted by Wafa View Post
        Kuch waqt pehlay he rozoh ka wait tha....aur aaj dekho tu 10 roza hai.......kuch ziada he jaldi guzar rahay hai ye rozay.....:)
        Aaj 10th ramadan hai? ooOOoo

        waqai wafa rozey kafi speedy heiN .....
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • Re: 'Express yourself'

          Originally posted by Xenya View Post
          Aaj 10th ramadan hai? ooOOoo

          waqai wafa rozey kafi speedy heiN .....
          Dear ROZAY nahin waqt bohat speedy hay :)
          khasee tez raftar se daur raha hay..Aur Log us se zyada tez raftar se :)

          Ajab ik daur see k jis mein
          Gumm hay aalaam:)
          sigpic

          Comment

          • Re: 'Express yourself'

            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
            Dear ROZAY nahin waqt bohat speedy hay :)
            khasee tez raftar se daur raha hay..Aur Log us se zyada tez raftar se :)

            Ajab ik daur see k jis mein
            Gumm hay aalaam:)

            Logon ka to koi patah nahin chalta, is barq'raftari key dor mein is tarha badal jatey hain jaisey jantey hi nahin ....

            Waqt to apni speed sey rawan dawan hai kya ham is waqt ko qaid nahin kar saktey? :cc:
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              yep!!!!
              aur kabhi iss cheez sey kafi dar bhi lagta hai....:)

              Originally posted by Masood View Post
              Logon ka to koi patah nahin chalta, is barq'raftari key dor mein is tarha badal jatey hain jaisey jantey hi nahin ....

              Waqt to apni speed sey rawan dawan hai kya ham is waqt ko qaid nahin kar saktey? :cc:
              Qaid ker key kya kerna hai bro. agar waqt speedy hai to aap apney kaamoN ki speed barha deiN......

              btw insaan bohot na-shukra jab waqt nahi guzarta phir ye rona hota hai key "time hi nahi pass hota " :D aur jab waqt bhagta hai ya nikal jata hai phir doosra rona hota hai .... :d
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • Re: 'Express yourself'

                Comment

                • Re: 'Express yourself'

                  aj HUm bhT khush HaiN

                  Comment

                  • Re: 'Express yourself'

                    kiya waja ha khusi ki
                    hamari tu kuch aese halat ha:fuming:

                    Comment

                    • Re: 'Express yourself'

                      insan dusron se tawakuat laga kar hamesha dukh hi uthata he lekin kuch taluk ese hote hen k na chahte huey bhi twakuat wabasta ho hi jati hen or natija:(

                      Comment

                      • Re: 'Express yourself'

                        Originally posted by hamzad View Post
                        insan dusron se tawakuat laga kar hamesha dukh hi uthata he lekin kuch taluk ese hote hen k na chahte huey bhi twakuat wabasta ho hi jati hen or natija:(
                        kya karey? Insaan hi to hai bechara, apney saath basney walon sey itni tawaqoh to karta hai keh jo main tumharey liyey sochta hoon/chahta hoon/karta hoon tum wohi kuchh merey liyey karo - magar aisa nahin hota, aksar insaan insaan ko "granted" ley letey hain.
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • Re: 'Express yourself'

                          Originally posted by Masood View Post
                          kya karey? Insaan hi to hai bechara, apney saath basney walon sey itni tawaqoh to karta hai keh jo main tumharey liyey sochta hoon/chahta hoon/karta hoon tum wohi kuchh merey liyey karo - magar aisa nahin hota, aksar insaan insaan ko "granted" ley letey hain.
                          right...kia esa koi tarika nahi hota ke insan bas zinda rahe sab se khush rahe koi tawako na rakhe.jese darvesh log hote hen,lekin ham to dervesh bhi nahi hen bohat aam se mamuli se insan hen har dafa sochte hen ab next koi umid nahi rakhni lekin phir esa.....:donno:

                          Comment

                          • Re: 'Express yourself'

                            Originally posted by hamzad View Post
                            right...kia esa koi tarika nahi hota ke insan bas zinda rahe sab se khush rahe koi tawako na rakhe.jese darvesh log hote hen,lekin ham to dervesh bhi nahi hen bohat aam se mamuli se insan hen har dafa sochte hen ab next koi umid nahi rakhni lekin phir esa.....:donno:
                            phir wohi baat kya karey insaan hai bechara :)

                            Tawaqoh to darweshon ko bhi hoti hai, magar unki tawaqoh insano sey nahin, balkeh Allah Rabb-ul-Izzat sey hoti hai, keh woh Zaat-e-Bari Tala us darweish ko apni rehmat mein jagah dein.. Yun darweshana tawaqoaat insani tawaqoaat sey behtar hai..

                            Hasil kalaam yeh hai Hamzad key koi insaan tawaqoh sey khali nahin, agar koi kahey keh mujhey kisi sey koi tawaqoh nahin to woh dar'haqeeqat drust'goi sey kaam nahin ley raha hota... - Insan hai bechara - tawaqoh to ho gi :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • Re: 'Express yourself'

                              Originally posted by Masood View Post
                              phir wohi baat kya karey insaan hai bechara :)

                              Tawaqoh to darweshon ko bhi hoti hai, magar unki tawaqoh insano sey nahin, balkeh Allah Rabb-ul-Izzat sey hoti hai, keh woh Zaat-e-Bari Tala us darweish ko apni rehmat mein jagah dein.. Yun darweshana tawaqoaat insani tawaqoaat sey behtar hai..

                              Hasil kalaam yeh hai Hamzad key koi insaan tawaqoh sey khali nahin, agar koi kahey keh mujhey kisi sey koi tawaqoh nahin to woh dar'haqeeqat drust'goi sey kaam nahin ley raha hota... - Insan hai bechara - tawaqoh to ho gi :)
                              bilkul ap theek kehte hen dusri surat me insan dervesh ban jaey lekin kese bane?kia insan khud se devesh banta he ya ye natural hota he?

                              Comment

                              • Re: 'Express yourself'

                                thak gaya hon

                                Comment

                                Working...
                                X