Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
'Express yourself'
Collapse
X
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Masood View PostYeh zindagi aik musalsal safar hai - aisa safar jiska anjaam maut per bhi khatam nahin hota - uskey baad bhi chal so chal hai - is duniya mein na sahi, qabar key andheron mein sahi. Phir jab qabar ki deewaron sey rehaii miley gi to phir sey aik safar shuru hai - woh safar jo daimi safar ho ga - apni daimi manzil ki janib rawaan... Insaan ki taqdeer mein safar hi likha hai...
Originally posted by yellowskyZindagi mey kabhi bhi "dead end" nahi aata-------is ko aap yun samajh lein key jab aik raasta aap ko band miley ga to koi doosra raasta aap ka muntazir ho ga---agar aik friend aap kho deytey hein to aap ko aik naya friend mil jaye ga-----
kyun key zindagi "aagey barhney" ka naam hai to "End" jaisi koi cheez yahan nahi hai
even aap ki death bhi nahi kyun key "maut" sirf aap ko eternity mey ley ker jaaney ka aik raasta hai" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Masood View PostWell for me you explain nothing the way you expalin everything els ... Jahan per kuchh bhi nahin (nothing) wahan per bhi kuchh hai (khala - khala mein bhi kuchh na kuchh gardish karta hai) - so nothingness means there is still room for something to be filled in...."All I have learned from Life is that I know nothing."
Comment
-
Re: 'Express yourself'
@ topic
Hum log sab pagal hain :hehe:
nahi seriously mey ye soch rahi hun key jis cheez ko samajhna chahiye ussey hum nahi samajtey aur jo cheez hamara concern nahi us per hum behass pey behass kertey chaley jatey hein ----------mey issey Waqt ka zaya kahun gi--------aur phir waqai kabhi mey sochti hun key ab hum aik aeysi ajeeb stage pey hein key ya to waqai hum samajna nahi chahtey hein----------ya phir hamein apni zindagi mushkil sey mushkil tar banana hi acha lagta hai------
to ab kisi ney ye sheykayat ki key Zindagi mushkil hai meyrey saamney
to mey us key sar pey :a stick:
:donno:" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by yellowsky View Post@ topic
Hum log sab pagal hain :hehe:
nahi seriously mey ye soch rahi hun key jis cheez ko samajhna chahiye ussey hum nahi samajtey aur jo cheez hamara concern nahi us per hum behass pey behass kertey chaley jatey hein ----------mey issey Waqt ka zaya kahun gi--------aur phir waqai kabhi mey sochti hun key ab hum aik aeysi ajeeb stage pey hein key ya to waqai hum samajna nahi chahtey hein----------ya phir hamein apni zindagi mushkil sey mushkil tar banana hi acha lagta hai------
to ab kisi ney ye sheykayat ki key Zindagi mushkil hai meyrey saamney
to mey us key sar pey :a stick:
:donno:
hume tu Zindagi kabhi mushkil lagi hi nahi... log hi mushkil hote hain yahan... musafatein kub thakati hain de... per logon ke rawaiye rag w pey mein ajeeb si thakan bher dete hain...Last edited by ummid; 19 February 2007, 13:20.
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by yellowsky View Post@ topic
Hum log sab pagal hain :hehe:
nahi seriously mey ye soch rahi hun key jis cheez ko samajhna chahiye ussey hum nahi samajtey aur jo cheez hamara concern nahi us per hum behass pey behass kertey chaley jatey hein ----------mey issey Waqt ka zaya kahun gi--------aur phir waqai kabhi mey sochti hun key ab hum aik aeysi ajeeb stage pey hein key ya to waqai hum samajna nahi chahtey hein----------ya phir hamein apni zindagi mushkil sey mushkil tar banana hi acha lagta hai------
to ab kisi ney ye sheykayat ki key Zindagi mushkil hai meyrey saamney
to mey us key sar pey :a stick:
:donno:"All I have learned from Life is that I know nothing."
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Gul-e-Lala View Postmay be u r right but for me it's not easy to explain anything else as well.my Nothingness is the feeling that arises from Ecstasy. be it emptiness or be it excitement. u see sometimes ham log beyond space bhi bhatakte phirte hain and I wonder what's all that about?
Ata hai aisa dor bhi aata hai magar woh kya hai keh jab khud sey kisi baat ka ilm na ho to ussey biyaan karna to mushkil ho hi jata hai - aik ajeeb sey waitingboard chaspaan ho jata hai keh just wait and watch - what is gonna happen - aakhir kaar chacha Ghalib thek hi kehta hai:
Ho rahey gi kuchh na kuchh ghabraein kyatumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by yellowsky View Post@ topic
Hum log sab pagal hain :hehe:
nahi seriously mey ye soch rahi hun key jis cheez ko samajhna chahiye ussey hum nahi samajtey aur jo cheez hamara concern nahi us per hum behass pey behass kertey chaley jatey hein ----------mey issey Waqt ka zaya kahun gi--------aur phir waqai kabhi mey sochti hun key ab hum aik aeysi ajeeb stage pey hein key ya to waqai hum samajna nahi chahtey hein----------ya phir hamein apni zindagi mushkil sey mushkil tar banana hi acha lagta hai------
to ab kisi ney ye sheykayat ki key Zindagi mushkil hai meyrey saamney
to mey us key sar pey :a stick:
:donno:
Tum to sach mein paghal hoti jaa rhai ho journalist sahiba :p :p
Waisey I'll go along wid Gul key zindagi ba'zaat-e-khud mushkil nahin, ham issey pacheedah bnaa detey hain - kuchh faisley na karney ki himmat rakhtey huwey, kuchh bohat ziyada ghaur-o-fiker mein, kuchh sood-e-zayaan key khof sey...
Life is easy as it can be...tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Gul-e-Lala View Postzindagi ba-zate khud mushkil nahi hai Xenya lakin Zindagi ko samjhna mushkil nahi hai kiya? aur es mein sab kuch aa jata hai na jese Ummid ny kaha. log, rawaye, harsh realities aur sab se bherr ker feelings. phir ye bhi hai k sab log zindagi ko aik jesa mehsoos nahin kerte hain na. aik stage esi zaroor ati hai jab her insan sochta hai k akhir zindagi kia hai. pedaish sey maut k safer tak woh kon maqsad hai jis k liye zindagi ko takhleeq kiya gaya hai aur jab aap uss stage per pohnchte ho tou woh sab zehan mein ata hai jo sun'ne mein bhot ajeeb lagta haiOriginally posted by Masood View PostTum to sach mein paghal hoti jaa rhai ho journalist sahiba :p :p
Waisey I'll go along wid Gul key zindagi ba'zaat-e-khud mushkil nahin, ham issey pacheedah bnaa detey hain - kuchh faisley na karney ki himmat rakhtey huwey, kuchh bohat ziyada ghaur-o-fiker mein, kuchh sood-e-zayaan key khof sey...
Life is easy as it can be...
dekhna......hadd e nazar se aage barh ker dekhna bhi jurm hai.....
sochna......apne yaqeenon se nikal ker sochna bhi jurm hai........
aasmaan der aasmaan asraar ki pertein hata ker jhankna bhi jurm hai......
kiun bhi kehna jurm hai
kaise bhi kehna jurm hai
saans leine ki aazadi muyasser hai mager.....
zinda rehne ke liye kuch aur bhi derkaar hai......
aur is "kuch aur bhi" ka tazkaraa bhi jurm hai.....
zindagi ke naam per bus aik inaayat chahiye....
mujhe in jaraaim ki ijaazat chaahiye....
mujhe in saare jaraaim ki ijaazat chaahiye.....
Last edited by ummid; 19 February 2007, 13:52.
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by ummid View Postzindagi ke jitne derwaaze hain, mujh per band hain....
dekhna......hadd e nazar se aage barh ker dekhna bhi jurm hai.....
sochna......apne yaqeenon se nikal ker sochna bhi jurm hai........
aasmaan der aasmaan asraar ki pertein hata ker jhankna bhi jurm hai......
kiun bhi kehna jurm hai
kaise bhi kehna jurm hai
saans leine ki aazadi muyasser hai mager.....
zinda rehne ke liye kuch aur bhi derkaar hai......
aur is "kuch aur bhi" ka tazkaraa bhi jurm hai.....
zindagi ke naam per bus aik inaayat chahiye....
mujhe in jaraaim ki ijaazat chaahiye....
mujhe in saare jaraaim ki ijaazat chaahiye.....
Achhi nazam hai - per purani!
Ab larkiyon ko apney is hisaar sey khud nikalna hai - warna society aap ko nahin nikalney dey gi - himmat hai to apni zindagi jiyo - phir dekho apni zindagi jeeney ka kya mazzah hai...tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Masood View PostAchhi nazam hai - per purani!
Ab larkiyon ko apney is hisaar sey khud nikalna hai - warna society aap ko nahin nikalney dey gi - himmat hai to apni zindagi jiyo - phir dekho apni zindagi jeeney ka kya mazzah hai...
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Masood View PostAta hai aisa dor bhi aata hai magar woh kya hai keh jab khud sey kisi baat ka ilm na ho to ussey biyaan karna to mushkil ho hi jata hai - aik ajeeb sey waitingboard chaspaan ho jata hai keh just wait and watch - what is gonna happen - aakhir kaar chacha Ghalib thek hi kehta hai:
Ho rahey gi kuchh na kuchh ghabraein kya"All I have learned from Life is that I know nothing."
Comment
Comment