Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: 'Express yourself'

    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
    yup and I like this emoticon very much...it's so shweet na full of innocence


    kher esa he hai k next to nothingness may be nothing lakin ye jan'ne k baad phir esa kiya hai jo insan ko restless rakhta hai. I mean jo log life ko aik different perspective sey dekhte hain woh kehte hain k Fana hona sirf ye nahin k zindagi khatam ho jaye..zinda rehte huwe bhi log fana hote hain...Fana hona tou aik nae zindagi ki shrooaat hai tou ham jesey limited ilm rakhney walon ko kese maloom ho k ye zindagi kahan khatam ho rahi hai aur nae ki shrooaat kahan say ho rahi hai( yahan zindagi means Phases os life)
    maloom nahin ham apni baat sahi tarah keh paye hain ya nahin :blush:
    aap apni baat bilkul theek keh rahi ho leykin meyrey liye ye bohot ziada hai :D

    Zinda rehtey huye fana hona? aur is key baad nai zindagi ki shuruat?

    kya ye is tarhan hai key apni zaat ko fana ker deyna ??

    Rida ney barha payara Sawal poocha hai zaat key hawaley sey

    http://pegham.com/showthread.php?t=21981

    ab lala aap ye btao key aap key nazdeeg zaat ko fana kerney sey yahi muraad hai ? ya kuch aur hai?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • Re: 'Express yourself'

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
      :dt:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • Re: 'Express yourself'

        Originally posted by Me Here View Post
        abhi feeling ajeeb sa......
        life bhi ajeeb hai.......jab regular days bussy hoty hain to long weekend ka intizar rehta hai or jab chutti a jae to sab kamon ko sameit lene k baad bhi satisfaction nahi hooti......wo kaam jo buhat arse se bikhre the........

        or aj kal bus ajeeb c ik uljhan n me here.......:)
        wish you luck:rose


        issi liye zindagi masroof masroof rahey to maza ata hai :D
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • Re: 'Express yourself'

          gosh I wish hamara buchpan wapis aa jaye. I dont like this rational life. wanna be a child again jis ki apni he aik choti si dunya thi..kash...
          "All I have learned from Life is that I know nothing."




          Comment


          • Re: 'Express yourself'

            Originally posted by yellowsky View Post
            wish you luck:rose


            issi liye zindagi masroof masroof rahey to maza ata hai :D
            Thx:)

            nopes tab bhi maza nahi aata:blush:

            ise kehte hain NA SHUKRE HUM:kr:

            Comment


            • Re: 'Express yourself'

              Originally posted by Gul-e-Lala View Post
              gosh I wish hamara buchpan wapis aa jaye. I dont like this rational life. wanna be a child again jis ki apni he aik choti si dunya thi..kash...
              nahi na lala

              bachon pey barha hi zulm hota hai aur sab sey barha zulm 8h30 so jao :(

              sochein ye bhi koi zndagi thi bachpan mey.......
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • Re: 'Express yourself'

                Originally posted by yellowsky View Post
                aap apni baat bilkul theek keh rahi ho leykin meyrey liye ye bohot ziada hai :D

                Zinda rehtey huye fana hona? aur is key baad nai zindagi ki shuruat?

                kya ye is tarhan hai key apni zaat ko fana ker deyna ??

                Rida ney barha payara Sawal poocha hai zaat key hawaley sey

                http://pegham.com/showthread.php?t=21981

                ab lala aap ye btao key aap key nazdeeg zaat ko fana kerney sey yahi muraad hai ? ya kuch aur hai?
                thankoo Xenya aur hamara sawal bhi more or less Rida wala he hai. kash koi jawab dey dey .
                ham aaj kal aik ajeeb phase mein say guzer rahey hain. dekhen na aik waqt hota hai insan apni zindagi mein aagey bherrna chahta hai uss k kuch goals and targets hote hain .aur jab uss ko lagta hai k sab kuch tou hasil ker liya ab aagey kiya karey..ye woh waqt hai jab esi feelings aap ko tang kerti hain. life per aik intertia sa chaa jata hai aur phir dhyan uss taraf nikalta hai jis ko ham zindagi ki struggle mein itni ehmiyat nahin dey paatey hain k kiya maqsad hai hmarai zaat ki takhleeq ka..sirf ye k barrey ho, zindagi mein eham maqam hasil karo aur bus. yahan aa ker sochon ko full stop lag jata hai k ab kiya karen.
                anyways ham ney shayed aap ko bhi bore ker diya. lakin ager aap ko Rida k poochey gaye sawal ka jawab mile tou humain bhi bataye ga. thankooo for ur patience
                "All I have learned from Life is that I know nothing."




                Comment


                • Re: 'Express yourself'

                  Originally posted by yellowsky View Post
                  nahi na lala

                  bachon pey barha hi zulm hota hai aur sab sey barha zulm 8h30 so jao :(

                  sochein ye bhi koi zndagi thi bachpan mey.......
                  han ye tou waquii zulm hai lakin Xenya ji buchey kahan es zulm ko mantey hain bey shak bed per chaley tou jatey hain sona na sona unn ki apni merzi :) aur ye bhi tou dekhen na kitna maza aata hai zindagi twetey, scooby doo , pink panther aur garfield k aagey peechey he ghoomti rehti hai. fiker na faqa :)
                  "All I have learned from Life is that I know nothing."




                  Comment


                  • Re: 'Express yourself'

                    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                    thankoo Xenya aur hamara sawal bhi more or less Rida wala he hai. kash koi jawab dey dey .
                    ham aaj kal aik ajeeb phase mein say guzer rahey hain. dekhen na aik waqt hota hai insan apni zindagi mein aagey bherrna chahta hai uss k kuch goals and targets hote hain .aur jab uss ko lagta hai k sab kuch tou hasil ker liya ab aagey kiya karey..ye woh waqt hai jab esi feelings aap ko tang kerti hain. life per aik intertia sa chaa jata hai aur phir dhyan uss taraf nikalta hai jis ko ham zindagi ki struggle mein itni ehmiyat nahin dey paatey hain k kiya maqsad hai hmarai zaat ki takhleeq ka..sirf ye k barrey ho, zindagi mein eham maqam hasil karo aur bus. yahan aa ker sochon ko full stop lag jata hai k ab kiya karen.
                    anyways ham ney shayed aap ko bhi bore ker diya. lakin ager aap ko Rida k poochey gaye sawal ka jawab mile tou humain bhi bataye ga. thankooo for ur patience
                    Lala mey ney aeysey insaano ko kabhi nahi deykha jin ko lagta hai key unhon ney apni zindagi mey sab kuch hasil ker liya hai :)

                    meyrey lihaaz sey aeysey log bohot lucky hon gey phir
                    Insaan bohot ziada restless ya yun keh lein key insaan hamesha sey hi khoob sey khoob tar ki talash mey rehta hai aur us ki zindagi ka safar issi talash mey tamaam ho jata hai

                    meyrey nazdeeq her target achieve kerney key baad wo khud ba khud naye targets ko janam deyta hai

                    now ur main Q

                    Kya maqsad hai hamari takhleeq ka?

                    yahi key hum apni zindagi aeysey jiyein key jab inshAllah hum Allah key paas jayein to apney Rab key saamney mey hamein kisi kisam ki koi sharmindagi na ho

                    Allah T'ala dont likes wasteful ppl.......ab ye sab hum pey hai key hum apna waqt kis tarhan manage kertey hein


                    and in the end mey sawalaat sey bore bilkul nahi hoti :D
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • Re: 'Express yourself'

                      Originally posted by yellowsky View Post
                      Lala mey ney aeysey insaano ko kabhi nahi deykha jin ko lagta hai key unhon ney apni zindagi mey sab kuch hasil ker liya hai :)

                      meyrey lihaaz sey aeysey log bohot lucky hon gey phir
                      Insaan bohot ziada restless ya yun keh lein key insaan hamesha sey hi khoob sey khoob tar ki talash mey rehta hai aur us ki zindagi ka safar issi talash mey tamaam ho jata hai

                      meyrey nazdeeq her target achieve kerney key baad wo khud ba khud naye targets ko janam deyta hai

                      now ur main Q

                      Kya maqsad hai hamari takhleeq ka?

                      yahi key hum apni zindagi aeysey jiyein key jab inshAllah hum Allah key paas jayein to apney Rab key saamney mey hamein kisi kisam ki koi sharmindagi na ho

                      Allah T'ala dont likes wasteful ppl.......ab ye sab hum pey hai key hum apna waqt kis tarhan manage kertey hein


                      and in the end mey sawalaat sey bore bilkul nahi hoti :D
                      u are absolutely right Xenya. insan kabhi bhi mutmain nahin hota lakin shayed ham baat sahi tarah say keh nahin paye. hamare kehney ka matlab ye tha k aik asooda haal zindagi guzarney k liye jo kuch chahye hota hai jab insan k pass woh sab aa jaye tou next target kiya hona chahye? this is something to do with that feeling of nothingness. aur ye relate kerta hai aap k reply k second part k sath..ham aap k reply say 110% agree kerte hain. ham asal mein uss clan ko depth study kerna chahte hain jo majaz say haqeeqat ki taraf jate hain.pata nahin kiya hai ye sab gorakh dhanda. thankooo so much anyways for ur help:). her baar humain aik niya point mil jata hai sochney ko :)
                      "All I have learned from Life is that I know nothing."




                      Comment


                      • Re: 'Express yourself'

                        @ topic

                        mey aaj bol hi nahi sakti hun
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • Re: 'Express yourself'

                          ^^ you are always welcome lala :rose
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • Re: 'Express yourself'

                            thankoo Xenya

                            kabhi kabhi mushkil nazer aney wala kaam kitni asani sey ho jata hai aur aasan kaam nimtaney mein ghanton lag jate hain :(
                            "All I have learned from Life is that I know nothing."




                            Comment


                            • Re: 'Express yourself'

                              aj chutta tha uni se:)
                              maza aya day kaafi relaxed sa tha + buhat se kam kerne the wo.........:pagal: abhi nahi kiye:blush: thori deir tak karoon gi :insha: :eye: or phir kaafi kuch plan kera....:shh: us per amal.......ummmmmm:blush: bhi karoon gi :insha: .......or studies bhi kerni hain or bhi kaafi kuch:blush: sab karoon gi :insha:
                              aj sab kuch pyara lag raha hai:blush: or accha bhi:blush: or refreshing bhi:blush:

                              Comment


                              • Re: 'Express yourself'

                                Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                                thankoo Xenya

                                kabhi kabhi mushkil nazer aney wala kaam kitni asani sey ho jata hai aur aasan kaam nimtaney mein ghanton lag jate hain :(
                                make sure hum asaan nazar aaney waley kaam ko bhi itni hi attention dey rahey hein jitney mushkil kam ko :thmbup:
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X