Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: 'Express yourself'

    Originally posted by snobbish View Post
    :khi:
    :slap: chal hat Allah karey kabhi tujh per bhi aisa din aaey keh neend ki goli khaa ker soyey huwey ho aur phri bhi utha diya jaey
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • Re: 'Express yourself'

      Originally posted by Masood View Post
      :slap: chal hat Allah karey kabhi tujh per bhi aisa din aaey keh neend ki goli khaa ker soyey huwey ho aur phri bhi utha diya jaey

      Yarr teri story sun kar mujy apna college time yaad ah giya jub mien apny doston say masti karta tha ......kaam mien khud karta tha aur passa dost ko deta tha par jawab mien vo b kam nahi karty thy ....par acha tha vo waqat bi ....jub b vo dost milty hain mujy aachy say milty hain ...kabhi bholy nahi ...

      aur mujy nieed ati hi nahi tu soonon ga kiya ..:D

      Comment

      • Re: 'Express yourself'

        Originally posted by snobbish View Post
        Yarr teri story sun kar mujy apna college time yaad ah giya jub mien apny doston say masti karta tha ......kaam mien khud karta tha aur passa dost ko deta tha par jawab mien vo b kam nahi karty thy ....par acha tha vo waqat bi ....jub b vo dost milty hain mujy aachy say milty hain ...kabhi bholy nahi ...

        aur mujy nieed ati hi nahi tu soonon ga kiya ..:D
        college ka zamana hota hai aisa hai keh masti aur mazzah - lekin yahan ki life bohat tough hai aur us per ghazab yeh keh neend bhi nahin aati - aisey aankho mein raat guzarti hai majbooran goli khani pari aur phir phone per phone :(
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • Re: 'Express yourself'

          Originally posted by Masood View Post
          college ka zamana hota hai aisa hai keh masti aur mazzah - lekin yahan ki life bohat tough hai aur us per ghazab yeh keh neend bhi nahin aati - aisey aankho mein raat guzarti hai majbooran goli khani pari aur phir phone per phone :(
          tujy kis nay kha tha apni molaak chord .....aur goliyaan kha kar b agar tujy nieed nahi ati tu ye ulu ko b esa hota hai ......khaien tu ....hehehehe

          chal koi nahi kaam tu ab karna hi hai na kaam kay siwa life b tu nahi aur agar kaam nahi kare ga tu bachye rooti kapdra makaan ye kese poori kary ga ....

          college ka time tu real mien masti wala tha university mien b kaam nahi ki par abb tu life hi ek school college university ban gayi.......lakien huclhul abi kaam nahi karty hum dost bus get togehter ka moqa mily saahi :D

          Comment

          • Re: 'Express yourself'

            Originally posted by snobbish View Post
            tujy kis nay kha tha apni molaak chord .....aur goliyaan kha kar b agar tujy nieed nahi ati tu ye ulu ko b esa hota hai ......khaien tu ....hehehehe

            chal koi nahi kaam tu ab karna hi hai na kaam kay siwa life b tu nahi aur agar kaam nahi kare ga tu bachye rooti kapdra makaan ye kese poori kary ga ....

            college ka time tu real mien masti wala tha university mien b kaam nahi ki par abb tu life hi ek school college university ban gayi.......lakien huclhul abi kaam nahi karty hum dost bus get togehter ka moqa mily saahi :D
            kabhi kabar insaan majboori key tehat apna mulk to kya duniya bhi chhorr jata hai - jab halaat, waqeyat aur feelings talkh ho jaein to bohat kuchh ho jata hai.. Aur kaam sey :alhamd: kabhi jaan nahin chhuraiii - kaam mein itminaan hai aur aisi khushi hai keh zindagi ka asal mazzah hi kaam mein aata hai ... college ka zamana main ney mastiyaan kartey huwey enjoy to nahin kiya keh meri kuchh problems hain keh mastiyaan nahin kar paya magar enjoy zaroor kiya tha aur yaadgar tha ..
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • Re: 'Express yourself'

              Loagon nay apnay muqabil maujood loagon ko insaaan samajhna chor diya hai
              Is daur mein jisay bhi thora ikhtiyar mil jata hai who khud ko fir-oon samajhnay lagta hai
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment

              • Re: 'Express yourself'

                Originally posted by Rida View Post
                Loagon nay apnay muqabil maujood loagon ko insaaan samajhna chor diya hai
                Is daur mein jisay bhi thora ikhtiyar mil jata hai who khud ko fir-oon samajhnay lagta hai

                App perveez musharaf ki baat tu nahi kar rai ho na :D

                  Mien samaj sakta hoon teri baat ko.....

                  Aacha Allah tuj ko tere har kaam mien kamyaab kary .....

                  yarr tu itna boar kyun hai :D

                  apni tensions ko apny uppar hawi na hony diya kar aur tension kaam aur kaam ziyada kiya kar prob har ek ki life ka hisa hai ....aur ye prob na hoon tu life b tu bekhaar hoti hai ....koi nahi jub mily ga mujy tu tere saath masti karoon ga tu tera bejha theek ho jaye ga :D

                  Comment

                  • Re: 'Express yourself'

                    Originally posted by Rida View Post
                    Loagon nay apnay muqabil maujood loagon ko insaaan samajhna chor diya hai
                    Is daur mein jisay bhi thora ikhtiyar mil jata hai who khud ko fir-oon samajhnay lagta hai

                    Badluck girls main ney isi baat per kuchh kehna hai GTG mein magar aap dono to nahn sun pao gi na :p
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • Re: 'Express yourself'

                      Originally posted by snobbish View Post
                      App perveez musharaf ki baat tu nahi kar rai ho na :D
                      aaj kal her kahas-o-aaam ka yehi haal hai.....apny ird gird dekhaiye ap ko nazar aajein gay aisay loag..........

                      For New Designers
                      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                      Comment

                      • Re: 'Express yourself'

                        Originally posted by Rida View Post
                        aaj kal her kahas-o-aaam ka yehi haal hai.....apny ird gird dekhaiye ap ko nazar aajein gay aisay loag..........

                        be yourself....and contentment with yrself .....kisi ko maat deakho balky jo esa karty hain un ko daroosat life spend karny ko bolo..ho sakta app ki vo ek baat us ki life change kar day .....Allah hum ko ko uncha moqam day ...Ameen !

                        Comment

                        • Re: 'Express yourself'

                          Originally posted by Masood View Post
                          Badluck girls main ney isi baat per kuchh kehna hai GTG mein magar aap dono to nahn sun pao gi na :p
                          tu kia howaa......:lpop:
                          aap wahan ka saara ahwaal tu humain sunaaen gay naa...:)
                          aur woh saari batain bhi...hum PG per parh lain gay :rose

                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment

                          • Re: 'Express yourself'

                            main kabhi kabhar sochti hooon.....aik woh loag hain....jo sarak per haar gajray baich kar pen....pencil,files ,folders baich kar guzara kartay hain....(kaisay?)
                            aur aik woh hain jin ki salaery 20,000 bhi hoti hai tu bhi woh mulk choar kar bahar aur zyada kamanay ki gharz say chalay jatay hain....

                            zayada milta hai tu aur zyada ki hawis mein mubtila ho jataya hain.......
                            Last edited by *Rida*; 13 January 2007, 10:18.
                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment

                            • Re: 'Express yourself'

                              Originally posted by Rida View Post
                              main kabhi kabhar sochti hooon.....aik woh loag hain....jo sarak per haar gajray baich kar pen....pencil,files ,folders baich kar guzara kartay hain....(kaisay?)
                              aur aik woh hain jin ki salaery 20,000 bhi hoti hai tu bhi woh mulk choar kar bahar aur zyada kamanay ki gharz say chalay jatay hain....

                              zayada milta hai tu aur zyada ki hawis mein mubtila ho jataya hain.......:rolleye:
                              mien is par bhuat behass kar sakta hoon ye mera fav topic hai poitics ...i luv it

                              par baad mien bataoo ga app ko is bare mien
                              bus ek baat sooch loo aur samaj lo Allah jo karta hai behtar karta hai is mien is ki koi na koi hakmaat hoti hai aur vo wohi janta hai

                              Comment

                              • Re: 'Express yourself'

                                be yourself....and contentment with yrself .....kisi ko maat deakho balky jo esa karty hain un ko daroosat life spend karny ko bolo..ho sakta app ki vo ek baat us ki life change kar day .....Allah hum ko ko uncha moqam day ...Ameen !
                                aap apnay boss ko samjha saktay hain....:mm:

                                mien is par bhuat behass kar sakta hoon ye mera fav topic hai poitics ...i luv it

                                par baad mien bataoo ga app ko is bare mien
                                bus ek baat sooch loo aur samaj lo Allah jo karta hai behtar karta hai is mien is ki koi na koi hakmaat hoti hai aur vo wohi janta hai
                                i hate politics.....
                                kuch experiences say ALHAMDOLILLAH....yeh baat achi tarah samajh aa chuki hai.....
                                Wasif Ali Wasif ka yeh jumla mairay liye mashal-e-rah ban gaya hai..."jo kuch bhi hota hai ALLAH TALAA karta hai .aur ALLAH TALA humesha behter karta hai.......
                                mairay khaya mein ALLAH TALAA per yaqiin isi jumlay kay saaath mazboot hota hai.....
                                chahay bazahir kuch humain bura lagay....lakin aagay chal kar woh humaray liye buht beneficial hota hai...
                                aik experience hai jab main nay socha tha keh zindgi main kabhi nahin bhol paaon gi.....agar kuch kar nahin paai tu...aur bad mein ALLAH ka shukar ada karti hoon...keh main nakam ho gai thi....ALHAMDOLILLAH
                                For New Designers
                                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                                Comment

                                Working...
                                X