Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Explain your Routine Feelings ..

    Originally posted by ummid View Post
    aisa kuch nahi... Insaan ko mausam ke mutabiq nahi chalna chahiye.. balke apne hisse ka soraj khud ugana chahiye.. hum nahi haarte kabhi :alhamd: .. Allah bhi halat se muqablah karne waalon ka saath deta hai.. doobna jub tay hi hai tu haath pair hilaye bagai kyun doobein.. just try.. ager kamyab hoye tu zindagi ki nai raahein hongi.. aur ager mar gaye tu kum az kum is dukh se tu bachein raheinge ke aik koshish ki hoti... dont mind.. yeh sub aap ko nahi kaha.. jisey sumjhana chah rahe hain woh sumjh gaye honge...
    aap khush rhaiye humesha...:rose


    ager mujhe nahin kaha chanda to aap kis ko samjhana charahee thein?
    khair kaha to tum ne durust sabh ...mein bhi yahee sochtee thi aur hoon
    lkein vo kia hai na ke akhir to insaan hoon larte lartee marte marte
    kabhee kabhee thak kar bas kaheen gum hone ka dil karta hai aur bus
    .....khush raho ummi jani :hug:
    If Allah brings you to it, He will bring you through it.

    Happy moments, praise Allah.
    Difficult moments, seek Allah.
    Quiet moments, worship Allah.
    Painful moments, trust Allah.
    Every moment, thank Allah.



    Comment


    • Re: Explain your Routine Feelings ..

      Originally posted by NaQsh View Post
      ager mujhe nahin kaha chanda to aap kis ko samjhana charahee thein?
      khair kaha to tum ne durust sabh ...mein bhi yahee sochtee thi aur hoon
      lkein vo kia hai na ke akhir to insaan hoon larte lartee marte marte
      kabhee kabhee thak kar bas kaheen gum hone ka dil karta hai aur bus
      .....khush raho ummi jani :hug:
      aap bhi khush rahiye humesha..:rose

      Comment


      • Re: Explain your Routine Feelings ..

        kai baar barri shidat sey ehsas hota hai k ham zindagi nahi guzartey bulkey zindagi humain guzarti hai apni merzi say :(
        "All I have learned from Life is that I know nothing."




        Comment


        • Re: Explain your Routine Feelings ..

          Originally posted by Gul-e-Lala View Post
          kai baar barri shidat sey ehsas hota hai k ham zindagi nahi guzartey bulkey zindagi humain guzarti hai apni merzi say :(
          nah...i zindagi hume usi waqt guzarti hai jub hum usey ijazat de....

          Comment


          • Re: Explain your Routine Feelings ..

            Originally posted by ummid View Post
            nah...i zindagi hume usi waqt guzarti hai jub hum usey ijazat de....
            lakin kai baar zindagi ko esa kerney k liye ijazat ki zaroorat nahi hoti dear :)
            "All I have learned from Life is that I know nothing."




            Comment


            • Re: Explain your Routine Feelings ..

              Originally posted by Gul-e-Lala View Post
              lakin kai baar zindagi ko esa kerney k liye ijazat ki zaroorat nahi hoti dear :)
              shaid aap sahi kaih rahe hain... per ise apni man maani karne dena bhi tu sahi nahi na..

              Comment


              • Re: Explain your Routine Feelings ..

                Originally posted by ummid View Post
                shaid aap sahi kaih rahe hain... per ise apni man maani karne dena bhi tu sahi nahi na..
                bilkul zindagi ko man mani kerne ki ijazat nahi deni chahye but kiya hai na k akser jab ye apna rang dikha chukti hai tab maloom hota k shayed es change ko resist kiya ja sakta hai. yehi tou Zindagi hai sweet lady... Aik Paheli.. atleast ham tou akser es paheli ko samjh nahi patey..ho sakta hai weakness hamari apni zaat mein he ho..baqyun ko zindagi paheli na lagti ho :)
                "All I have learned from Life is that I know nothing."




                Comment


                • Re: Explain your Routine Feelings ..

                  Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                  bilkul zindagi ko man mani kerne ki ijazat nahi deni chahye but kiya hai na k akser jab ye apna rang dikha chukti hai tab maloom hota k shayed es change ko resist kiya ja sakta hai. yehi tou Zindagi hai sweet lady... Aik Paheli.. atleast ham tou akser es paheli ko samjh nahi patey..ho sakta hai weakness hamari apni zaat mein he ho..baqyun ko zindagi paheli na lagti ho :)
                  such poochiye tu hume fursat nahi ke zindagi per baith ker kuch soochein... sirf itna jaante hain ke yeh bhi school mein ghool ker pilaya gaya tha ke zindagi mein jid-w-jahed aakhri sans tak karni chahiye... waqt khud nahi badlta isey badalna perta hai... aur ager aap waqt ko badlna jaante hain tu zindag ko jeet sakte hain...:)

                  Comment


                  • Re: Explain your Routine Feelings ..

                    Originally posted by ummid View Post
                    such poochiye tu hume fursat nahi ke zindagi per baith ker kuch soochein... sirf itna jaante hain ke yeh bhi school mein ghool ker pilaya gaya tha ke zindagi mein jid-w-jahed aakhri sans tak karni chahiye... waqt khud nahi badlta isey badalna perta hai... aur ager aap waqt ko badlna jaante hain tu zindag ko jeet sakte hain...:)
                    Allah kare k aap ko kabhi zindagi ki philosophy per es tarah ghore kerney ki zaroorat he pesh na aaye(ameen)
                    baat ye hai dear k jab tak saans hai Jid-o-jehad kerna insani fitrat hai aur bhot kam esay hote hain jo struggle nahi kerte... lakin aik baat kahon aap say.. kitabon main likhi her baat halat k paimaney ko maap nahi sakti..practical life is much different, reality is much bitter. baher hal aham bhi es baat per yaqeen rakhtey hain k struggle can bring revolution :)
                    "All I have learned from Life is that I know nothing."




                    Comment


                    • Re: 'Express yourself'

                      mein kia express karon apni haalat...do din honay ko he ser se derd khatam nahi ho rahi
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: Explain your Routine Feelings ..

                        Originally posted by Xenya View Post


                        kyun key ......pata nahi :donno:
                        aur bilkul khairiat hai :)



                        btw Is thread ka title kis ney change kiya ????

                        not me ................ I atleast have manners to take ititiave of asking from concerned person :)
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: 'Express yourself'

                          Abi bhi ser mein derd he aur us per aik shadi pe janay ki teyaariyaan ho rai hein...mood bhi aaj subhu se bus so so he
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: 'Express yourself'

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Abi bhi ser mein derd he aur us per aik shadi pe janay ki teyaariyaan ho rai hein...mood bhi aaj subhu se bus so so he

                            :mm: ya larkay shadiyon per ja kar kiya kartay hain..bari souchanable baat ha:hhh:

                            Comment


                            • Re: Explain your Routine Feelings ..

                              Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                              not me ................ I atleast have manners to take ititiave of asking from concerned person :)
                              No worries dear.....you manage this sec. may be thats y i put my query in replying you :)
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • Re: Explain your Routine Feelings ..

                                Originally posted by Xenya View Post
                                No worries dear.....you manage this sec. may be thats y i put my query in replying you :)
                                Iska pehla naam kiya tha? :mm:
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X