Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: 'Express yourself'

    Originally posted by sumera View Post
    hahh....hamari aaj ki kahaani kuchh dard naak hay
    :hehe:

    i enjoy your kahaniyaN always :D

    pata hai kya kitchen mey kabhi bhi koi cheez chahey oven mey rakho ya stove pey ..idher udher nahi hona chahiye.....aur tv aur pc per to kabhi nahi aana chahiye warna us cheez ka berha gharq hi hota hai :khi:

    mey akser kuch na kuch rakh ker Pegham aati hun aur yahan aa ker time ka pata nahi chalta hai aur wo ............beychari cheez kabhi to jalney key kareeb aa jati hai aur kabhi ........"faut" ho jati hai :hehe:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • Re: 'Express yourself'

      Originally posted by aquari View Post
      Aksar hum apney under k karb ko aisey hi muskurahato main chupatey hai kunk app ki udassi sey koi pyar nahi krta ...samney wala 1-2bar app pr tars khaa kr app ka roona suney ga pr phir zayda dair tak saathnahi chal paye gaa yeh afsanwai baatain hai k koi app ghamoo ko samit kr app ko chahyee asl zindagi main hr koi hastey muskuratey howey chehrey dekhna chahta haii :)
      aeysa hi hota hai .....:D

      aur waisey bhi Aquari ...agar hum apney problems pey sochtey rahein sochtey rahein....pareyshan hotey rahien to wo mazeed barh jatey hein kam honey ki jaga

      aur Udassi sirf apney tak mehdood is liye bhi rakhni chahiye key aaj key daur bohot kam log aap ki udassiyaN waqai suntey hein :) warna ........you know wat i want to say......

      Khush Raho :rose
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • Re: 'Express yourself'

        Originally posted by yellowsky View Post
        :hehe:

        i enjoy your kahaniyaN always :D

        pata hai kya kitchen mey kabhi bhi koi cheez chahey oven mey rakho ya stove pey ..idher udher nahi hona chahiye.....aur tv aur pc per to kabhi nahi aana chahiye warna us cheez ka berha gharq hi hota hai :khi:

        mey akser kuch na kuch rakh ker Pegham aati hun aur yahan aa ker time ka pata nahi chalta hai aur wo ............beychari cheez kabhi to jalney key kareeb aa jati hai aur kabhi ........"faut" ho jati hai :hehe:

        :hehe:
        good going...:thmbup:

        :D

        meri behn ka bhe yehe haal hy...
        bus usko khabar he nhi rehti ky kya kar rhi thi..:khi:

        abhi kal bhee mohterma nay aik karnama anjaam diya hy..:hehe::shh:

        Comment

        • Re: 'Express yourself'

          kal raat hum spicy cheezin kha kar soiy thay:lpop:

          raat ky kisi pehr hum ko payaas lagi....but uthny ki zehmat nhi ki:D
          socha sobha ammi gee ko kahoon gi k paani chahiy..

          but howa ye k hum ny raat ko he 4 glass water pee liya..."Khawaab main":D

          sobha pani ka yaad aya to payaas nhi thi....
          bcoz hum to 4 glass water pee chokay thay na.....KHAWAAB main...:wk

          :hehe: :hehe:

          Comment

          • Re: 'Express yourself'

            Originally posted by miss sng View Post
            kal raat hum spicy cheezin kha kar soiy thay:lpop:

            raat ky kisi pehr hum ko payaas lagi....but uthny ki zehmat nhi ki:D
            socha sobha ammi gee ko kahoon gi k paani chahiy..

            but howa ye k hum ny raat ko he 4 glass water pee liya..."Khawaab main":D

            sobha pani ka yaad aya to payaas nhi thi....
            bcoz hum to 4 glass water pee chokay thay na.....KHAWAAB main...:wk

            :hehe: :hehe:
            :khi: aap bhi na:tauba
            Finding truth - Finding love
            These diamonds sparkle from lights above

            Lorraine Venner

            Comment

            • Re: 'Express yourself'

              Originally posted by sumera View Post
              ji bilkul theek...
              i believe k yeh God gifted bhi hota hay....hasna hasaana...apnay dukh chhupa kar bhi.....warna boht wqt darkaar hota hay khud ko khud mien chhupaanay k liay....saaloon ki mehnat....tab jaa k yeh hunar aata hy.....kiun k hamaray dukh sukh hamary chehray peh raqam hotay hien.....aur dukh chhupa k chehray peh hansi laanay k liay boht wqt darkaar hota hay......
              aur in 2 batoon k liay meray saamny 2 misaalien bhi hien (jinhien mien sirf apnay aap tak hee rakhoon gi):)
              aik misaal to mere samnay bhi he, lekin mein bhi nahi bataon ga :)
              :thmbup:

              Comment

              • Re: 'Express yourself'

                high blood pressure he, upper 170 ko touch ker gaya he...thoori thoori der mein paani ke chapkay maar raha hon aur 2 disprine bhi khai hein but in vain
                :thmbup:

                Comment

                • Re: 'Express yourself'

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  high blood pressure he, upper 170 ko touch ker gaya he...thoori thoori der mein paani ke chapkay maar raha hon aur 2 disprine bhi khai hein but in vain
                  yaar tu apna check up karwa itni chouti umar mien high blood pressure
                  par tu kiya iss waqat blood kiya pressure cooker mien raakh kar check kar raha :khi:

                  Comment

                  • Re: 'Express yourself'

                    Originally posted by snobbish View Post
                    yaar tu apna check up karwa itni chouti umar mien high blood pressure
                    par tu kiya iss waqat blood kiya pressure cooker mien raakh kar check kar raha :khi:
                    gadhay office mein b.p. apparatus he, pata he na is ka sphygmomanometer ka :tauba
                    :thmbup:

                    Comment

                    • Re: 'Express yourself'

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      gadhay office mein b.p. apparatus he, pata he na is ka sphygmomanometer ka :tauba
                      haan yaar vo hi na jo lamba sa tanda hota aor uss mien ek sanap uppar neeche hota hai jub ek addad gobabbare ko dabate hain :lol use kehte hain na sphygmomanometer

                      Comment

                      • Re: 'Express yourself'

                        maiN nay aik thread aap beeti maiN likha tha kay maiN apnay khandan ka laadla hoon, mery phoppoz bachpan maiN mery gaal nooch nooch kar piyar karti theeN.. aik phoppo ki tabiyat kharab thee.... un ka inteqal hogaya, woh mujh say bohot muhabbat karti theen, aur sirf woh hi mujhay mery bachpan kay nick say bulati theeN, poray khandan maiN sirf woh hi..... main un kay leay ab bhi wohi gool matool sa bach'cha tha... ab koi nahi bulaiy ga mujhay mery nick say.....

                        theek hai yahi sahi, zindgee yonhi chalti hai. jab hum aatay hain to zindgee kay asbaaq humari zindgee kay sath chaltay rehtay hain koi sabaq shoro hota hai to koi khatam.... meri zindgee ka aik chapter bhi close hogaya....
                        That's Enough...!!

                        Comment

                        • Re: 'Express yourself'

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

                          :rose

                            bhot afsos hua. may ALLAH bless her soul in eternal peace and give u ppl patience and courage to bear this irreparable loss(ameen). ye wohi Phuphoo hain jo beemar thein?
                            apno k bichherrne ka dukh (khasosan unn apno ka jo dil k bhot qareeb hun) kitna shadeed hota hai shayed words mein kehna namumkin hai. lakin esi ka naam zindagi hai. aur zindagi ki kitab mein hamain ese he chapters k shru aur khatam hone ko dekhna aur accept kerna hota hai.
                            "All I have learned from Life is that I know nothing."

                            Comment

                            • Re: 'Express yourself'

                              jub exam ho jaate hain tu aisa lagta hai jaise hum phir se zindah ho gaye... lolzz.. her baar exam ka timetable daikhte hi jaan nikal jaati hai... aur exam ke last paper baad wapis bhi aa jaati hai.....:blush:

                              Comment

                              • Re: 'Express yourself'

                                Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                                bhot afsos hua. may ALLAH bless her soul in eternal peace and give u ppl patience and courage to bear this irreparable loss(ameen). ye wohi Phuphoo hain jo beemar thein?
                                apno k bichherrne ka dukh (khasosan unn apno ka jo dil k bhot qareeb hun) kitna shadeed hota hai shayed words mein kehna namumkin hai. lakin esi ka naam zindagi hai. aur zindagi ki kitab mein hamain ese he chapters k shru aur khatam hone ko dekhna aur accept kerna hota hai.
                                yep!

                                kuch log itney kareeb hotey hein key un ko Kho deyney key baad bhi ....ye jaantey huye bhi key wo nahi hien .... matlab yaqeeN hi nahi aata hai key wo NAhi hien ...

                                i lost my nano last year ....poora aik saal sey bhi ziada ho gaya hai ab to aur ab bhi koi masla ho to we are like okay nano ko phone kertey hein ....leykin phir yaad ata hai key wo to nahi hien ....phone karein to kahan....

                                leykin ye haqeeqat hai ..ajeeb si haqeeqat ....hum ney khud bhi to is dunya sey aik din chaley jana hai .....

                                Allah T'ala ham sab key liye dher saari assaniyaN paida karein Ameen!
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X