Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: 'Express yourself'

    zindagi ik safr-e-musalsal hai, intizaar ka aik samundar-e-be'kraan. Jaaney kab is safar ka anjaam ho jaey, jaaney kahan noor ki kiranein phootien, jaaney kahan hijaar ka andhera bharhney lagey - apni hawa mein mast - deewana jiyey jata hai :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: 'Express yourself'

      kuch chizon ko theek karna shaed na mumkinat me se hota he.jab har koshish na kam ho jae to insan kia kare akher?:(

      Comment


      • Re: 'Express yourself'

        yah kin chizoo ke bat ho tahi ha...?
        sigpic

        Comment


        • " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • Re: 'Express yourself'

            yah her kesi ke kismat ma nahi lekha aur pahlay darvazay ka samna kharay rahnay ke waja yah ha ka hum na usi dar sa apni sari umeeday lagai hoti haan aur jab wo dar band ho jata ha to hamay us ke bahot takleef hote ha aur hum ma sa kush us takleef ko bardasht nahikar patay aur anjanay ma us der per kahray rahtay haan...
            hum es duran aur bahot sa dar khulay miltay haan lakin hum un ke taraf dehan nahi da patay jab tak ka koi hamay samjana wala nahi milta.... aur us ma sa kush asay log hotay haan jin ko guide karnay wala mil jata ha warna bahot sa loge to usi der ke aas pa sari zindgi guzar datay haan...
            sigpic

            Comment


            • Re: 'Express yourself'

              ese hi bilawaja jeeay chale jana bhi sometime bore kar deta he:mm:

              Comment


              • Re: 'Express yourself'

                Originally posted by hamzad View Post
                ese hi bilawaja jeeay chale jana bhi sometime bore kar deta he:mm:
                Is tarah ki baatein kerna waqee bore ker deta he :khi:
                :thmbup:

                Comment


                • Re: 'Express yourself'

                  Kaam karney walon key liye school bench per bethna bohat mushkil ho jata hai, is ka andaza in teen dino mein ho raha hai. Mera aaj business course per teesra din hai aur itni sakht boriyat ho rahi hai keh ji chahta hai sangal torra ker bhaag nikloon, magar yeh course to mukamil karna hi hai na
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: 'Express yourself'

                    Originally posted by Masood View Post
                    Kaam karney walon key liye school bench per bethna bohat mushkil ho jata hai, is ka andaza in teen dino mein ho raha hai. Mera aaj business course per teesra din hai aur itni sakht boriyat ho rahi hai keh ji chahta hai sangal torra ker bhaag nikloon, magar yeh course to mukamil karna hi hai na
                    To kia unhon ne tumhein sangal se baandha hua he
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: 'Express yourself'

                      Originally posted by Masood View Post
                      Kaam karney walon key liye school bench per bethna bohat mushkil ho jata hai, is ka andaza in teen dino mein ho raha hai. Mera aaj business course per teesra din hai aur itni sakht boriyat ho rahi hai keh ji chahta hai sangal torra ker bhaag nikloon, magar yeh course to mukamil karna hi hai na


                      khair ap asa bhi muskil nahi hota :mm:
                      per ap kay liya muskil is liya ho raha hoga kiun kah school bench per ap poray nhi a paray hongay :tasali: App un se khaiya na ap ko 4 bench mila kar aik chair bana day jes per ap poray asakay:kr::kr::kr::kr:

                      Comment


                      • Re: 'Express yourself'

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Is tarah ki baatein kerna waqee bore ker deta he :khi:
                        may b u r righr:khi:lekin kabhi kabhi dil chahta he insan bas sab kuch chor char kahin door chala jae serf apni marzi se jeay tarzan ki tarah:D

                        Comment


                        • Re: 'Express yourself'

                          Originally posted by hamzad View Post
                          may b u r righr:khi:lekin kabhi kabhi dil chahta he insan bas sab kuch chor char kahin door chala jae serf apni marzi se jeay tarzan ki tarah:D
                          wo to theek he lekin larkiyaan Tarzan to nahi ho saktein na :khi:

                          Chalein aap sialkot aaiye, mein aap ko sikhaon ga ke motor cycle agla pahiya utha ke kese chalai jati he :khi:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: 'Express yourself'

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            wo to theek he lekin larkiyaan Tarzan to nahi ho saktein na :khi:

                            Chalein aap sialkot aaiye, mein aap ko sikhaon ga ke motor cycle agla pahiya utha ke kese chalai jati he :khi:
                            u ...............................

                            Comment


                            • Re: 'Express yourself'

                              Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                              u ...............................
                              u kia...daro nahi aagay boolo :comfort:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: 'Express yourself'

                                Originally posted by *Fari* View Post
                                khair ap asa bhi muskil nahi hota :mm:
                                per ap kay liya muskil is liya ho raha hoga kiun kah school bench per ap poray nhi a paray hongay :tasali: App un se khaiya na ap ko 4 bench mila kar aik chair bana day jes per ap poray asakay:kr::kr::kr::kr:
                                :kr: yeni masood ka or tumhara same haal hia:khi:

                                Comment

                                Working...
                                X