Re: 'Express yourself'
yahan itni baarishein ho rahi hai ke bus..:dance:.. gazab ka mosam howa hai...
aur aise climate mein college jana... no way.:na:.. so chutti maari.. aur ab frndz ke saath sair ka iradah kiya hai....:blush:
yahan itni baarishein ho rahi hai ke bus..:dance:.. gazab ka mosam howa hai...

Comment