Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    Tu jo naheen hai to kuch bhi naheen hai
    Ye mana k mehfil jawan hai haseen hai

    Wo aain na aain jamme hain nigaheen
    Sitaroon ne dekheen hain jukh jukh k raheen
    Sitaroon ne dekheen hain jukh jukh k raheen
    Yeh dil badgumaan hai nazar ko yaqeen hai
    Yeh dil badgumaan hai nazar ko yaqeen hai
    Ye mana k mehfil jawan hai haseen hai.

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      Acha to hum chaltey hain
      Acha to hum chaltey hain
      Phir kab milo gay
      Jab tum kaho gay
      Jumairaat ko
      Han haan Aadhi raat ko
      Kahan?
      Waheen jahan Koi aata jaata naheen
      Acha to hum chaltey hain.

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        thehra hai samaan, ham tum hain jahan
        sawan barsey, sadiyaan guzrein
        hathon mein sada yeh haath rahey
        duniya sey sey kaho aawaz na dey
        dekha jab sey tumhein,
        purey huwey,
        geet merey
        aao aisey milein,
        mil key judaa
        hon nah kabhi,
        meet merey
        thehra hai hai samaan
        ham tum hain jahan
        sawan barsey
        sadyaan guzrein
        hathon mein sada
        yeh hath rahein....
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          hum is waqt gulbahar bano ki ye ghazal sun rahay hain

          To kia ye tay k ab umr bhar nahinnnn milna
          to phir umr bhi q, ger tumse nahin milna

          chalo zamanay ki khatir ye jabr bhi seh lein
          chalo zamanay ki khatir ye jabr seh lein
          k ab kabhi jo milay ,toot kar nahin milna
          to phir umr bhi q, ger tumse nahin milnaaaaaa

          To kia ye tay k ab umr bhar nahin milna




          sigpic

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
            hum is waqt gulbahar bano ki ye ghazal sun rahay hain

            To kia ye tay k ab umr bhar nahinnnn milna
            to phir umr bhi q, ger tumse nahin milna

            chalo zamanay ki khatir ye jabr bhi seh lein
            chalo zamanay ki khatir ye jabr seh lein
            k ab kabhi jo milay ,toot kar nahin milna
            to phir umr bhi q, ger tumse nahin milnaaaaaa

            To kia ye tay k ab umr bhar nahin milna



            Chalein ham bhi gulbahar ki ghazal pesh kartey hain

            Jawani zindgani hai, na tum samjhey na ham samjhey
            yeh ik aisi kahani hai, na tum samjhey na ham samjhey

            muhabbat ham ney tum aik waqti shay samjhi samjhi thi
            muhabbat jawedaani hai, na ham samjhey na tum samjhey
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              honton se chhu lo tum
              mera geet amar kar do
              ban jaao meet meray
              mere preet amar kar do

              na umr ki seema ho , na janm ka ho bandhan

              na umr ki seema ho , na janm ka ho bandhan
              jb pyar karay koi, to dekhay kewal mann
              naeey reet chala kar tum , ye reet amar kar do
              sigpic

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                chand bhe dekha , phool bhe dekha
                badal ,bijle .title ,jugno koe nahe aisa
                tera piyaar hai jesaa
                mere aankho ny chuna ha
                tujhy dunya dekh ker

                kis ka chahra ab ma dekho
                tera chahra dekh ker
                mere aankho ny chuna ha
                tujhy dunya dekh ker

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  Kia hua tera waada woh qasam woh iraada
                  Bhooly ga dil jis din tumhain
                  Woh din zindagi ka aakhri din ho ga
                  Kia hua tera waada
                  O kehney waley muj ko faraibi kon faraibi hay yeh bata
                  Woh jis ne gham lia payar ki khatir ya jis ney payar ko baic dia
                  Nasha daulat ka aisa bhi kia
                  Kia tujy kuch bhi yaad naheen kia hua tere waada.

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    yeh parda hata do
                    Zara mukra Dikha do
                    Hum piyar karney waley hain koi ghair naheen
                    Ary hum tum pe marney wakey hain koi ghair naheen
                    yeh parda hata do

                    O Majnoo k nana
                    mairy peechy na Aana
                    O piyar karney waley teri khair naheen
                    Ary o hum pe marney waley teri khair naheen
                    yeh parda hata do

                    Sukhar karo k pary naheen hain mairi maan k danday
                    Aik hi saaans main ho jaatey armaan tumhary thanday
                    Ye pehley batatey
                    Baaraat le k aatey
                    Hum piyar karney waley hain koi ghair naheen

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      Tarapna bhe humay aata hai terpana bhe aata hai
                      Daby pao humay aa ker kise ka gudguda lena
                      wo apna rooth jana aur un ka mana lena
                      wo manzar jhankty hain aaj bhe yado ky chilman sy
                      bhula sakta ha kesy koe wo andaaz bachpan sy
                      humay guzre hoe bato ko dohrana bhe aata hai


                      Humay aata nahe ha piyar ma by aabro hona
                      sekhaya husn ko hum ny wafa ma sur khuro hona
                      hum apny khon-e- dil sy zindage ke mang bhar day gay
                      ye dil kiya cheez hai hum jaan bhe qurban bhe ker day gay
                      khilaaf-e- takht ulfat hum ko mer jana bhe ata hai

                      tarapna bhe humay aata ha terpana bhe aata hai.
                      Last edited by aik_lerki; 2 September 2006, 13:15.

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        Tere Bin me yun kese jiya
                        kese jiya tere bin
                        le ker yaaden teri
                        raaten meri kati
                        mujh se baten teri
                        karti hai chandni
                        tanha hai tujh bin raten meri
                        din mere din k jese nahi

                        Tere bin me yun kese jiyaaa ..... Tere Bin !!!
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          Dil to kehta ha wo apny hain
                          apny he hain
                          jin ki janib sy koe halka sa
                          ishara bhe nahe .. !!

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            saathi kahan ho? aawaz do, pal pal mera pyaar pukarey....
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              Chota sa man hy man main sanam hy
                              sanam ik khwaab hay..sanam ik khwaab hy

                              Ishq aik asa drya jo kabe naa rukaaaa
                              ishq aik asa sapna jo na hasil howaaa
                              ger ishq hay Khuda to Khuda dard deta hyn kion
                              Chota sa man hy man main sanam hy
                              Life is more strict than a teacher
                              A teacher teaches a lesson
                              and takes an exam.
                              But life takes an exam
                              and then teaches a lesson

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                Dekha tujhe to, ho gayi diwani
                                paa loon tujhey to marr na jao kahin
                                Tere sang jeene ko aaya
                                tan mann apna dene laya
                                Dekha tujhe to jeeney lagey hum
                                paa lain tujhe to na ho marne ka gham
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X