Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    Tumko dekhaa to ye kayaal aayaa
    zindagii dhuup tum ghanaa saayaa
    aaj phir dilane ek tamannaa kii
    aaj phir dilako hamane samajhaayaa
    zindagii dhuup tum ghanaa saayaa...
    tum chale jaaoge to sochenge
    hamane kyaa khoyaa- hamane kyaa paayaa
    zindagii dhuup tum ghanaa saayaa...
    ham jise gunagunaa nahii n sakate
    Waqt ne aisaa giit kyuu n gaayaa
    zindagii dhuup tum ghanaa saayaa...
    Tumko dekhaa to ye kayaal aayaa
    Last edited by Eshaa Chaudhry; 26 August 2006, 18:32.
    sigpic

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      Kitna piyara ha ye piyar
      piyara piyara
      hoa ha pehly baar
      hota ha ek baar
      hoga phir na ye dobara

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        Chura liya hai tumne jo dil ko
        Nazar nahin churaana sanam
        Badalky meri tum zindagaani
        Kahin badal na jaana sanam
        Oh, le liya dil, oh haai mera dil
        Haai dil lekar mujhko na behlaana
        Chura liya hai tumne jo dil ko
        Nazar nahin churaana sanam
        Badalke meri tum zindagaani
        Kahin badal na jaana sanam
        sigpic

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          is dard ki duniya sey guzar kyun nahin jaatey
          yeh log bhi kya log hain mar kyun nahin jaatey
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            One of my fav: song (by Mohammad rafi):)

            aap ke pehloo mein aa k ro diye
            daastaan-e-gham sunaa k ro diye

            zindagee ne kar diyaa, jab bhee udaas
            aa gaye ghabaraa ke hum manzil ke paas
            sar jukaayaa, sar jukaa kar ro diye

            aap ke pehloo mein aa k ro diye
            daastaan-e-gham sunaa k ro diye



            sigpic

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              aik ghazal.

              jab bahar aai to sehraa ki taraf chal niklaa
              sehan-e-gul chhorr geya dil mera pagal niklaa

              jab ussey dhoondney nikley to nihsaan tak na mila
              dil mein mojood raha aankh sey ojhal niklaa

              woh jo afsana-e-gham sun key hansaa kartey they
              itna roey hain keh sab aankh ka kajal niklaa
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                Ye lamhay , ye pal hum ,
                barson yaad karein gay
                ye mausam chalay gaey to
                hum faryaad karein gay
                barson yaad karein gay
                sigpic

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  Dil ne yeh kaha hai dil se
                  mohabbat ho gai hai tum se
                  meri jaan mere dilber
                  mera aitebar ker lo
                  jinta beqara hoon mei
                  khudh ko beqar ker lo
                  meri dharkano ko samjho
                  tum bhi mujh se pyar ker lo
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    Originally posted by Sweet & Sour View Post
                    Dil ne yeh kaha hai dil se
                    mohabbat ho gai hai tum se
                    :wk :wk:hhh:
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      o saahiba , o saahiba,
                      milein gay tumse to bataaaaen gayyyy
                      k kitna pyaar hay hamein
                      O saahiba, o saahiba
                      Kaise kati raatein, kaise kate woh din
                      Kaise jieeyye tanha, kaise rahay teray bin
                      Chaaron taraf phaili dard ki tanhaeey
                      Shaam saher humko yaad teri aaeey
                      O saahiba, o saahiba

                      milein gay tumse to bataaaaen gayyyy


                      sigpic

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        koi kahay kahta rahay
                        kitn abhi hum ko dewana
                        jab saz ha awaz ha
                        phir kes liya hickijana
                        badlay dunia
                        badlnay bhi do
                        jhagray dunai
                        jhagrnay bhi do
                        tum apni dhun magao!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!:)

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          Tere liye, ham hain jiye, honton ko siye
                          Tere liye, ham hain jiye, har aansoo piye
                          Dil mein magar, jaltay rahay, chaahat ke diye
                          Tere liye, tere liye
                          Zindagi le ke aayi hai, beete dinon ki kitaab

                          Gheray hain ab hamein yaadein be-hisaab
                          Bin poochhay mile mujhe kitne saaray jawaab
                          Chaaha tha kya paaya hai kya, hamnay dekhiye
                          Dil mein magar jaltay rahay, chaahat ke diye
                          Tere liye, tere liye

                          sigpic

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            ley aai phir kahan per qismat hamein kahan sey
                            yeh to wohi jagah hai guzrey they ham jahan sey
                            teri hi anjuman mein yeh intizaar tera
                            terey bghair saaqi jashan-e-bahaar tera
                            yeh kaun si ada hai poochein gey aasman sey
                            yeh to wohi jaggah hai guzrey they ham jahan sey
                            Last edited by Masood; 27 August 2006, 21:02.
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              Lehraati huey raahein, kholay huey hain baanhein
                              Ye ham aa gaye hain kahaan.....
                              Palkon pe gehray halkay, hai reshmi dhundhalke

                              sigpic

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                kya khabar thi teri mehfil sey nikalna ho ga
                                dil na chaahey ga magar aag mein jalna ho ga
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X