Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    husn ko chaand jawani ko kanwal kehtey hain
    unki soorat nazar aaey to ghazal kehtey hain

    uf woh mar mar sey tarasha huwa shifaaf badan
    dekhney waley jissey taj mahal kehtey hain

    parr gaii paoun mein taqdeer ki zanjeer to kya
    ham to isko bhi teri zulf ka bal kehtey hain
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      dhaage tod laao chaanadani se noor ke
      ghoonghat hi bana lo roshani se noor ke
      sharm aa gayi toh aaghosh mein lo
      ho saanson se ulajhi rahein meri saansein
      bol na halke halke, bol na halke halke
      honth se halke halke, bol na halke

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        Originally posted by miss sng View Post
        dhaage tod laao chaanadani se noor ke
        ghoonghat hi bana lo roshani se noor ke
        sharm aa gayi toh aaghosh mein lo
        ho saanson se ulajhi rahein meri saansein
        bol na halke halke, bol na halke halke
        honth se halke halke, bol na halke
        Koi aasan kaam na karwana :D

        Nainaan rey nainaan tum hi burey
        tum sey bura na koi
        khud hi mann ko aag lagaein
        khud hi bethey roein
        nainaan rey nainaan tum hi burey
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          Originally posted by Masood View Post
          Koi aasan kaam na karwana :D

          Nainaan rey nainaan tum hi burey
          tum sey bura na koi
          khud hi mann ko aag lagaein
          khud hi bethey roein
          nainaan rey nainaan tum hi burey
          main nay kuchh nhi kaha

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            jab koi baat bigar jaiy
            jab koi moshkil par jaiy
            tum dyna sath mera
            oo humnawa
            na koi tha na koi hay
            zindgi mein tumharay siwa
            oo hamnawa

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              Originally posted by miss sng View Post
              main nay kuchh nhi kaha
              chalein isi baat per agla geet:

              kuchh bhi na kaha kuchh kah bhi gaey
              kuchh kehtey kehtey rah bhi gaey
              batein jo zuban per aa na sakin
              aankhon ney kahin aankhon ney sunin
              kuchh honton per kuchh aankhon mein
              ankahey fasaney rah bhi gaey
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                Dil hay k manta nhi...

                agay meko ab yaad nhi hay :hehe:

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  Originally posted by miss sng View Post
                  Dil hay k manta nhi...

                  agay meko ab yaad nhi hay :hehe:
                  to yeh aik jumley ki baang dena zaroori thi
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    Originally posted by Masood View Post
                    to yeh aik jumley ki baang dena zaroori thi
                    aahoooo :khi:

                    kisi meherbannay akay meri zindagi saja di
                    meray dil ki dharkano mein nai arzo jaga di

                    tanhaiyay thi harso khamosh tha yeh manzar
                    tehra howa tha meri bay tabi ka samndar
                    mojo ko akay cherah halchal koi macha di

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      gajara banaa k le aa maalaniyaa
                      wo aaye hain ghar mein hamaarey
                      deyr na ab tuu lagaa

                      saraa chaman ho jin ka deevanaa
                      aisi kaliyaaN chun ke laa
                      laalii ho jin mein un ke laboun ki
                      un ko pa.ro k le aa

                      jo bhi dekhey un ki soorat
                      jhuki jhuki akhiyoun se piyaar karey
                      chandaa jaisaa roop hai onn kaa
                      aaNkhoun mein ras hai bharaa

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        ey aai phir kahan per qismat hamein kahan sey
                        yeh to wohi jagah hai guzrey they ham jahan sey
                        teri hi anjuman mein yeh intizaar tera
                        terey bghair saaqi jashan-e-bahaar tera
                        yeh kaun si ada hai poochein gey aasman sey
                        yeh to wohi jaggah hai guzrey they ham jahan se

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          na ghilaaf
                          na lihaaf
                          na ghilaaf
                          na lihaaf
                          thandi hawa bhi khilaaf sasuri
                          o itni sardi hai
                          kisi ka lihaaf lai le
                          o ja parosi k choole se aag lai le

                          beedi jalai le jigar se piya
                          jigar maan bari aag hai :lpop:

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            jab sey gaey piya, bheji nahin patiyaan
                            sooni sooni ratein meri
                            lagein nahin akhiyaan

                            roey jiya, janey nahin koi mera dukhrra
                            gharri gharri yaad aaey sayaan tera mukhrra
                            chori chori aahein bharoon
                            sari sari ratiyaan
                            lagein nahin akhiyaan

                            kahey piya wadey tu ney jaa key bisraey
                            roey mera pyar tuhey tars na aaey
                            yaad mohey aaein tori
                            meethi meethi batiyaan
                            lagein nahin akhiyaan
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              Originally posted by ZShan View Post
                              na ghilaaf
                              na lihaaf
                              na ghilaaf
                              na lihaaf
                              thandi hawa bhi khilaaf sasuri
                              o itni sardi hai
                              kisi ka lihaaf lai le
                              o ja parosi k choole se aag lai le

                              beedi jalai le jigar se piya
                              jigar maan bari aag hai :lpop:
                              Chhutkuu aap kharab hotay jaa rahay ho :kr:
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                Jawan hai muhabbat
                                haseen hai zamana
                                lutaya hai dil ney khushi ka khizana

                                muhabbat karein khush rahein muskraein
                                na sochein hamein kya kahey ga zamana
                                jawan hai muhabbat
                                haseen hai zamana
                                lutaya hai dil ney khushi ka khizana

                                abhi tak mujhey yaad hai woh kahani
                                na bhooley ga bachpan ka rangeen zamana
                                Jawan hai muhabbat
                                haseen hai zamana
                                lutaya hai dil ney khushi ka khizana

                                yaan aankhon aankhon mein batein hui hain
                                kisi ney dekha kisi ney na jana
                                Jawan hai muhabbat
                                haseen hai zamana
                                lutaya hai dil ney khushi ka khizana
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X