Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    sun ri sajania
    terey sang duniya
    aisey jaisey har su bahar hai
    jiya nahin jaey rey
    terey bin haey rey
    tum sey ham ko pyar hai

    Ho socha kya kabhi yeh tu ney
    keh main tera kaun hoon?
    kabhi tu ne yeh socha kya
    keh tu meri kaun hai?
    meri duniya mein teri tasweer hai bani
    teri duniya mein meri kabhi bhi na thi kami
    khud ko bachaey rey
    ham sey chhupaey rey
    aisa karna bekar hai
    jiya nahin jaey rey
    ham ko tarrpaey rey
    kyun itna inkaar hai
    sun ri sajaniya
    terey sang duniya
    aisey jaisey har su bahar hai
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      Yahan Kya Krna Hai........
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • Hamara kya hai dil agar jafa ki chot khaa geya

        Hamara kya hai dil agar jafa ki chot khaa geya
        unhein to mil geya sakoon
        unhein to chain aa geya - hamara kya?

        jab aag ki lapet mein tha aashiyaan
        jala rahi thin shaakh-e-gul ko bijliyaan
        chaman peh chhorr baaghbaan chala geya
        hamara kya hai dil agar jafa ki chot khaa geya
        unhein to mil gey sakoon - unhein to chain aa geya

        jawab kaun dey hamari baat ka
        woh pyar tha keh khawab aik raat tha
        chiragh tha jissey koi bujhaa geya
        hamara kya hai dil agar jafa ki chot khaa gey
        unhein to mil geya sakoon - unhein to chain aa geya
        hamara kya...

        dil-e-tabah tu hi kuchh btaa hamein
        mili hai kis jurm ki saza hamein
        chaman peh kyun khizaan ka rang chhaa geya
        hamara kya hai dil agar jafa ki chot khaa geya
        unhein to mil geya sakoon
        unhein to chain aa geya
        hamara kya
        Last edited by Masood; 20 April 2009, 13:28.
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
          Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
          Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
          Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
          Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
          Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
          Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
          Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye

          Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
          Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
          Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
          Ye gesuon ki ghani chhaon hain meri khatir
          Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
          Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain

          Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
          Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
          Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
          Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
          Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
          Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
          Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein

          Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
          Ki jaise tu mujhe chaahegi umr bhar yoohin
          Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yoohin
          Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin
          Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin

          Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
          Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
          sigpic

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
            Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
            Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
            Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
            Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
            Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise



            Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
            Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
            Mujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise

            Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
            Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
            Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise
            Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise

            Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
            Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
            Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise
            Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise

            Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rehta Hoon Main
            Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon Main
            Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise
            Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise

            Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
            Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
            Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
            Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise
            sigpic

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              chupkey se aaey yaad teri yahan
              serf main janoo tu hai kahan kahan

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                jab sey gaey piya bheji nahin patiyaan
                sooni sooni ratein meri
                lagein naa'hin aakhiyaan

                roey jiya, janey nahin koi mera dukhrra
                gharri gharri yaad aaey sayyan tera mukhrra
                chori chori aahein bharon
                sari sari ratiyaan
                lagein naa'hin aakhiyaan

                kahey piya waadey tu ney jaa key bisraey
                roey mera pyar tuhey tars na aaey
                yaad mohey aaein tori
                meethi meethi batiyaan
                lagein naa'hin aakhiyaan
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  Zindagi jaa chhor dey peecha mera,
                  Zindagi jaa chhor dey peecha mera,

                  Aakhir mai insaan hon, Pathar to nahi,

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    jab pyar mein do dil miltey hain
                    main sochta hoon
                    inka bhi kahin mujh jaisa hi
                    anjaam na ho
                    inka bhi junoon nakaam na ho
                    main sochta hoon



                    sar rakh key merey shaney peh bhi ik geet kisi ney gaya tha
                    woh geet merey jeewan bhar umeedon ka sarmaya tha
                    ab pyar ki uljhi rahon woh geet mein dhoondta phirta hoon
                    jab pyar mein do dil miltey hain
                    main sochta hoon

                    saey ki talab karney walo deewar sey sar takrao gey
                    meri tarha shehar ki galiyon tum deewaney kehlaey gey
                    main khushiyaan dhoondney nikla tha ab har dam aahein bharta hoon
                    jab pyar mein do dil miltey hain
                    main sochta hoon
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      kyu mera dil tujh ko chahe tujh ko mange
                      kyu mera dil tere siwa kuch bhee na soche :mm:
                      kyu mera dil ohoo hoo hoo 372-scare

                      tere qareeb na au mein kase isko samjhau mein
                      manay na ye kase manau mein 372-shed

                      teri tammana ye kare tere hi chehre pe maray :behosh:
                      chahe subah ho ya dupeher ye na reh sake tere bin teddy
                      raton ko ye ahein bhare tanhayon se ye daray 372-shed

                      kyu mera dil tujh ko chahe tujh ko mange :donno:
                      tere siwa kuch bhee na soche

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        sawan beeto jaey be'harwa
                        mann mera ghabraey
                        aiso gaey pardes piya tum
                        chain hamein nahin aaey
                        mora sayyan mujh sey boley na
                        main laakh jatan kar haari
                        laakh jatan kar haari
                        mora sayyan mujh sey boley na

                        pyar kitna tumhein kitna kartey hain
                        tum yeh samajh nahin paou gey
                        ......................
                        ............................
                        ..................................
                        Last edited by Masood; 13 August 2009, 15:28.
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          hai raat raat bhar ki
                          kaatein na kyun khushi sey
                          yeh raat qarz ham ney
                          maangi hai zindagi sey
                          hai raat raat bhar ki...

                          aey dil abhi na sona
                          yeh fursatein na khona
                          hoga hai jo bhi hona
                          kyun fiker hai abhi sey
                          hai raat raat bhari ki

                          :dance5:
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            yeh ratain yeh mosum
                            nadi ka kinara ....
                            yeh chalchal hawa....
                            kaha do dilon ny k mil ker
                            kabi hum na hon gay
                            juda...
                            :embarasse
                            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                            sigpic

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              sajan G Jhoot mat Bolo Khuda K pas jana Hay
                              na Hathi Hay Na ghora hay wahan paydal hi jana hay
                              :star1:

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                kaisey kaisey khail dikhaey insaan ko taqdeer
                                har ik khawab ko is duniya milti nahin ta'beer

                                aey dil apna dard chhupa ker geet khushi key gaey ja
                                apney gham ki aag mein jal pyar ki reet nibhaey ja

                                na kisi sey koi shikwa, na kisi sey ab gila hai
                                jo mila inaam ham ko wohi pyar ka sila hai
                                ham ney apna
                                chain gawya
                                khud hi dil ko rog lagaya
                                teri khatir hanstey hanstey
                                aankhon mein har gham ko chhupaya
                                is duniya mein jeena hai jhoomey ja lehraey ja

                                kahey kuchh bhi ab zamana hamein dar nahin kisi ka
                                keh badal diya hai ham ney andaaz zindagi ka
                                gham sey rishta
                                torr diya hai
                                dil ko jalana chhorr diya hia
                                jhooti duniya
                                jhooti rasmein
                                kaisey waaadey
                                kaisi qasmein
                                apni dhun mein kho ker pagley har ik baat bhulaey ja

                                aey dil apna dard chhupa ker geet khushi key gaey ja
                                apney gham ki aag mein jal ker pyar ki reet nibhaey ja
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X