Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

    Originally posted by Yaaram
    Tauseef bhai Scorpion ne jo kaha ke
    islam say ziadah muhabbat aur wafadari ka "dars" to un filmooN main hota hai,
    is se muraad unhon ne tanz kya hay .....Islam main kya nahi hay ......yeh aik mukamal deen hay ......baat amal ki kami ki hay .......muhabbat aur bhai chare ka dars deta hay Islam......baat to amal karne ki hay :) Hum LogoN main Amal nai
    yaaram bhi as ka answer mein nein socrpian ko diya hai.....
    tanz aisa na ho key hum dairy islam sey nikal jain
    kahir........ mein un kee baat aur fellings samjh giya hoon
    so no problem........:phool: ab sub oks hai:khi:
    wy sy app nein ammal wali baat bhut achi ke hai
    waqi humary amaal islam ke munafi hoty ja rahy hain
    ALLAH reham farmy...(aa meen)
    Zaid Hammid on Sawat War..
    A must Watch..

    Comment


    • #62
      Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ
      jitni knowledge mujhay thee us main say kuch oopar post kardi hai :lpop:,,

      aur yeh sab movies maiN nay nahee daikheeN, isleay main un main shamil ikhlaqiyat kay mutabiq kuch nahee keh sakta.. :donno:
      dekhi tu mein nin bhi nahin...... bus trailer sey hi kafi kcuh :khi:
      adazaa ho rhaa thaa,,,,,,,,,:kr:
      aur kuch reviws bhi padhy they :khi:
      Zaid Hammid on Sawat War..
      A must Watch..

      Comment


      • #63
        Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

        Originally posted by munda_sialkoty
        Muhabat to kisi se bhi ho sakti he...kisi umer mein bhi ho sakti he...its totally blind.

        Jahan tak shadi ka sawaal he...shadi shuda insaan bhi muhabat ker sakta he...it is better for him to get sticky with his life partner...lekin ager wo kuch ziada majboor he...to wo shadi ker sakta he...there is no harm in it
        :thmbup: :thmbup: :thmbup: :thmbup: nice answer:phool:
        Zaid Hammid on Sawat War..
        A must Watch..

        Comment


        • #64
          Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

          Originally posted by tauseeftariq
          :thmbup: :thmbup: :thmbup: :thmbup: nice answer:phool:
          tauseef bhai....yeh wala answer Amir ne hum se copy kiya hai...

          Comment


          • #65
            Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

            Originally posted by ummid
            tauseef bhai....yeh wala answer Amir ne hum se copy kiya hai...
            Isay co-incident ka naam dena chahiye aap ko :na:

            Ager hamaray khyalaat aur aap ke khyaalaat mein hum-aahangi paai jati he to is me mera koi kasoor nahi :lpop:
            :thmbup:

            Comment


            • #66
              Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

              Originally posted by tauseeftariq

              1.4 shadian insani haqoog ke kilaf warzi nahin
              khilaaf warzi tu woh hai..... to usa etc main ho
              rahi hai..... biwi ek hot hai aur girl friends
              "unlimited"........
              aur indai main AIDS jiss speed sey phail rhaa
              hai....... us ke resaon bhi yahi "so called insani haqqoq hain".

              Aap ka jawab accha laga hume....
              aur yeh such aaj India more than 20 lakh female...(I am talking about only female) HIV +ve hai....
              strange...lakeen awarness ke liye kaafi bade paimane per kaam chal raha hai...
              hope for the best...

              Comment


              • #67
                Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

                Originally posted by tauseeftariq
                :thmbup: :thmbup: :thmbup: :thmbup: nice answer:phool:
                shunKriya
                :thmbup:

                Comment


                • #68
                  Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

                  Originally posted by munda_sialkoty
                  Isay co-incident ka naam dena chahiye aap ko :na:

                  Ager hamaray khyalaat aur aap ke khyaalaat mein hum-aahangi paai jati he to is me mera koi kasoor nahi :lpop:
                  hmmmmmmmmmmmmmm....:lpop:

                  Comment


                  • #69
                    Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

                    lagta he aap ko meri baat ki samaj aa gai he :lol
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #70
                      Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

                      Originally posted by ummid
                      tauseef bhai....yeh wala answer Amir ne hum se copy kiya hai...
                      achaa.........:mm:
                      Zaid Hammid on Sawat War..
                      A must Watch..

                      Comment


                      • #71
                        Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

                        Originally posted by ummid
                        Aap ka jawab accha laga hume....
                        aur yeh such aaj India more than 20 lakh female...(I am talking about only female) HIV +ve hai....
                        strange...lakeen awarness ke liye kaafi bade paimane per kaam chal raha hai...
                        hope for the best...
                        thanko sis

                        as topic per mein atnaa khul ke tu baat nahin ker saktaa...
                        per mery khiyal indian media jis taraf jaa rhaa hai...... us soorat
                        main as ko controll kerna kafi mushkil ho ga....
                        indian movie n song jo aj sey 10 years pehly thy aur jo ab hain
                        un mein zameen asaaman ka farq hai..........
                        ab indian media kafi "forward" hotaa ja rhaa hai
                        jo kum ummer zehanoon ko bhut mutasir ker rehaa hai......

                        i think agher log apni family values, and religious valuse ko qaim rekhin
                        tu yeh HIV ka problem kum ho saktaa hai..........
                        Zaid Hammid on Sawat War..
                        A must Watch..

                        Comment


                        • #72
                          Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

                          Originally posted by tauseeftariq
                          ScorpioN_RulzZ...... jee
                          kafi deer mein nin app ke comments ko padhaa hai.......
                          phir socha hai ke app ke points ka 1 by 1 answer na doon..... sirf
                          us baat ke taraf tawjaa doon jis nain app ko yeh kehnain per majboor kiya

                          mein app ke baat samjh giya hoon ke app kiya kehnaa chaah rahy hoo
                          :embarasse kuch batain aap nahee samajh sakaiy, un ki tashreeh karnay baiTh gaya to aap ko phir lammmmbi si post paRhni paray gee :kr:, maiN aap ko dobara zehmat nahee dayna chahta aik baar to bhugat chokay hain aap :wk..

                          Originally posted by tauseeftariq
                          "islaam per tanz mat kejiye....... muslmano per kejiye"..

                          muslman tanz karnay kay qabil bhi nahee...
                          agar is par bhi ghussa aajaiy, to samajh lain, tanz kisi par bhi ho kam kam he qabool kia jata hai, aur kisi kisi ko he samajh aata hai :tauba, jaysay masood ko samajh aata hai, laikin woh mera tanz samajh samajh kar aadha ganja hogaya hai :khi:..


                          Originally posted by tauseeftariq
                          "agher koi shakis kulmey kuffer kehy (ayat ka inkar, namza ka ya ibadaat ka
                          mazaq uday) tu phir woh dairy islam sey khiraj ho jataa hai
                          aur agher us jumley per tuba kiye bagir mer jay tu woh muslan nahin
                          mertaa us ka hasher kuffar ke saath ho ga"
                          aur na'mehram laRka laRki kay "piyar" say kia hota hai...??:mm:

                          Originally posted by tauseeftariq
                          as liye asker min kafi sakhti sey kisi ko munaa ker detaa hoon...
                          ab koshis rahy gi ke naram lafzoon sey mana keroon..
                          aap sakhti karo ya narmi, kisi nay baat sun'ni hogi to donon sortoon main sunay ga aur jis nay nahee sunni hogi aur nahee man'ni hogi aap os kay samnay apna sar bhi phaR lo gaiy tab bhi woh nahee manay ga,,:khi:,

                          Originally posted by tauseeftariq
                          islaah zaroor farmya........ munasib andaaz sey...

                          seena dehak rahaa ho to kia chup rhay koi...!!
                          kioN'kar na cheekh cheekh, gala cheel lay koi..


                          dar'asl ....... kuch nahee, thoRay arsay baad aap sab samajh jain gaiy..

                          hum apni dar'badari kay mushahiday aksar...
                          naseehatooN ki tarhaan kam'sinooN main choR aaiy..!!


                          Originally posted by tauseeftariq
                          chalin achi baat hai key app naraaz nahin hwoy......:)
                          aur mein bus noraml sey bandaa hon dua ke jey ke islam jasy chahty hai
                          wy sy hum sub momin ban jain (aa meen)

                          khush rahyee),,,,,:phool:
                          Ameeen.. :)
                          That's Enough...!!

                          Comment


                          • #73
                            Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                            :embarasse kuch batain aap nahee samajh sakaiy, un ki tashreeh karnay baiTh gaya to aap ko phir lammmmbi si post paRhni paray gee :kr:, maiN aap ko dobara zehmat nahee dayna chahta aik baar to bhugat chokay hain aap :wk..
                            YEH AUR BAAT HAI KEY MIMBER PEY AA KEY KUCH NA KHAIN
                            KAMOSH LOG BALAA KE KHATEEB HOTY HAIN
                            batin tu app ke mein sari ke sari samjh giya thaa..
                            per mein zaraa behas ko mukhtaser aur to the point
                            kernaa chah rahaa thaa...
                            wy sy baat ihaam ho tu us ko samjhnain ke liye mehnat
                            kernain main koi harj nahin

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ

                            muslman tanz karnay kay qabil bhi nahee...
                            agar is par bhi ghussa aajaiy, to samajh lain, tanz kisi par bhi ho kam kam he qabool kia jata hai, aur kisi kisi ko he samajh aata hai :tauba, jaysay masood ko samajh aata hai, laikin woh mera tanz samajh samajh kar aadha ganja hogaya hai :khi:..
                            tanz bary tanz nahin honaa chahiye..... tanz bary islaah
                            hona chaiye..... narami sey kafi furq padtaa hai

                            wy sy fard ke khamiyon per tanz ke bajy infraadi taur
                            per us ke islaah per tawaja di jay tu ziyda achy naataij
                            milin gey
                            himaat mat harin.......:phool:
                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                            aur na'mehram laRka laRki kay "piyar" say kia hota hai...??:mm:
                            Haram hai ..... na mehram mard aur aurt ka milnaa...... simple si baat hai
                            haan..... nikah ke niyat ho tu nikah sey qabal ek bar milnaa jaiz hai
                            ........... yeh mery us point ka app nain sahi jawab nahin diya..
                            kalmey kuffer na kahin....... baqi tanz agher kerna zaroori hai tu
                            munasib indaaz sey samjhaa din...... kiyon ke

                            "kisi ko mehfil min us ke buri samjhna us ko zaleel kerna aur tanhi mein
                            samjhan us ke saath neki hai"

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                            aap sakhti karo ya narmi, kisi nay baat sun'ni hogi to donon sortoon main sunay ga aur jis nay nahee sunni hogi aur nahee man'ni hogi aap os kay samnay apna sar bhi phaR lo gaiy tab bhi woh nahee manay ga,,:khi:,
                            tanz bary tanz nahin honaa chahiye..... tanz bary islaah
                            hona chaiye..... narami sey kafi furq padtaa hai

                            ALLAH jis ko hidyat na denaa chahye woh allag baat lekin mehnat
                            nahin chodni chahiye......


                            masood bhi ko wig gift kerin gey...... ta key woh mazed tanz samj sekin

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ

                            seena dehak rahaa ho to kia chup rhay koi...!!
                            kioN'kar na cheekh cheekh, gala cheel lay koi..


                            dar'asl ....... kuch nahee, thoRay arsay baad aap sab samajh jain gaiy..

                            hum apni dar'badari kay mushahiday aksar...
                            naseehatooN ki tarhaan kam'sinooN main choR aaiy..!!




                            Ameeen.. :)
                            be coollllllllllllllll .....
                            himat rekhin aur hoslaa..........

                            wy sy 6 saal sey ziyda ho giya sub mujhy yahi keh rehy hain
                            "tum khud hi thandy ho jao gey....... ye gusaa khatam ho ga"
                            per abhi tek aisaa nahin howa....:khi: :khi:
                            Zaid Hammid on Sawat War..
                            A must Watch..

                            Comment


                            • #74
                              Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

                              Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                              :embarasse kuch batain aap nahee samajh sakaiy, un ki tashreeh karnay baiTh gaya to aap ko phir lammmmbi si post paRhni paray gee :kr:, maiN aap ko dobara zehmat nahee dayna chahta aik baar to bhugat chokay hain aap :wk..



                              muslman tanz karnay kay qabil bhi nahee...
                              agar is par bhi ghussa aajaiy, to samajh lain, tanz kisi par bhi ho kam kam he qabool kia jata hai, aur kisi kisi ko he samajh aata hai :tauba, jaysay masood ko samajh aata hai, laikin woh mera tanz samajh samajh kar aadha ganja hogaya hai :khi:..




                              aur na'mehram laRka laRki kay "piyar" say kia hota hai...??:mm:



                              aap sakhti karo ya narmi, kisi nay baat sun'ni hogi to donon sortoon main sunay ga aur jis nay nahee sunni hogi aur nahee man'ni hogi aap os kay samnay apna sar bhi phaR lo gaiy tab bhi woh nahee manay ga,,:khi:,



                              seena dehak rahaa ho to kia chup rhay koi...!!
                              kioN'kar na cheekh cheekh, gala cheel lay koi..


                              dar'asl ....... kuch nahee, thoRay arsay baad aap sab samajh jain gaiy..

                              hum apni dar'badari kay mushahiday aksar...
                              naseehatooN ki tarhaan kam'sinooN main choR aaiy..!!




                              Ameeen.. :)








                              Comment


                              • #75
                                Re: Shadi ke baad kisi aur sey Muhbbat ho tu..

                                Originally posted by ummid






                                Rab-e-Kareem aap ka yeh jazba salamat rakhay..:rose, ta'hayat yeh jazbat qaim rahain, aur yoon he in chopi hoi chingariooN main hararat qaim rhay... agar yeh silsila qaim rhaa to InshaAllah hum islam ko apni pasand main dhalnay kay bajaiy haqiqatan islam kay ain usoolooN main khud ko dhaal kar bay niaaz hojain gaiy.. :rose,
                                Khush raheay, isi jazbay kay sath..:)
                                That's Enough...!!

                                Comment

                                Working...
                                X