Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

    Originally posted by munda_sialkoty
    Treaty of St. Germain
    Is mein Austria ko nuksaan hua tha...us ki land Czechoslovakia, romania aur yugoslavia ko chali gai

    Treaty of Triano
    Is mein Hungry ka settlement tha...aur Hungry ko kafi nuksaan hua...aur yahan per bhi romania aur yugoslavia benifited rahay...Hungry ko apne hissay ka kuch sea bhi choorna para tha.

    Treaty of Neully
    Is mein bhi yugoslavia benifited raha...aur bulgaria ko nuksaan uthana para...for money as compensation and some land and sea.

    Treaty of Servres
    It was all about the settlement of Turkey...

    And Last treaty was Versillies
    I think aap isi treaty ki baat ker rahi hein...it was the bone of contention and provided the raw material to the World War II to happen...is mein kuch faislay ghalat huay...jis ki waja se German, USSR aur kuch aur European countries mein adum-istehkaam aur bechaini ki faza paida ki...aur phir World War II ka agaaz hua...
    saare jawab sahi hai...:thmbup:
    sirf neuilly ko wrong spell kiya hai aap ne...
    per chale ga...:lpop:
    mubaarak aap ki knwledge acchi hai...:phool:
    kaash hum ne bhi itna hi dil laga ker padhai ki hoti.....:tauba
    waise hum ne history mein humesha highest hi score kiya tha aur geography mein passing se 5 number upper bus...:D

    Comment

    • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

      Originally posted by munda_sialkoty
      ghunda raaj chooro...pehlay batao ke mera answer sahi he ke nahi...lolz

      aur phir new question karo

      Ummid kahan ho tum
      sorry!! tabiyat kuch theek nahi thi....isi liye on board nahi aaye...
      waise aap ka answer right hai...
      ab aap Aano se sawl karein...
      hume jawab nahi aata...

      Comment

      • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

        Originally posted by ummid
        saare jawab sahi hai...:thmbup:
        sirf neuilly ko wrong spell kiya hai aap ne...
        per chale ga...:lpop:
        mubaarak aap ki knwledge acchi hai...:phool:
        kaash hum ne bhi itna hi dil laga ker padhai ki hoti.....:tauba
        waise hum ne history mein humesha highest hi score kiya tha aur geography mein passing se 5 number upper bus...:D
        spelling mein aik do mistakes aur bhi he... jo me ne point out ker li he :) Treaty of sevres ki bajaye mein ne servres likh diya...aur jub post kia tha to pata chal gaya tha...anyway spelling mein mistake ho jati he :)

        I think mein jo cheez bhi aik baar perh leta hoon ziada ter yaad rehti he...bus office aur ghar ke kaam hi bool jata hoon :lol
        :thmbup:

        Comment

        • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

          Originally posted by munda_sialkoty
          spelling mein aik do mistakes aur bhi he... jo me ne point out ker li he :) Treaty of sevres ki bajaye mein ne servres likh diya...aur jub post kia tha to pata chal gaya tha...anyway spelling mein mistake ho jati he :)

          I think mein jo cheez bhi aik baar perh leta hoon ziada ter yaad rehti he...bus office aur ghar ke kaam hi bool jata hoon :lol
          koi baat nahi hum tu yun hi kaih rahe the......:)

          Comment

          • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

            Originally posted by ummid
            sorry!! tabiyat kuch theek nahi thi....isi liye on board nahi aaye...
            waise aap ka answer right hai...
            ab aap Aano se sawl karein...
            hume jawab nahi aata...
            kia hua...ub tabiyat kesi he...its ok for me..you take rest and get well soon :)
            :thmbup:

            Comment

            • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

              Originally posted by munda_sialkoty
              kia hua...ub tabiyat kesi he...its ok for me..you take rest and get well soon :)
              tabiyat chalti rehti hai...
              bus hum un logon mein se hai jinhein bukar chaddhne ke liye second se bhi kum ka waqt lagta hai...
              kal paper mein jo suryanarayna ke baare mein padha tha...and it was shocking for me...
              aise kaise taliban ne use maar diya??
              yeh itna takleef dah hai ke batana mushkil....

              Comment

              • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                Originally posted by ummid
                tabiyat chalti rehti hai...
                bus hum un logon mein se hai jinhein bukar chaddhne ke liye second se bhi kum ka waqt lagta hai...
                kal paper mein jo suryanarayna ke baare mein padha tha...and it was shocking for me...
                aise kaise taliban ne use maar diya??
                yeh itna takleef dah hai ke batana mushkil....
                Dekho...ub is mein mein kia kahoon...mere nazdeek aik insaan ka katal insaaniyat ka katal he...yeh kaam musalmaan karay ya koi hindu...killer killer he...yeh to ub rooz ki baat ho gai he...mein ne chand din pehlay apne doost ke ghar aik video dekhi jis mein Iraqi Tanzeem ne 2 jasooson ko kursi pe baandh ker un ke galay kaatay...aur wo loog aik bakray ki tarah tarap tarap ker dum toor gaye.......islam aman he...peace he...it is not the right way to take revenge through innocent ppl...yeh sub cruelity he
                :thmbup:

                Comment

                • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                  Originally posted by munda_sialkoty
                  Dekho...ub is mein mein kia kahoon...mere nazdeek aik insaan ka katal insaaniyat ka katal he...yeh kaam musalmaan karay ya koi hindu...killer killer he...yeh to ub rooz ki baat ho gai he...mein ne chand din pehlay apne doost ke ghar aik video dekhi jis mein Iraqi Tanzeem ne 2 jasooson ko kursi pe baandh ker un ke galay kaatay...aur wo loog aik bakray ki tarah tarap tarap ker dum toor gaye.......islam aman he...peace he...it is not the right way to take revenge through innocent ppl...yeh sub cruelity he
                  Aap ne video per daikha hum ne mobile per MMS mein...lkaeen hum tu diakh bhi na sake...humare bhai ne daikha..keh woh log AllhuAkbar kahte kahte kis tarah sir qalam ker rahe the...
                  such Allah in logon ko hidayat de aur deen ka sahi ilm (aameen)
                  any wayzzzzzzz now I am all right...
                  ab aap question poachiye..:)

                  Comment

                  • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                    kon kis sey sawal poch rehaa hai aur sawal kiya hai........... bataa dein jaldi sey
                    taa ke agher bhai log ko answer denaa hai tu mein jawab araz karoon
                    :lol
                    Zaid Hammid on Sawat War..
                    A must Watch..

                    Comment

                    • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                      Originally posted by tauseeftariq
                      kon kis sey sawal poch rehaa hai aur sawal kiya hai........... bataa dein jaldi sey
                      taa ke agher bhai log ko answer denaa hai tu mein jawab araz karoon
                      :lol
                      accha aap bhi bhaiyon ke saath ho gaye...
                      aur hum akele..
                      chaliye koi baat nahi....
                      ab aap logon ki baari hai sawal karne ki...:lpop:
                      lakeen lagta hai "KISI" ka question poachne ka khata khatam ho gaya..:khi:

                      Comment

                      • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                        Hamara question yeh raha

                        Kisi bhi insaan ya janwar ke fossels (remains) milnay per scientist aik tareeka kaar ke tehat yeh pata kerte hein ke yeh insaan ya janwar kitnay hazar saal, ya laakh saal (or whatever) pehlay mara...jis method ke tehat scientist is date ka pata kertay hein us method ka naam bataiye...bohat simple he...thoora sa dimaag larao :lpop:

                          hum koi scientist thodi hai jo is sawal ka jawab dein....:lpop:
                          apna dimag tu nahi han bhai ka dimag ladwane ki zaror koshish karte hain.....:khi:

                          Comment

                          • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                            :o

                            yani aap ko jawaab nahi aata
                            :thmbup:

                            Comment

                            • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                              Originally posted by munda_sialkoty
                              :o

                              yani aap ko jawaab nahi aata
                              nahi..aur na hi hum dimag lagane ke mood mein hain...
                              kisi ko kaam per laga diya hai...jawab mil jaayega tu jawab de deinge...:lpop:

                              Comment

                              • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                                Originally posted by ummid
                                nahi..aur na hi hum dimag lagane ke mood mein hain...
                                kisi ko kaam per laga diya hai...jawab mil jaayega tu jawab de deinge...:lpop:
                                Kisi ko kaam pe laga diya he.. bhai ko na

                                Me sooch raha tha ke aap zoor daar jawaab mujay moun per maarein gi aur muj se koi difficult question karein gi ... lekin meri yeh policy bhi nakaam ho gai :lol
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X