Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

    yehan pe kerna kia hai ?? :cc: mujhey first page open nahen kerna :khi:
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

      aap ke aanay ka bohat bohat shukriya :blush:

      ub aap aaram karein...kahin ziada derd na honay lagay aap ko :lol
      :thmbup:

      Comment


      • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

        Originally posted by munda_sialkoty
        hmmm chalein koi baat nahi...your partial answer is correct...ub aap question karein...ager ho sakay to WWII mein se keejiye ga ... i want to check my memory :wk
        The peace settlement at the paris peace conference after WW-I took place in the shape of five different treaties(kuch yaad aaya:khi: ).....ab Aap aisa kijye un panchu treaties ke naam bataye aur woh kis ke saath tay hoye the woh bhi....(clue: in treaties mein se aik treaty WW-II ka root cause tha...)
        Best of uck..........:phool:

        Comment


        • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

          Originally posted by ummid
          The peace settlement at the paris peace conference after WW-I took place in the shape of five different treaties(kuch yaad aaya:khi: ).....ab Aap aisa kijye un panchu treaties ke naam bataye aur woh kis ke saath tay hoye the woh bhi....(clue: in treaties mein se aik treaty WW-II ka root cause tha...)
          Best of uck..........:phool:
          Treaty of St. Germain
          Is mein Austria ko nuksaan hua tha...us ki land Czechoslovakia, romania aur yugoslavia ko chali gai

          Treaty of Triano
          Is mein Hungry ka settlement tha...aur Hungry ko kafi nuksaan hua...aur yahan per bhi romania aur yugoslavia benifited rahay...Hungry ko apne hissay ka kuch sea bhi choorna para tha.

          Treaty of Neully
          Is mein bhi yugoslavia benifited raha...aur bulgaria ko nuksaan uthana para...for money as compensation and some land and sea.

          Treaty of Servres
          It was all about the settlement of Turkey...

          And Last treaty was Versillies
          I think aap isi treaty ki baat ker rahi hein...it was the bone of contention and provided the raw material to the World War II to happen...is mein kuch faislay ghalat huay...jis ki waja se German, USSR aur kuch aur European countries mein adum-istehkaam aur bechaini ki faza paida ki...aur phir World War II ka agaaz hua...
          :thmbup:

          Comment


          • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

            Originally posted by munda_sialkoty
            aap ke aanay ka bohat bohat shukriya :blush:

            ub aap aaram karein...kahin ziada derd na honay lagay aap ko :lol
            :embarasseslap:
            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment


            • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

              Originally posted by Aania
              :embarasseslap:
              Ka hua ni

              Tum tareekay se participate nahi karo gi to me aur kia kahoon ga...puri duniya ke threads mein participate kerti ho berh charh ke...bus aik me ke saath hi
              :thmbup:

              Comment


              • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                Originally posted by munda_sialkoty
                Ka hua ni

                Tum tareekay se participate nahi karo gi to me aur kia kahoon ga...puri duniya ke threads mein participate kerti ho berh charh ke...bus aik me ke saath hi
                hamen bula ke khud ghayeb choo
                Visit My Early PS Work
                You Are Welcome To Comment

                Comment


                • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                  Originally posted by munda sialkoty
                  Poetry karo, ke yeh bhi fitrat-e-insaan he aania
                  Jalay lug jatay hein, jub bund makaan hota he
                  ahaan... u ko poetry mein interest how come ?? when this happend to u murghey ?? :cc:
                  Visit My Early PS Work
                  You Are Welcome To Comment

                  Comment


                  • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                    Originally posted by Aania
                    hamen bula ke khud ghayeb choo
                    Me gaib nahi hoon...kaan khool ke dekho...me ne reply kia he...ub tum question karo muj se
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                      Originally posted by munda_sialkoty
                      Me gaib nahi hoon...kaan khool ke dekho...me ne reply kia he...ub tum question karo muj se
                      question ghor se suno... aankhon ki joorat hai u ko ...
                      :khi::lpop:
                      Visit My Early PS Work
                      You Are Welcome To Comment

                      Comment


                      • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                        Originally posted by Aania
                        ahaan... u ko poetry mein interest how come ?? when this happend to u murghey ?? :cc:
                        OMG...yeh shair me kahan likh gaya
                        :thmbup:

                        Comment


                        • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                          Originally posted by munda_sialkoty
                          OMG...yeh shair me kahan likh gaya
                          apun ka gunda-raaj hai birrooo... kiaa... bole to... :khi::lpop:
                          Visit My Early PS Work
                          You Are Welcome To Comment

                          Comment


                          • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                            ghunda raaj chooro...pehlay batao ke mera answer sahi he ke nahi...lolz

                            aur phir new question karo

                            Ummid kahan ho tum
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                              Q: define Petroleum?

                              Q: Define
                              Officious?

                              Q: how many states are here in the USA?

                              :mm:

                              Q: haathi ke na nazar aaney waley kitney daant hotey hein ?? :mm: :khi: :khi: :khi: :khi: :lpop:
                              Visit My Early PS Work
                              You Are Welcome To Comment

                              Comment


                              • Re: ~*~Aamney Saamney Aak Key 2~*~

                                Originally posted by Aania
                                Q: define Petroleum?

                                Q: Define
                                Officious?

                                Q: how many states are here in the USA?

                                :mm:

                                Q: haathi ke na nazar aaney waley kitney daant hotey hein ?? :mm: :khi: :khi: :khi: :khi: :lpop:

                                Innay waray question o v aik saath

                                Me asool ke mutabik sirf aik ka answer doon ga...Petroleum do latin words se bana he "Petra" mean Pahaar (moutain) aur Olium yani oil...yani aisa tail jo pahaar se nikalta ho...ub ager kehti ho to me tum ko yeh bhi bataon ke petrolium bunta kese he...yeh us zameen mein ziada hota he jahan fossels ziada hotay hein...fossels samajti ho na :tauba the remains of dead organizms including animals and trees...jo aaj se laakhon crooron saal pehlay zameen mein burry (duffen) ho gaye thay...Petrolium jo he wo Hydrocarbon ki aik kism he...yeh crued form mein zameen ki tehoon mein paya jata he, is ke saath gas bhi hoti he...is crued oil ko baad mein refine ker ke diesel, petrol, carosine oil, aur wo jo serkoon pe Luk hoti he (scientific name zehan mein nahi aa raha us ka)...wo bhi nikalti he....hoor kush :lpop:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X