Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sawaal Peh Sawaal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Sawaal Peh Sawaal

    kya yeh sawaal nahi tha jo aap ne kiya ??????? hehe

    Comment


    • Re: Sawaal Peh Sawaal

      AOA,


      Hum b khailain ge:phool:

      Sohail Abbasi.
      Apna haq ada karo.

      Comment


      • Re: Sawaal Peh Sawaal

        oho khan tera sawal kidder gaya??????

        Comment


        • Re: Sawaal Peh Sawaal

          unhein shayid abhi rules ka pattah nahin, phir gussa nahin kartey na???
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Sawaal Peh Sawaal

            aaap ko gussa nahe aata kia? :p

            Comment


            • Re: Sawaal Peh Sawaal

              ab to bohat ziyada aa raha hai, aap hoti kahan hain???????
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Sawaal Peh Sawaal

                ap ko nahe pata kia ky ma kaha hote hon? :)

                Comment


                • Re: Sawaal Peh Sawaal

                  main to yehi janta hoon keh main kahan hoon aur kis ka intizaar kar raha hoon, magar intizaar kyun kartey hain?
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Sawaal Peh Sawaal

                    yay to mujhy bhe nahe pata..:(
                    acha aik baat perhe the mai ny bataiyay k kabhe kabhe thore doorya(faasly) achii nahe hote kiaa??
                    Last edited by aik_lerki; 15 May 2005, 18:54.

                    Comment


                    • Re: Sawaal Peh Sawaal

                      Originally posted by Masood
                      main to yehi janta hoon keh main kahan hoon aur kis ka intizaar kar raha hoon, magar intizaar kyun kartey hain?
                      AOA,

                      Asaan si baat hai apni zaroorat k liye intazar kia jata hai.

                      Sohail Abbasi.
                      Apna haq ada karo.

                      Comment


                      • Re: Sawaal Peh Sawaal

                        Originally posted by khan
                        AOA,

                        Asaan si baat hai apni zaroorat k liye intazar kia jata hai.

                        Sohail Abbasi.
                        Sohail bhai welcome, game ka aik rule hai keh yahan par jawab nahin diya jata, jawab mein bhi sawal hi kiya jata hai. Kya aap sawal kar saktye hain???
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Sawaal Peh Sawaal

                          Aaap ko sab sawalon ky javaab aaty hain kiaa? :p

                          Comment


                          • Re: Sawaal Peh Sawaal

                            baat sey baat nikalti hai, aur sawaal sey sawaal banta hai. Kya khiyaal hai???
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: Sawaal Peh Sawaal

                              aur yahaN to ham jawaab se bhi sawaal nikal lete haiN na?

                              Comment


                              • Re: Sawaal Peh Sawaal

                                mashaAllah aap ki khoobiyon key to ham qaeel ho hi chukey hain, magar aap masroof thi jo kuchh aik do din sey nahin aaein??
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X