Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sawaal Peh Sawaal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Sawaal Peh Sawaal

    135mph

    ab aap kaheNgay k iss se ziyada q nahi?

    Comment


    • Re: Sawaal Peh Sawaal

      Nahin balkey aap ki gadi ziyada bhaag hi nahin saki :lol :lol

      Waisey yeh itni tez-raftari kahan ki hai? kisi Motorway par ya????
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Sawaal Peh Sawaal

        aapka jawaab''motorway'' durust hay
        ''motorway'' aapka huaaaaaaaaaaa
        khushhhhhhhhhhhhhhhhhh?

        Comment


        • Re: Sawaal Peh Sawaal

          Ji yeh bhi btaa dein kon sa motorway aur kahan ka???
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Sawaal Peh Sawaal

            ab aap raaz ki, ghar ki, aur sabhi bateN poochengay kya?

            Comment


            • Re: Sawaal Peh Sawaal

              nahin na, yeh kaisey poochh sakta hoon??? Chalein yeh btaein kon sa mausam pasand hai?
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Sawaal Peh Sawaal

                ghar se acha mausim aur kahaN hoga?

                Comment


                • Re: Sawaal Peh Sawaal

                  hmmm mausam to insaan key apney ander hota hai, agar woh achha na ho to ghar ka mausam bhi achha nahin hota keh???????
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Sawaal Peh Sawaal

                    isii liye to==ham achay mausim aur us ke karam par allaah ka shuk q na ada kareN?

                    Comment


                    • Re: Sawaal Peh Sawaal

                      Allah ka shukar to har haal mein ada karna chahiye, jo main karta hoon. Kya kabhi kisi cheez sey khof aaya hai?
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Sawaal Peh Sawaal

                        banda bashar allaah k siwa kis se khauf kaey aur kyuuN?

                        Comment


                        • Re: Sawaal Peh Sawaal

                          yeh khoof ka topic kahan say aya ??
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • Re: Sawaal Peh Sawaal

                            tumheN Dar lag raha hay kya?

                            Comment


                            • Re: Sawaal Peh Sawaal

                              kis ke khauf ka ????

                              Comment


                              • Re: Sawaal Peh Sawaal

                                ab tum hi batao=kya allaah k siwa kisi se Darna chahiye?

                                Comment

                                Working...
                                X