Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fiqre Se Fiqrah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Fiqre Se Fiqrah

    W.salaam
    yaad-e-Ilaahi ka koi time nahi har waqt dil Allah ki yaad say maamoor hona chahiye.
    :roseENIGMA:rose

    Comment


    • Re: Fiqre Se Fiqrah

      AOA,

      Jo sakoon zikre ilahe se hai kisi shai main nain:)


      Sohail Abbasi.
      Apna haq ada karo.

      Comment


      • Re: Fiqre Se Fiqrah

        namaz me bhi bohat sakoon he.

        Comment


        • Re: Fiqre Se Fiqrah

          Sukoon-e-Qalb aik anmoul dowlat hay.
          :roseENIGMA:rose

          Comment


          • Re: Fiqre Se Fiqrah

            Na dunya se na dolat se na gher aabad karne se tasali dil ko milti hay khuda ko yaad karne se
            Allah

            Comment


            • Re: Fiqre Se Fiqrah

              Zikr-e-Ilaahi main is had tak doob kay zikr karna chahiye k phir sirf yeh aihsaas baaqi reh jaey k Main Hun Aur Maira Allah....
              :roseENIGMA:rose

              Comment


              • Re: Fiqre Se Fiqrah

                Allah mere gunah muaf farma Ameen
                Allah

                Comment


                • Re: Fiqre Se Fiqrah

                  Allah ham sab kay Kabeera aur Sagheera gunaah muaaf karay aur Sirat-e-Mustaqeem par chalnay ki towfeq ata karay.Aameen.
                  :roseENIGMA:rose

                  Comment


                  • Re: Fiqre Se Fiqrah

                    Ameen Allah hum sab ko bakhsh de Ameen
                    Allah

                    Comment


                    • Re: Fiqre Se Fiqrah

                      Aameen
                      Insan honay kay naatay Insaaniyat kay faraiz ada karnay ki towfeeq ata ho..aur amal paira hon..Aameen
                      :roseENIGMA:rose

                      Comment


                      • Re: Fiqre Se Fiqrah

                        AOA,

                        Lkain ziyada tar loog ahsa nain karte kion?:cc:


                        Sohail Abbasi.
                        Apna haq ada karo.

                        Comment


                        • Re: Fiqre Se Fiqrah

                          W.Salaam

                          Apni soch ki wajha say...

                          Bhalaai kay kaam main pehla qadam khud uthana chahiye.
                          :roseENIGMA:rose

                          Comment


                          • Re: Fiqre Se Fiqrah

                            Qadam hamesha ache kaam ki taraf uthana chahye
                            Allah

                            Comment


                            • Re: Fiqre Se Fiqrah

                              Har kaam bouhat mehnat aur imaan daari say sir anjaam dena chahiye.
                              :roseENIGMA:rose

                              Comment


                              • Re: Fiqre Se Fiqrah

                                Imandari behtreen hikmat amli hay
                                Allah

                                Comment

                                Working...
                                X